Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday, 25 November 2020

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ko unke padosi fajar ke waqt kaunsi dua padhte huwe sunte thy

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ko unke padosi fajar ke waqt kaunsi dua padhte huwe sunte thy

A: Allahumma inni As’aluka emanan La yartad, Wa Naiman La yanfad
B: Allahummastur 'awrati, wa amin raw'ati
C: Allahumma inni Auzubika minal-kufri wal-faqr, Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr, la illaha illa-ant
D: Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri.
E: Allaahummaghfir lee, warhamnee, wahdinee, wa 'aafinee warzuqnee.
F: Allahumma inni Asalukal-Afwa Wa Al-Aafiyah fid-dunya wa Al-Aakhirah
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka intezaar
********
Sahi Jawab - D✅

Fajar ke waqt pahne ki dua..Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri.

Reference📚:
-----
Abdullah bin Qasim RadiAllahu Anhu se riwayat hain wo kehte hain, Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki ek padosan ne hume bayan kiya ke wo Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ko tulu Fajar ke waqt ye dua padhte huwe sunti thi:
اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ وَمِنْ فِتْنَةِ الْقَبْرِ
Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri,
Eh Allah ! Mein qabar ke Azaab aur Qabar ke fitne se teri panah mein aata hu
----
It is narrated on the authority of 'Abdullah ibn Qasim RadiAllahu Anhu that he said: A neighbor of the Prophet Sallallahu Alaihi wasallam told us that she used to hear the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam reciting this supplication at dawn while saying:
اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ وَمِنْ فِتْنَةِ الْقَبْرِ
Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri,
O Allah! I seek refuge in You from the torment of the grave and the fitnah (tribulation) of the grave
----
عبد اللہ بن قاسم سے مروی ہے، وہ کہتے ہیں: نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم  کی ایک پڑوسن نے ہمیں بیان کیا کہ وہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم  کو طلوع فجر کے وقت یہ دعا پڑھتے ہوئے سنتی تھی:   اَللّٰہُمَّ إِنِّی َٔعُوذُ بِکَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ وَمِنْ فِتْنَۃِ الْقَبْرِ۔(اے اللہ! میں قبر کے عذاب اور قبر کے فتنے سے تیری پناہ میں آتا ہوں)۔
----
Musnad Ahmed#5502-Sahih

Sabse ziyada fazeelat wali neki La illaha IllAllah kehna hain




Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Sabse ziyada fazeelat wali neki La illaha IllAllah kehna hain
--------
Sayedna Abu Zar RadiAllahu Anhu se rivayat hain wo kehte hai ke mein ne kaha Eh Allah ke Rasool Sallallahu  Alaihi Wasallam apo mujhe wasiyat kariye Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jab buraiee hojaye to iss ke baad neki karo taake wo buraiee ke asar ko mitta de. Mein ne kaha Eh Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi wasallam kya 
La illaha illAllah

لاَ إِلَهَ إِ لاَّ اللَّهُ

bhi neki hain, Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ye to sabse ziyada fazeelat wali neki hain

Musnad Ahmed Hadees # 5423-Sahih
------
 ۔ سیدنا ابو ذر  ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ سے مروی ہے، وہ کہتے ہیں: میں نے کہا: اے اللہ کے رسول! آپ مجھے وصیت کریں، آپ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا:  جب برائی ہو جائے تو اس کے بعد نیکی کر، تاکہ وہ برائی کے اثر کو مٹا دے۔  میں نے کہا: اے اللہ کے رسول! کیا لَا اِلٰہَ إِلَّا اللّٰہُ بھی نیکی ہے؟ آپ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا:  یہ تو سب سے زیادہ فضیلت والی نیکی ہے۔  
-----
Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: The most virtuous Azkar is saying La illaha IllAllah..
-----
It is narrated on the authority of Abu Dharr RadiAllahu Anhu that he said: I said: O Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam! You make a will for me. The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam said: When evil occurs, do good after it, so that it may remove the effect of evil. I said: O Messenger of Allah Sallallalhu Alaihi wasallam! Is La illaha illAllah also good? He Sallallahu Alaihi wasallam said: This is the most virtuous virtue.
----
Musnad Ahmed Hadees # 5423-Sahih


 

Fajar ki Namaz ke baad padhne ki dua..Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri.





Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Fajar ki Namaz ke baad padhne ki dua..Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri.
-----
Abdullah bin Qasim RadiAllahu Anhu se riwayat hain wo kehte hain, Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki ek padosan ne hume bayan kiya ke wo Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ko tulu Fajar ke waqt ye dua padhte huwe sunti thi:

اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ وَمِنْ فِتْنَةِ الْقَبْرِ
Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri

Eh Allah ! Mein qabar ke Azaab aur Qabar ke fitne se teri panah mein aata hu
Musnad Ahmed#5502-Sahih
----
عبد اللہ بن قاسم سے مروی ہے، وہ کہتے ہیں: نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم  کی ایک پڑوسن نے ہمیں بیان کیا کہ وہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم  کو طلوع فجر کے وقت یہ دعا پڑھتے ہوئے سنتی تھی: 
اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ وَمِنْ فِتْنَةِ الْقَبْرِ
اے اللہ! میں قبر کے عذاب اور قبر کے فتنے سے تیری پناہ میں آتا ہوں
----
Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Dua to be supplicated after Fajar prayer... Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri.
----
It is narrated on the authority of 'Abdullah ibn Qasim RadiAllahu Anhu that he said: A neighbor of the Prophet Sallallahu Alaihi wasallam told us that she used to hear the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam reciting this supplication at dawn while saying:

اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ وَمِنْ فِتْنَةِ الْقَبْرِ
Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri

O Allah! I seek refuge in You from the torment of the grave and the fitnah (tribulation) of the grave
----
Musnad Ahmed#5502-Sahih


 

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki dua



Bismillahirrahamannirrahim

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki dua
----
Yahya bin Hassan se riwayat hain ke banu kananah ke ek aadmi ne kaha Mein ne Fatah Makkah wale saal Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki iqteda Mein Namaz padhi aur Aap Sallallahu Alaihi wasallam ko ye dua karte huwe suna: 

اَللّٰھُمَّ لَا تُخْزِنِی يَوْمِ الْقِيَامَةِ

Allahumma laa thukzini yaum Al-Qiyamah

(Eh Allah ! roz-e- Qayamat mujhe ruswa na karna)
----
 یحییٰ بن حسان سے مروی ہے کہ بنو کنانہ کے ایک آدمی نے کہا: میں نے فتح مکہ والے سال رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  کی اقتدا میں نماز پڑھی اور آپ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  کویہ دعا کرتے ہوئے سنا:  اَللّٰھُمَّ لَا تُخْزِنِی یَوْمَ الْقِیَامَۃِ (اے اللہ! روزِ قیامت مجھے رسوا نہ کرنا)۔ 
-----
Musnad Ahmed#5649-Sahih


 

Har cheez ke liye ek waqt tai hota hain




Bismillahirrahmannirrahim

لِكُلِّ أَجَلٍ كِتَابٌ
------
Har cheez ke liye ek waqt tai hota hain
------
ہر چیز کے لئے ایک وقت طے ہوتا ہے
-----
For everything there is a time prescribed.
------
Surat ur Raad: (13:38)


 

Surah Al-Ikhlas with Roman English urdu tarjuma




Surah Al-Ikhlas
-----
قُلْ هُوَ اللَّهُ أَحَدٌ اللَّهُ الصَّمَدُ
لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ وَلَمْ يَكُن لَّهُ كُفُوًا أَحَدٌ
سورة الإخلاص

Qul Hu Wallahu Ahad, ALLAHus-Samad, Lam Yalid walam Yulad, Walam Yakul-lahu Kufuwan Ahad
------
Kah do Wo ALLAH Ek hai, ALLAH beniyaz hai, Na uski koi Aulad hai aur na wo kisi ki Aulad hai, Aur uskey barabar ka koi nahi hai
Surah Al-ikhlas (112) 
--------------
 کہہ دو وہ الله ایک بے الله بے نیاز ہے نہ اس کی کوئی اولاد ہے اور نہ وہ کسی کی اولاد ہے اور اس کے برابر کوئی نہیں ہے
سورۃ الخلاص (۱۱۲)
-------
कुल हुवल्लाहु अहद अल्लाहुस-समद लम यलीद वा लम युलद वा लम यकुल्लाहू कुफुवान अहद 
कह दो वो अल्लाह एक है, अल्लाह बेनीयाज़ है, ना उसकी कोई औलाद है और ना वो किसी की औलाद है, और उसके बराबर का कोई नही है 
सुरह अल-इख्लास (112)
-----
Say He is ALLAH , the One and Only ALLAH , the Eternal, He begets not, nor was He begotten.And there is none like unto Him. 
Surah Al-ikhlas (112)


 

Surah Al Masad with Roman English urdu tarjuma



Bismillahirrahmannirrahim

Surah Al Masad

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ

تَبَّتْ يَدَا أَبِي لَهَبٍ وَتَبَّ ﴿١﴾
مَا أَغْنَىٰ عَنْهُ مَالُهُ وَمَا كَسَبَ ﴿٢﴾
سَيَصْلَىٰ نَارًا ذَاتَ لَهَبٍ ﴿٣﴾
وَامْرَأَتُهُ حَمَّالَةَ الْحَطَبِ ﴿٤﴾
فِي جِيدِهَا حَبْلٌ مِّن مَّسَدٍ ﴿٥﴾
-----
(1)Toot gaye Abu Lahab ke haath aur namuraad hogaya wo
(2) Iss ka maal aur jo kuch is ne kamaya wo uss ke kisi kaam na aaya
(3) wo bhadakte shole wali aag mein dhakil hoga
(4) Aur uss ki biwi bhi, lakdiya dhote huwe
(5) Iss ki gardan mein Moonjh ki rassi hogi
-----
ٹوٹ گئے ابولہب کے ہاتھ اور نامراد ہو گیا وہ (1)
 اُس کا مال اور جو کچھ اس نے کمایا وہ اُس کے کسی کام نہ آیا (2)
 وہ بھڑکتے شعلوں والی آگ میں داخل ہوگا (3)
 اور اس کی بیوی بھی ، لکڑیاں ڈھوتی ہوئی (4)
 اُس کی گردن میں مونجھ کی رسی ہوگی (5)
----
(1)May the hands of Abu Lahab be ruined, and ruined is he.
(2) His wealth will not avail him or that which he gained. 
(3) He will [enter to] burn in a Fire of [blazing] flame 
(4) And his wife [as well] - the carrier of firewood. 
(5) Aroud her neck is a rope of [twisted] fiber.
------
Al Quran: (Surah Al Masad, 111)


 

Surah An-Nasr with Roman English urdu tarjuma



Bismillahirrahmannirrahim

Surah An-Nasr

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ

1)إِذَا جَاءَ نَصْرُ اللَّهِ وَالْفَتْحُ
2)وَرَأَيْتَ النَّاسَ يَدْخُلُونَ فِي دِينِ اللَّهِ أَفْوَاجًا
3)فَسَبِّحْ بِحَمْدِ رَبِّكَ وَاسْتَغْفِرْهُ ۚ إِنَّهُ كَانَ تَوَّابًا
------
1) Jab Allah Subhanahu ki madad aa jaye aur fatah Naseeb hojaye
2)aur (Eh Nabi Salllallahu Alaihi wasallam) tum dekh lo ke log fauj dar fauj Allah ke deen mein daakhil ho rahe hain
3) to apne RABB ki hamd ke saath uss ki tasbeeh karo, aur uss se maghfirat ki dua mango, beshak wo bada tauba qubool karne wala hain.
-----
1) جب اللہ کی مدد آ جائے اور فتح نصیب ہو جائے
2) اور (اے نبیؐ) تم دیکھ لو کہ لوگ فوج در فوج اللہ کے دین میں داخل ہو رہے ہیں 
3) تو اپنے رب کی حمد کے ساتھ اُس کی تسبیح کرو، اور اُس سے مغفرت کی دعا مانگو، بے شک وہ بڑا توبہ قبول کرنے والا ہے
----
1) When the victory of Allah has come and the conquest, 
2) And you see the people entering into the religion of Allah in multitudes,
3)Then exalt [Him] with praise of your Lord and ask forgiveness of Him. Indeed, He is ever Accepting of repentance.
-----
Al Quran - Surah An-Nasr - 110


 

Surah Al Ma'un with Roman English urdu tarjuma



Bismillahirrahmannirrahim

Surah Al Ma'un

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ

1. أَرَأَيْتَ الَّذِي يُكَذِّبُ بِالدِّينِ
2.فَذَٰلِكَ الَّذِي يَدُعُّ الْيَتِيمَ 
3. وَلَا يَحُضُّ عَلَىٰ طَعَامِ الْمِسْكِينِ
4. فَوَيْلٌ لِّلْمُصَلِّينَ
5. الَّذِينَ هُمْ عَن صَلَاتِهِمْ سَاهُونَ
6. الَّذِينَ هُمْ يُرَاءُونَ
7.وَيَمْنَعُونَ الْمَاعُونَ
----
1. Bhala tum ne is shakhs ko dekha jo roz-e-jaza ko jhutlata hain?
2. ye wohi (badbakht) hain, jo yateem ko dhakke deta hain
3. aur faqeer ko khana khilane ke liye (logon ko) targheeb nahi deta 4. to aise namazion ki kharabi hain
5. jo namaz ki taraf se ghaafil rehte hain
6. jo riyakari karte hain
7. aur baratne ki cheeze ariyatan nahi dete.
----
1. بھلا تم نے اس شخص کو دیکھا جو (روزِ) جزا کو جھٹلاتا ہے؟
 2. یہ وہی (بدبخت) ہے، جو یتیم کو دھکے دیتا ہے
3. اور فقیر کو کھانا کھلانے کے لیے (لوگوں کو) ترغیب نہیں دیتا
4. تو ایسے نمازیوں کی خرابی ہے
5. جو نماز کی طرف سے غافل رہتے ہیں
6. جو ریا کاری کرتے ہیں 
7. اور برتنے کی چیزیں عاریتہً نہیں دیتے
-----
1. Just look at him, who belies the religion!
2. So it is he, who pushes away the orphan.
3. And does not urge to feed the needy.
4. So ruin is to those offerers of prayer
5. Those who are neglectful of their prayer.
6. Those who make a display (of their deeds).
7. And do not let others ask for small utilities.
-----
Surah Al Ma'un- 107


 

Surah Al-Qadr with Roman English, urdu Tarjuma



Bismillahirahmanirrahim

Surah Al-Qadr
-------
إِنَّا أَنزَلْنَاهُ فِي لَيْلَةِ الْقَدْرِ
Beshak  humne iss (Quran ) ko Shab e Qadr mai nazil Kiya hai
Indeed, We sent the Qur'an down during the Night of Decree. 
-----
وَمَا أَدْرَاكَ مَا لَيْلَةُ الْقَدْرِ
Aur tum kya jano Shab e Qadr kya hai
And what can make you know what is the Night of Decree? 
----
 لَيْلَةُ الْقَدْرِ خَيْرٌ مِّنْ أَلْفِ شَهْرٍ
Shab e Qadr hazar mahino se behtar hai
The Night of Decree is better than a thousand months. 
----
 تَنَزَّلُ الْمَلَائِكَةُ وَالرُّوحُ فِيهَا بِإِذْنِ رَبِّهِم مِّن كُلِّ أَمْرٍ
Farishtein aur rooh (Jibrail Alahih Salam) usmain apne RABB ke izan se har hukum le Kar nazil hote hai
The angels and the Spirit descend therein by permission of their Lord for every matter. 
----
 سَلَامٌ هِيَ حَتَّى مَطْلَعِ الْفَجْرِ
Wo Raat salamati wali hai tulu e Fajr tak ( Subha roshan hone tak
 Peace it is until the emergence of dawn.

Surah Al-Qadr (97) (1-5)


 

Surah Al Feel with Roman English urdu tarjuma



Bismillahirrahmanirrahim

Surah Al Feel

بِسْمِ اللَّـهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ

أَلَمْ تَرَ كَيْفَ فَعَلَ رَبُّكَ بِأَصْحَابِ الْفِيلِ, أَلَمْ يَجْعَلْ كَيْدَهُمْ فِي تَضْلِيلٍ ,وَأَرْسَلَ عَلَيْهِمْ طَيْرًا أَبَابِيلَ ,تَرْمِيهِم بِحِجَارَةٍ مِّن سِجِّيلٍ, فَجَعَلَهُمْ كَعَصْفٍ مَّأْكُولٍ
------
Tum ne dekha nahi ke tumahray RABB ne Haathi walon ke saath kya kiya? kya uss ne unn ki tadbeer ko akaarat nahi kar diya? aur unn par parindon ke jhund ke jhund bhaij diye, jo unn par paki huwi matti ke pathar pheink rahay thy, phir unn ka yeh haal kar diya jaisay janwaron ka khaya huwa bhoosa
------
تم نے دیکھا نہیں کہ تمہارے رب نے ہاتھی والوں کے ساتھ کیا کیا؟  کیا اُس نے اُن کی تدبیر کو اکارت نہیں کر دیا؟ اور اُن پر پرندوں کے جھنڈ کے جھنڈ بھیج دیے  جو اُن پر پکی ہوئی مٹی کے پتھر پھینک رہے تھے  پھر اُن کا یہ حال کر دیا جیسے جانوروں کا کھایا ہوا بھوسا 
------
क्या तुमने देखा नहीं कि तुम्हारे रब ने हाथीवालों के साथ कैसा बरताव किया?  क्या उसने उनकी चाल को अकारथ नहीं कर दिया? और उनपर नियुक्त होने को झुंड के झुंड पक्षी भेजे, उनपर कंकरीले पत्थर मार रहे थे अन्ततः उन्हें ऐसा कर दिया, जैसे खाने का भूसा हो 
------
Have you not seen how your Lord dealt with the Owners of the Elephant Did He not make their plot go astray And He sent against them birds, in flocks (Ababil). Striking them with stones of Sijjil. And He made them like `Asf, Ma'kul.
-------
Al-Quran-Surah Al Feel, 105


 

RabbiAllah




Bismillahirrahmannirrahim

رَبِّيَ اللَّهُ
----
RabbiAllah
----
Mera RABB srif Allah hain
----
My LORD is Allah Only

 


 

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam sone se pehele Wazu karke soya karte thy..




Bismillahirrahamannirrahim

Hadith: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam sone se pehele Wazu karke soya karte thy..
----
Sayeda Aisha ‌RadiAllahu Anhu se riwayat hain ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam jab sone ka iradah karte to Namaz wala wazu karte aur phir soo jate
------
 ۔ سیدہ عائشہ  ‌رضی ‌اللہ ‌عنہا سے مروی ہے کہ رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  جب سونے کا ارادہ کرتے تو نماز والا وضو کرتے اور پھر سو جاتے۔
----
It is narrated on the authority of Ayesha  RadiAllahu Anhu that when the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam intended to go to bed, he would perform ablution and then fall asleep.
-----
Musnad Ahmed#5512-Sahih


 

Hasbi Allah






Bismillahirrahmannirrahim

حسبي الله
----
Hasbi Allah
----
Allah mere liye kafi hain
----
Allah is enough for me

 

La hawla wa la Quwwata illa billah



Bismillahirahmanirrahim

-------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya La hawla wa la Quwwata illa billah zyada padha karo kyunki ye Jannat ke khazano mein se ek khazana hain
Jamia Tirmizi,Jild 2, 1524-Sahih
--------------
لاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
La hawla wa la Quwwata illa billah
----
Allah ki madad ke bagair gunah se bachne ki taqat aur Neki karne ki quwwat nahi 
-------
الله کی مدد کے بغیر گناہ سے بچنے کی طاقت اور نیکی کرنے کی قوت نہیں
-----
There is no might and no power but that of Allah.


 

Ye Kalme tammam kalimaat se behtar hain



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Ye Kalme tammam kalimaat se behtar hain
---------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Chaar kalme tamam Kalmat se behtar hain aur jis se bhi tum shuru karo tumhein koi nuqsan Nlnahi wo ye hain

سُبْحَانَ اللَّهِ
وَالْحَمْدُ لِلَّهِ
وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ
وَا للَّهُ أَكْبَرُ

SubhanAllah
Wa Alhamdulillah
 Wa La ilaha ilAllahu
Wa Allahu Akbar

Allah ki Zaat paak hain.
Har Qisam ki humd o Sana Allah he ko layak hain,
Allah ke alawa koi mabud barhaq nahi
aur Allah Bahut bada hain
Sunan Ibn Maja hadees 3811
-----
رسول اللہ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: چار کلمے تمام کلمات سے بہتر ہیں اور جس سے بھی تم شروع کرو تمہیں کوئی نقصان نہیں، وہ یہ ہیں:
«سبحان الله والحمد لله ولا إله إلا الله والله أكبر» اللہ کی ذات پاک ہے، ہر قسم کی حمد و ثناء اللہ ہی کو سزاوار ہے، اللہ کے علاوہ کوئی معبود برحق نہیں، اور اللہ بہت بڑا ہے 
----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said: (There are) four that are the best of words, and it does not matter with which you begin:

سُبْحَانَ اللَّهِ
وَالْحَمْدُ لِلَّهِ
وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ
وَا للَّهُ أَكْبَرُ

Subhan-Allah,
Wal-Hamdullillah,
Wa La illaha illAllah,
Wa Allahu Akbar

Glory is to Allah,
Praise is to Allah,
None has the right to be worshiped but Allah 
and Allah is the Most Great.
Sunan Ibn Maja 3811


 

Museebat ya pareshani ke waqt padhne ki dua



Bismillahirrahmannirrahim

Museebat ya pareshani ke waqt padhne ki dua
------
 Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki kya main tumhe chand aise kalimat na sikhau jinhe tum Museebat ( ya pareshani) ke waqt ya Museebat mein kaha karo

اللَّهُ اللَّهُ رَبِي لاَ أُشْرِكُ بِهِ شَيْئًا
Allahu, Allahu Rabbi La ushrika behi shayaa
(ALLAH, ALLAH mera RABB hai aur main uske saath kisi ko sharik nahi karta)
Sunan Abu Dawood,1525-Sahih
----------------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: کیا میں تمہیں چند ایسے کلمات نہ سکھاؤں جنہیں تم مصیبت کے وقت یا مصیبت میں کہا کرو 

الله الله ربي لا أشرك به شيئًا
یعنی اللہ ہی میرا رب ہے، میں اس کے ساتھ کسی کو شریک نہیں کرتی 
-----------
Narrated Asma daughter of Umays Radi Allahu Anhu The Messenger Sallallahu Alaihi Wasallam said to me: May I not teach you phrases which you say in distress? (These are:) 

 اللَّهُ  اللَّهُ رَبِّي لَا أُشْرِكُ بِهِ شَيْئَاً
Allahu Allahu Rabbi La ushrika behi shayaa 
(Allah , Allah is my Lord, I do not associate anything as partner with Him.) 
Sunan Abu Dawud, 1525-Sahih


 

Jo koi puri koshish ke saath dua mangna chahe to wo ye dua padha kare



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Jo koi puri koshish ke saath dua mangna chahe to wo ye dua padha kare
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya kya tum chahate ho ke puri koshish ke saath dua kiya karo? to phir is terhan kaha karo:

اللَّهُمَّ أَعِنِّي عَلَى ذِكْرِكَ وَشُكْرِكَ وَحُسْنِ عِبَادَتِكَ ‌‏
Allahumma Aainni Ala Zikrika Wa Shukrika Wa Husni ibadatika

(Eh Allah, apna shukar, Zikr aur achchi ibadat karne per humari madad farma)
Musnad Ahmed#1856-Sahih
----
سیدنا ابو ہریرہ ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ  سے مروی ہے کہ نبی کریم ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا:   کیا تم چاہتے ہو کہ پوری کوشش کے ساتھ دعا کیا کرو؟ تو پھر اس طرح کہا کرو:

اللَّهُمَّ أَعِنِّي عَلَى ذِكْرِكَ وَشُكْرِكَ وَحُسْنِ عِبَادَتِكَ

(اے اللہ!اپنے شکر، ذکر اور اچھی عبادت کرنے پر ہماری مدد فرما )۔ 
-----
रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया क्या तुम चाहते हो कि पूरी कोशिश के साथ दुआ किया करो तो फिर इस तरह कहा करो

*اللَّهُمَّ أَعِنِّي عَلَى ذِكْرِكَ وَشُكْرِكَ وَحُسْنِ عِبَادَتِكَ *

अल्लाहुम्मा आइन्नी अला ज़िकरीका वा शुकरिका वा हुसनि ईबादतीका 

या अल्लाह, अपना शुक्र ज़िक्र और तेरी अच्छी इबादत करने में हमारी मदद फरमा.
-----
Rasool-Allah Sallalahu Alaihi wasallam said: Do you want to pray with all your might? Then say:

Allahumma Aainni Ala Zikrika Wa Shukrika Wa Husni ibadatika

(O Allah, Help me in remembering You, in giving You thanks, and worshipping You well.)
----
Musnad Ahmed#1856-Sahih


 

Jo bhi Astagfirullah Al lazi la ilaha illa huwa Al Hayyul Qayyum wa atubu ilaih padhega uske gunah maaf kar diye jayenge chahe wo Maidan e jung se bhag gaya ho




Bismillahirrahmanirrahim

Hadith : Jo bhi Astagfirullah Al lazi la ilaha illa huwa Al Hayyul Qayyum wa atubu ilaih padhega uske gunah maaf kar diye jayenge chahe wo Maidan e jung se bhag gaya ho
-----
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jisne ye kalimat kahe to uske gunah maaf kar diye jayenge chahe wo Maidan e jung se bhag gaya ho

أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ

Astagfirullah-Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 
Main ALLAH se apne gunaho ki maafi maangta hu jiske siwa koi ibadat ke layaq nahi, jo zinda aur hamesha rehne wala hain aur main ussi ki taraf tauba karta hu 
Sunan Abu Dawud#1517-Sahih
--
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا 
جس نے یہ کلمات کہے تو اس کے گناہ معاف کر دئیے جائیں گے 
اگرچہ وہ میدان جنگ سے بھاگ گیا ہو

أستغفر الله الذي لا إله إلا هو الحي القيوم وأتوب إليه
----
The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: If anyone says these words he will be pardoned, even if he has run away in the time of the battle.

أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيْه
Astagfirullah-Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih

I seek the forgiveness of Allah the AlMighty, Whom there is No God  except Him, The Living, The Eternal, and I repent unto Him
Sunan Abu Dawud #1517-Sahih


 

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam kasrat se yh dua padha karte



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam kasrat se yh dua padha karte

يَا مُقَلِّبَ الْقُلُوبِ ثَبِّتْ قَلْبِي عَلَى دِينِكَ
------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam kasrat se ye dua kiya karte thy

يَا مُقَلِّبَ الْقُلُوبِ ثَبِّتْ قَلْبِي عَلَى دِينِكَ

Ya Muqallib Qulub thabbit Qalbi Ala Deenak
-----
Eh dilo ko phenrne wale mere dil ko tere deen par qayam rakh

Aap Sallallahu Alaihi wasallam ke sahaba aur ahal o Ayal ne kaha : Eh Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi wasallam kya Aap ko humare bare mein koi darr hain, jabke hum Aap par aur Aap ki layi ho Shariyat par Emaan laaye hain? Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya : Beshak tamam dil Allah Subhanahu taala ke haath mein hain wo inko alat palat kar deta hain
Musnad Ahmed#8939-Sahih
-----
 ۔ سیدنا انس بن مالک ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ سے مروی ہے کہ رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم کثرت سے یہ دعا کیا کرتے تھے: … یَا مُقَلِّبَ الْقُلُوْبِ! ثَبِّتْ قَلْبِیْ عَلٰی دِينِكَ۔(اے دلوں کو پھیرنے والے میرے دل کو تیرے دین پر قائم رکھ)۔ آپ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم کے صحابہ اور اہل و عیال نے کہا: اے اللہ کے رسول! کیا آپ کو ہمارے بارے میں کوئی ڈر ہے، جبکہ ہم آپ پر اور آپ کی لائی ہو شریعت پر ایمان لائے ہیں؟آپ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم نے فرمایا: بیشک تمام دل اللہ تعالیٰ کے ہاتھ میں ہیں، وہ ان کو الٹ پلٹ کر دیتا ہے۔ 
------
It is narrated on the authority of Anas bin Malik RadiAllahu Anhu that the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam used to pray: 

يَا مُقَلِّبَ الْقُلُوبِ ثَبِّتْ قَلْبِي عَلَى دِينِكَ

Ya Muqallib Qulub thabbit Qalbi Ala Deenak
----
O Changer of the hearts, make my heart firm upon Your religion

The companions and family of the Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said: O Messenger of Allah! Do you have any fear about us, while we believe in you and in the law (Shariya) that you have brought? Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said: Verily, all hearts are in the hands of Allah, He turns them upside down.
-----
Musnad Ahmed#8939-Sahih


 


 

Duniya aur Akhirat mein Aafiyat mangne ki Dua



Bismillahirrahmanirrahim

Duniya aur Akhirat mein Aafiyat mangne ki Dua
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo, kyuki yaqeen ke baad aafiyat se behtar koi cheez kisi ko nahi di gayee
Jamia Tirmidhi,Jild 2,1482-Sahih

Ibn Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hain ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne subah aur sham ko ye dua maangna kabhi nahi chorha yani rozana subah aur sham mein isko padha karte they

اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْعَفْوَ وَالْعَافِيَةَ فِي الدُّنْيَا وَالآخِرَةِ

Allahumma inni Asalukal-Afwa Wa Al-Aafiyah fid-dunya wa Al-Aakhirah

Ya Allah main tujhse duniya aur aakhirat mein magfirat aur aafiyat maangta hun.
Sunan Ibn Maja,Jild 3,752-Sahih
-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نےفرمایا: اللہ سے ( گناہوں سے ) عفو و درگزر اور مصیبتوں اور گمراہیوں سے عافیت طلب کرو کیونکہ ایمان و یقین کے بعد کسی بندے کو عافیت سے بہتر کوئی چیز نہیں دی گئی

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم صبح و شام ان دعاؤں کو نہیں چھوڑتے تھے: 

(اللهم إني أسألك العفو والعافية في الدنيا والآخرة)
 اے اللہ! میں تجھ سے دنیا اور آخرت میں عفو اور عافیت کا طالب ہوں
---
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Ask Allah Subahanhu for forgiveness and Al-Aafiyah (well being), because, none has been given anything better than Al-Afiyah after certainty of faith
Jamia Tirmizi,Book 46,3558-Sahih

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam never Left these Dua to recite every morning and every evening 
اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْعَفْوَ وَالْعَافِيَةَ فِي الدُّنْيَا وَالآخِرَةِ
Allahumma inni Asalukal-Afwa Wa Al-Aafiyah fid-dunya wa Al-Aakhirah

O Allah, I ask You for forgiveness and Al-Aafiyah (well-being) in this world and in the Hereafter.
Sunan Ibn Maja, Book 34,3871-Sahih


 

Allahummastur awrati, wa amin raw'ati


Bismillahirrahmannirrahim

اللَّهُمَّ اسْتُرْ عَوْرَتِي ‏‏ وَآمِنْ رَوْعَاتِي

Allahummastur awrati, wa amin raw'ati
-----
Eh Allah Mere Aibo ko chupa de aur Mere Dil ko mutmayeen kar de
----
Sunan Abu Dawud, Jild 3, 1637- Sahih
----
اے اللہ! میرے عیبوں کو چھپا دے اور  میرے دل کو مطمئن کر دے
------
O Allah conceal my Faults and Keep me safe from the things which I Fear
-----
Sunan Abu Dawud, Book 42, 5056- Sahih


 

Allahumma Salle Ala Muhammed





Bismillahirrahmanirrahim

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya mujh per Darood bhejte rehna kyunki tumhara darood mujh tak pahucha diya jata hai chahe tum kisi bhi jagah ho
Sunan Abu Dawud  2037-Sahih
-----
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّد

Allahumma Salle Ala Muhammed
----
Eh Allah Rahmat Nazil farma Muhammed Sallallahu Alaihi wasallam par
-----
اے الله رحمت نازل فرما محمد صلی علیہ وسلم پر 
-----
Oh Allah send blessings on Prophet Muhammed Sallallahu Alaihi Wasallam
Allahumma Salle Ala Muhammed


 

Jo ek martaba Darood padhega toh Allah Subhanahu us par 10 martaba rehmat behjega aur uske 10 gunah maaf honge



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Jo ek martaba Darood padhega toh Allah Subhanahu us par 10 martaba rehmat behjega aur uske 10 gunah maaf honge
Sunan An Nasaii, Vol1, No. 1300- Sahih
------
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّد

Allahumma Salle Ala Muhammed
----
Eh Allah Rahmat Nazil farma Muhammed Sallallahu Alaihi wasallam par
-----
اے الله رحمت نازل فرما محمد صلی علیہ وسلم پر
-----
Oh Allah send blessings on Prophet Muhammed Sallallahu Alaihi Wasallam


 

Jo bhi dua banda karta hain iss dua se Afzal nahi ho sakti..




Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Jo bhi dua banda karta hain iss dua se Afzal nahi ho sakti..
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya koi dua jo banda karta hain is dua se Afzal nahi

اَللّٰهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْمُعَافَاةَ فِي الدُّنْيَا وَالْآخِرَةِ

Eh Allah mein tujh se duniya aur akhirat mein aafiyat ka sawal karta hu
----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said: 'There is no supplication that a person can say that is better than: Allahumma inni as'aluka al-mu'afah fid-dunya wal-akhirah (O Allah, I ask You for Al-Mu'afah in this world and in the Hereafter)
----
ابو ہریرہ‌رضی اللہ عنہ  سے مروی ہے کہ رسول اللہ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا: کوئی دعا جو بندہ کرتا ہے اس دعا سے افضل نہیں: اے اللہ میں تجھ سے دنیا اور آخرت میں عافیت کا سوال کرتا ہوں
----
Al-Silsila-tus-Sahiha#2937-Sahih


 

Jo 10 martaba ye kalimat padhega to 100 gulam aazad, 100 nekiya aur 100 burayee mita di jayegi




Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Jo 10 martaba ye kalimat padhega to 100 gulam aazad, 100 nekiya aur 100 burayee mita di jayegi
-----
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ لاَ شَرِيكَ لَهُ لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ يُحْيِي وَيُمِيتُ وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ

La ilaha illAllah wahdahu la sharika lahu, lahul-mulk wa lahul-hamd Yuhi wa Yumeet, wa huwa Ala kulli shayin qadir

Allah ke siwa koi sachch mabud nahi hai wo akela hai aur uska koi sharik nahi , usee ke liye baadshahat hai aur usee ke liye tarif hai wo hi zinda karta hai aur wa hi maarta hai aur wo har cheez par qadir hai
------
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jis shakhs ne subah ke waqt ye kalimaat 10 martaba kahe to Allah Subahnahu har martaba kehne se 10 neikya likh denge, 10 burayeeya mita dega aur Allah Subahanhu 10 darjat buland kare ga, aur ye kalimat is ke liye 10 gardane (gulam) azad karne ke barabar honge, aur din ki ibtida se le kar intahaa tak (yani din ke shuru se akhir tak) is ka hathyaar honge. aur is din koi shakhs aisa amal nahi karega jo un kalimat se badh kar ho agar woh sham ke waqt ye kalimaat kahe to bhi isi tarhan hain
Al-Silsila-tus-Sahiha-2967-Sahih
-----
  نبی  ‌صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جس شخص نے صبح کے وقت دس مرتبہ یہ کلمات کہے 

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ لاَ شَرِيكَ لَهُ لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ يُحْيِي وَيُمِيتُ وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ

اللہ کے علاوہ کوئی سچا معبود نہیں، وہ اکیلا ہے اس کا کوئی شریک نہیں، اسی کے لئے بادشاہت ہے اور اسی کے لئے تعریف ہے وہ زندہ کرتا ہے اور وہ مارتا ہے اور وہ ہر چیز پر قادر ہے۔

۔ اللہ تعالیٰ ایک مرتبہ کہنے سے دس نیکیاں لکھے گا، دس برائیاں مٹائے گا اور اللہ تعالیٰ دس درجات بلند کرے گا، اور یہ کلمات اس کے لئے دس گردنیں آزاد کرنے کے برابر ہونے ے، اور دن کی ابتدا سے لے کر انتہا تک اس کا ہتھیار ہوں گے ۔اور اس دن کوئی شخص ایساعمل نہیں کرے گا جو ان کلمات سے بڑھ کر ہو۔ اگر وہ شام کے وقت یہ کلمات کہے تو بھی اسی طرح ہے 
-----

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ لاَ شَرِيكَ لَهُ لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ يُحْيِي وَيُمِيتُ وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ

La ilaha illAllah wahdahu la sharika lahu, lahul-mulk wa lahul-hamd Yuhi wa Yumeet, wa huwa Ala kulli shayin qadir

There is no Lord except Allah , Alone with no partner, to Him belongs the dominion, and to Him is all the praise, He gives life and death, and He has power over all things
-----
Rasool Allah Sallallahu Alaihi wasallam said:  Whoever says these words ten times in the morning , for every one time Allah subhanahu will write 10 good deeds for him , Will wipe away 10 evil deeds and will raise 10 degrees for him, and these words will be equal for him as he has freed 10 captives ( if anybody say 10 times then this rewards will be ten fold) and it will be his weaopan from the beginning of the day untill the end of the day. and that day nobody will be able to do any deeds which is more better than this and if he say same words in the evening will get same rewards
Al-Silsila-tus-Sahiha-2967-Sahih


 

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...