Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Saturday, 15 February 2020

wo kaunsi aadat hai ke jab Rasool-Allah Sallalahu Alahi Wasallam ko pata chalti toh wo apni taraf se aaraz kar lete jab tak unko maloom na hojata ke uss shaqs ne tauba kar li hain?

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawal: wo kaunsi aadat hai ke jab Rasool-Allah Sallalahu Alahi Wasallam ko pata chalti toh wo apni taraf se aaraz kar lete jab tak unko maloom na hojata ke uss shaqs ne tauba kar li hain?

A: Zinakar
B: Sood khor
C: Gaali galoch karne wala
D: Jhoot bolne wala
E: Allah se kinara kaash rahne wala
F: Chugalkhor 
G: Inmein se koi nahi

H: Sahi Jawab ka Intezaar

*****************

Sahi Jawab - D✅

Reference📚:
-----
Aisha RadiAllahu Anhu se riwayat hai kehti hain ke Rasool-Allah Sallalahu Alahi Wasallam ko Jhoot se ziyada koi aadat buri nahi lagti thi. Aap ko jis sahabi ke baarey mein aisi koi baat pata chalti to Aap apni taraf se is se aaraz karte ( bachte ) hatta ke aap ko maloom ho jata ke is ne tauba kar li hai
------
عائشہ رضی اللہ عنہا سے مروی ہے کہتی ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو جھوٹ سے زیادہ کوئی عادت بری نہیں لگتی تھی۔ آپ کو جس صحابی کے بارے میں ایسی کوئی بات پتہ چلتی تو آپ اپنی طرف سے اس سے اعراض کرتے(بچتے) حتی کہ آپ کو معلوم ہو جاتا کہ اس نے توبہ کر لی ہے
------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 166

As Salamu Alekum and Walekum As Salam,







السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ

Aap par Salamati ho aur Allah ki taraf se Rehmatein aur uski Barkatein aap par Nazil ho

As Salamu Alekum and Walekum As Salam,






السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ

Aap par Salamati ho aur Allah ki taraf se Rehmatein aur uski Barkatein aap par Nazil ho

Allahumma Salli Ala Muhammed




Bismillahirahmanirrahim

اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّد

Allahumma Salli Ala Muhammed
-----
Eh Allah Rahmat nazil farma Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam par 
-----
 Oh Allah send blessings on Prophet Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam


La ilaha illAllah




Bismillahirrhamanirrahim

لاَ إِلَـٰهَ إِ لاَّ اللَّهُ
-----
La ilaha illAllah
There is no God except Allah
Allah ke siwa koi maabood nahi

Ashhadu alla ilaha il-Allahu, wa ash-hadu anna Muhammadan Abduhu Wa Rasuluhu





Bismillahirahmanirrahim


أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ

Ashhadu alla ilaha il-Allahu, wa ash-hadu anna Muhammadan Abduhu Wa Rasuluhu
--------
Main gawahii deta hu ki Allah ke siwa koi maabood nahi aur Muhammad (Sallallahualaihi wasallam)Allah ke bande aur Rasool hain
-----
I bear witness that there is no God except Allah, and I bear 
witness that Muhammad is the slave and Messenger of Allah


Aur Jo Mere ZIKR se Mooh Modega toh uski Zindagi Tangee mein rahegi.




Bismillahirrahmannirrahim

وَمَنْ أَعْرَضَ عَن ذِكْرِي فَإِنَّ لَهُ مَعِيشَةً ضَنكً
-----
Aur Jo Mere ZIKR se Mooh Modega toh uski Zindagi Tangee mein rahegi.
-----
And Whoever turns away from My Remembrance Indeed, he will have depressed Life.
------
Surah Taha: (20:124)

Allahumma-ghfir li, warhamni, wa 'afini, warzuqni




Bismillahirrahmanirrahim

اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي وَارْحَمْنِي وَعَافِنِي وَارْزُقْنِي

Allahumma-ghfir li, warhamni, wa 'afini, warzuqni
---
Eh Allah mujhe baksh de , mujhe par reham farma , mujhe afiyat de aur mujhe rizq ataa farma
---
O Allah, grant me pardon, have mercy upon me, protect me, provide me sustenance

SubhanAllahi wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem




Bismillahirrahmanirrahim


سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ

SubhanAllahi wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem
-------
Allah ki zaat paak hai aur usee ki hamd hai
Allah ki zaat paak hai aur wo bada azmat wala hai

Aap keh dijiye ke kaam kul ka kul Allah he ke ikhtiyar mein hain.




Bismillahirrahmannirrahim

قُلْ إِنَّ الْأَمْرَ كُلَّهُ لِلَّهِ ۗ
------
Aap keh dijiye ke kaam kul ka kul Allah he ke ikhtiyar mein hain.
------
Say, "Indeed, the matter belongs completely to Allah"
------
Surah Ale Imran: (03:154)

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...