Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Saturday, 8 February 2020

Allahumma Salli Ala Muhammed




Bismillahirahmanirrahim

اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّد

Allahumma Salli Ala Muhammed
-----
Eh Allah Rahmat nazil farma Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam par 
-----
Oh Allah send blessings on Prophet Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam

As Salamu Alekum and Walekum As Salam,








Durud E Ibrahim



Durud






Durud




Alhumdulillah





Bismillahirrahmannirrahim

Alhumdullilah kahne se Meezan bhar jata hain
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Alhumdullilah kehne se Meezan (Nekiyon se) bhar jata hain.
----
Sunan Ibn Majah, Vol 1, 280- Sahih
----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا الحمد لله  کہنے سے میزان (نیکیوں سے)  بھر  جاتا ہے
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said Alhumdullilah Fills the Scale (of Good Deeds)
Sunan Ibn Majah, Book 1, 280-Sahih

Rabbi Zidni Ilman




Bismillahirrahmanirrahim 

رَّبِّ زِدْنِي عِلْمًا

Rabbi Zidni Ilman
------------ 
Mere RABB mujhe aur ziyada ilm ata farma
----------
My Lord ! Increase me in knowledge.

Surah Taha (20)#114

As Salamu Alekum and Walekum As Salam,





Duniya aur Akhirat mein khair mangne ki dua




Bismilahirrahmanirrahim


 رَبَّنَا آتِنَا فِي الدُّنْيَا حَسَنَةً وَفِي الآخِرَةِ حَسَنَةً وَقِنَا عَذَابَ النَّارِ

Rabbana Aatina fid-dunya ḥasanatan wa fil Aakhirati Hasanatan Wa Qina Azabann-nar.

Eh hamre RABB humein Duniya mein bhi Bhalaii de aur Aakhirat mein bhi bhalaii de aur humein Dozakh ke azab se bacha.
-------
"O Allah! Give to us in the world that which is good and in the Hereafter that which is good, and save us from the torment of the 
Fire.
-------
Al Quran Surah Baqara(2), 201

As Salamu Alekum and Walekum As Salam,





Sayyad Al-Astigfar














Bismillahirrahmanirrahim

Sayyad-Al-Astigfar (Allah se maghfirat maangne ka sabse achcha tariqa ) Ki Fazilat
--------------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Sayyad-Al-Astigfar (Allah se maghfirat maangne ka sabse achcha tariqa) ye hai, jisne is dua ke alfaaz par yaqeen rakhte huye din mein inko padh liya aur usi din shaam hone se pahle uski maut ho gayee to wo jannati hai, aur jisne is Dua ke alfaaz par yakeen rakhte huye Raat mein inko parh liya aur phir uska subah hone se pahle uski maut ho gayee to wo jannati hai.

اللَّهُمَّ أَنْتَ رَبِّي، لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ، خَلَقْتَنِي وَأَنَا عَبْدُكَ، وَأَنَا عَلَى عَهْدِكَ وَوَعْدِكَ مَا اسْتَطَعْتُ، أَعُوذُ بِكَ مِنْ شَرِّ مَا صَنَعْتُ، أَبُوءُ لَكَ بِنِعْمَتِكَ عَلَىَّ وَأَبُوءُ لَكَ بِذَنْبِي، فَاغْفِرْ لِي، فَإِنَّهُ لاَ يَغْفِرُ الذُّنُوبَ إِلاَّ أَنْتَ

✦ Allahumma anta Rabbi la ilaha illa anta, Khalaqtani wa ana abduka, wa ana 'ala ahdika wa wa'dika mastata'tu, Awuzu bika min sharri ma sana'tu, abu'u Laka bini'matika 'alaiya,
wa Abu'u Laka bizambi, fagfirli fa innahu la Yagfiru-az-zunuba illa anta.

✦ Tarjuma : Eh Allah tu hi mera RAB hai, tere siwa koi mabud nahi, tune hi mujhe paida kiya hai aur main tera hi Banda hu, main apni taqat ke mutabiq tujhse kiye huye Ahad aur wade par qayam hun, main tujhse us cheez ki  burayee se panah maangta hu jisko maine kiya ,main tere samne teri naimaton ka iqrar karta hu jo tune mujhe ata farmayee, Aur main apne gunahon ka bhi iqrar karta hun, tu mujhe maaf kar de , beshak tere siwa gunahon ko koi maaf karne wala nahi

Sahih Bukhari, Vol 7, 6306

**********
Bismillahirahmanirrahim

✦ Hadith : The most superior way of asking for forgiveness from Allah is Sayydal Astagfar
--------------------
The Prophet (ﷺ) said If somebody recites Sayydal Astigfar during the day with firm faith in it and dies on the same day before the evening, he will be from the people of Paradise and if somebody recites it at night with firm faith in it and dies before the morning he will be from the people of Paradise. The Prophet (ﷺ) said "The most superior way of asking forgiveness from Allah is

اللَّهُمَّ أَنْتَ رَبِّي، لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ، خَلَقْتَنِي وَأَنَا عَبْدُكَ، وَأَنَا عَلَى عَهْدِكَ وَوَعْدِكَ مَا اسْتَطَعْتُ، أَعُوذُ بِكَ مِنْ شَرِّ مَا صَنَعْتُ، أَبُوءُ لَكَ بِنِعْمَتِكَ عَلَىَّ وَأَبُوءُ لَكَ بِذَنْبِي، فَاغْفِرْ لِي، فَإِنَّهُ لاَ يَغْفِرُ الذُّنُوبَ إِلاَّ أَنْتَ
✦ Allahumma anta Rabbi la ilaha illa ant, Khalaqtani wa ana abduk, wa ana 'ala ahdika wa wa'dika mastata't,Awuzu bika min sharri ma sana't, abu'u Laka bini'matika 'alay, wa Abu'u Laka bizambi fagfirli fa innahu la Yagfiru-az-zunuba illa anta.
---------------------
Translation: O Allah, You are my Lord, none has the right to be
worshiped except You, You created me and I am Your servant and I Obey to Your covenant and promise as best as I can,
I take refuge in You from the evil of which I committed.
I acknowledge Your favor upon me and I acknowledge my sin,
so forgive me, indeed none can forgive sins except You.
 Sahih Bukhari, Book 75, Hadith 318




Aur kaun nikalta hain Zinda ko Murde se.




Bismillahirrahmannirrahim

وَ مَنۡ یُّخۡرِجُ الۡحَیَّ مِنَ الۡمَیِّتِ
------
Aur kaun nikalta hain Zinda ko Murde se.
------
Who Brings the Living out of The Dead
------
اور کون نکالتا ہے زندہ کو مردے سے
------
Surah Yunus: (10:31)


Allah ka zikar kiya karo taakay tum Falah paa lo




Bismillahirrahmannirrahim

وَاذْكُرُوا اللَّهَ كَثِيرًا لَّعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ
-----
Allah ka zikar kiya karo taakay tum Falah paa lo
-----
اللہ کا ذکر کیا کرو تاکہ تم فلاح پالو 
-----
Remember Allah often that you may Succeed.
-----
Surah Al Juma: (62:10)

Aasan hisab ki dua



Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...