Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday 11 February 2020

Mafuhm e hadith ke mutabiq Rasool-Allah (ﷺ) ne inmein se kis bande ke liye farmaya ki unki dua kabul nahi hoti

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Jawab se se ziada hai

Sawal: Mafuhm e hadith ke mutabiq Rasool-Allah (ﷺ) ne inmein se kis bande ke liye farmaya ki unki dua kabul nahi hoti

A: Na shukri karne wale ki
B: Dua mein jaldi karne wala
C: Zulm karne wala
D: Zina karne wala
E: Rishta todney wale
F: Gunah karne ki dua qabul nahi hoti
G: kisi se badle ka sawal karne wala ki dua kabul nahi hoti

H: Sahi Jawab ka intezaar

****************

Sahi Jawab - BEF ✅

Reference📚

Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah (ﷺ) ne farmaya hamesha bande ki Dua qubul hoti hai jab tak wo gunaah ya naata (rishta) todne ki dua na kare aur jaldi na kare logon ne kaha Ya Rasoollallah (ﷺ) jaldi ka kya matlab hai Aap sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ki yu kahe ki maine dua ki mai nahi samajhta ki wo Qubul hogi phir na ummeed ho jaye aur dua karna chodh de.
-------------------------
Abu Huraira reported Allah's Messenger (ﷺ) as saying:
The supplication of the servant is granted in case he does not supplicate for sin or for severing the ties of blood, or he does not become impatient. It was said: Allah's Messenger, what does:" If he does not grow impatient" imply? He said: That he should say like this: I supplicated and I supplicated but I did not find it being responded. and theu he becomes frustrated and abandons supplication.
------------------------
ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روايت ہے کہ نبی (ﷺ) نے فرمایا جب تک آدمی کسی گناہ یا قطع رحمی اور قبولیت میں جلدی نہ کرے اس وقت تک بندہ کی دعا قبول کی جاتی رہتی ہے عرض کیا گیا اے اللہ کے رسول (ﷺ) جلدی کیا ہے آپ نے فرمایا وہ کہے میں نے دعا مانگی تھی میں نے دعا مانگی تھی لیکن مجھے معلوم نہیں کہ میری دعا قبول ہوئی ہو پھر وہ اس سے نا امید ہو کر دعا مانگنا چھوڑ دیتا ہے۔
-------------------------
Reference : Sahih Muslim 2735 c
In-book reference : Book 48, Hadith 127
USC-MSA web (English) reference : Book 35, Hadith 6595

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...