Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 26 January 2022

Namaz e janaza ka tareeqa- HOW TO PRAY SALATUL JANAZA.


Bismillahirrahmanirrahim


Namaz e janaza ka tareeqa-Hadith ki roshni mein
-------
1. Janaze ki namaz 4 takbir se ada ki jati hai

Abu huraira radi allahu anhu se  rivayat hai ki jis din najashi ki wafat huyee  Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne uski khabar di aur Aap Sallallahu Alaihi Wasallam  sahaba ke saath musalla (namaz padhne ki jagah) tashrif le gaye aur saf banwayee aur chaar (4) takbirein kahi
Sahih Bukhari, Vol 2, 1333 

*2. Pahli Takbir ke baad Surah fatiha padhni chahiye*

Abu Umamah radi allahu anhu ne farmaya ki namaz e janaze mein pahli takbeer ke baad surah Fatiha ahista se padhni chahiye
Sunan Nasaii, Vol. 1,1993-Sahih

*3. Phir dusri takbir kahi jaye aur Durud e Ibrahim padhna chahiye*

Allahumma salli Ala muhammad wa ala aali muhammad kamaa sallaita ala ibrahima wa ala aali ibrahima innaka hamidum majid.
Allahumma baarik ala muhammad wa ala aali muhammad kamaa baarakta ala ibrahima wa ala aali ibrahima innaka hamidum majid. 

*4. Phir teesri takbir kahi jaye aur ye dua padhni chahiye*

Abu Ibrahim Al-Ansari apne walid se rivayat karte hain ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam namaz e janaza mein ye dua farmate 

Allahummighfir lihayyina wa mayyitina wa shahidina wa gha'ibina wadhakarina (wazakrina) wa unthana ( wa unsana) wa saghirina wa kabirina 

Tarjumah : Ya Allah maghfirat farma  hamare zindo ki aur hamare murdo ki aur hamare hazir ki aur hamare gayab ki aur hamare mardo ki aur hamari aurato ki aur hamare choto ki aur hamare bado ki.
Sunan Nasaii, Vol. 1,1990-Sahih

*5. Phir chothi takbir kahi jaye aur ek taraf (dahini taraf) salam pher diya jaye*
-------------------------------------------------

*نماز جنازہ کا طریقہ حدیث کی روشنی میں*

*جنازے کی نماز چار تکبیر سے ادا کی جاتی ہے*

حضرت ابو ہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے نجاشی کا جس دن انتقال ہوا اسی دن رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے ان کی وفات کی خبر دی اور آپ صلی اللہ علیہ وسلم صحابہ کے ساتھ عیدگاہ گئے۔ پھر آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے صف بندی کرائی اور چار تکبیریں کہیں۔
صحیح بخاری جلد ۲ ۱۳۳۳

*پہلی تکبیر کے بعد سورۃ فاتحہ پڑھنی چاہیے*

حضرت امامہ رضی اللہ عنہ نے فرمایا نمازِ جنازہ میں پہلی تکبیر کے بعد سورۃ فاتحہ آہستہ سے پڑھنا چاہیے
سنن نسائی جلد ۱ ۱۹۹۳

*پھر دوسری تکبیر کہی جائے اور درود ابرہیم پڑھنا چاہیے*

*پھر تیسری تکبیر کہی جائے اور یہ دعا پڑھنی چاہیے*

 نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کو میت پر نماز جنازہ میں کہتے سنا:

*«اللہم اغفر لحينا وميتنا وشاهدنا وغائبنا وذكرنا وأنثانا وصغيرنا وكبيرنا»*

 ”اے اللہ! ہمارے زندہ اور مردہ کو، ہمارے حاضر اور غائب، ہمارے نر اور مادہ، ہمارے چھوٹے اور بڑے سب کو بخش دے“۔

سنن نسائی جلد ۱ ۱۹۹۰
پھر چوتھی تکبیر کہی جائے اور ایک طرف سلام پھیر دیا جائے
----
HOW TO PRAY SALATUL JANAZA.

1- ​After the First Takbeer​: Recite Surat Al-Fatiha.

1. Bismillaahir Rahmaanir Raheem
2. Alhamdu lillaahi Rabbil 'aalameen 
3. Ar-Rahmaanir-Raheem
4. Maaliki Yawmid-Deen
5. Iyyaaka na'budu wa lyyaaka nasta'een
6. Ihdinas-Siraatal-Mustaqeem
7. Siraatal-lazeena an'amta 'alaihim ghayril- maghdoobi 'alaihim wa lad-daaalleen

2- ​ After the Second Takbeer: Durud-Ibrahim to the end.

Allaahumma salli 'alaa Muhammadin wa 'alaa 'aali Muhammadin, kamaa sallayta 'alaa 'Ibraaheema wa 'alaa 'aali 'Ibraaheema, 'innaka Hameedun Majeed. Allaahumma baarik 'alaa Muhammadin wa 'alaa 'aali Muhammadin, kamaa baarakta 'alaa 'Ibraaheema wa 'alaa 'aali 'Ibraaheema, 'innaka Hameedun Majeed​.

3- ​ After the Third Takbeer: Pray for the dead but according to how it was narrated from our beloved Prophet Muhammad (Blessings and Peace be upon him).
Allahummighfir lihayyina wa mayyitina wa shahidina wa gha'ibina wadhakarina (wazakrina) wa unthana ( wa unsana) wa saghirina wa kabirina 
Yaa Allah! forgive our living and our dead, those who are with us and those who are absent, our young and our old, our menfolk and our womenfolk. Any of your local language/ tribe

Yaa Allah, whomever you give life from among us give him life in Islam, and whomever you take way from us take him away in Faith. Yaa Allah, do not forbid us their reward and do not send us astray after them.

4- Lastly after the 4th Takbeer​: And you should pray for all Muslims.

5- And Finally end the prayer with one Salaam to the right  (Just once).

May Allah (Sub-haanahu wata'aala) forgive our shortcomings, and our dead ones. May Allah grant us Jannatul Firdaus. Amen


 

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...