Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday 9 August 2020

Adam Alaihi Sallam) ke qaum mein 1000 mein se 999 afraad ko Jahannum mein dhakil karne ka hukum aur Ek ko Jannat mein dhakil karne ka hukum


Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Adam Alaihi Sallam) ke qaum mein 1000 mein se 999 afraad ko Jahannum mein dhakil karne ka hukum aur Ek ko Jannat mein dhakil karne ka hukum------Syedna Abu Darda RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Qayamat ke din Allah Subhanahu taala Adam Alaihi sallam se farmaiye ga tum utho aur apni Aulaad ke har (1000) hazaar afraad mein se (999) navso ninanway Aadmi Jahannum ke liye aur Ek Jannat ke liye allag kardo yeh sun kar tamam Sahaba karaam ajmaeen RadiAllahu Anhu Rone lag gaye  Iss ke baad Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne unse farmaya apne sir upar uttaya, is zaat ki qasam jis ke haath mein Meri yh jaan hai! Doosri ummaton ke muqablay mein meri ummat ki misaal aissi hai jaise siyah bail ki jild par ek safaid baal ho yeh sun kar sahaba ka gham kuch halka huwa------سیدنا ابو درداء  ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ  سے روایت ہے کہ نبی کریم  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا: قیامت کے دن اللہ تعالیٰ آدم علیہ السلام  سے فرمائے گا: تم اٹھو اور اپنی اولاد کے ہر ہزار افراد میں سے نو سو ننانوے آدمی جہنم کے لیے اور ایک جنت کے لیے الگ کردو۔  یہ سن کر تمام صحابہ کرام رضی اللہ عنہم اجمعین رونے لگ گئے، اس کے بعدرسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے ان سے فرمایا: اپنے سر اوپر اٹھاؤ، اس ذات کی قسم جس کے ہاتھ میں میر ی جان ہے! دوسری امتوں کے مقابلے میں میری امت کی مثال ایسے ہے، جیسے سیاہ بیل کی جلد پر ایک سفید بال ہو۔  یہ سن کر صحابہ کا غم کچھ ہلکا ہوا۔ -----Musnad Ahmed#12492-Sahih
 

Mujhe ye azkar un tamam cheezo se mehboob hai jis par suraj nikalta hai

Bismillahirahmanirrahim✦ Hadith : Mujhe ye azkar un tamam cheezo se mehboob hai jis par suraj nikalta hai-------✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya mujhe SubhanAllahi wa Alhamdulillahi wa la ilaha illallahu wallahu Akbar kahna un tamam cheezo se mehboob hai jis par suraj tulu hota hai (yani in char kalimat ki ahmiyat sari duniya se zyada hai)Sahih Muslim, Jild 6, 6847-------حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے ، کہا : رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا : یہ بات کہ میں سبحان الله والحمدلله ولا اله الا لله والله اكبر کہوں ، مجھے ان تمام چیزوں سے زیادہ محبوب ہے جن پر سورج طلوع ہوتا ہے ۔-------✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मुझे सुबहानअल्लाह वा अल्हम्दुलिल्लाह वा ला ईलाहा ईललल्लाहू वा अल्लाहू अकबर कहना उन तमाम चीज़ो से महबूब है जिस पर सूरज निकलता है  (यानी इन चार कलीमात की अहमियत सारी दुनिया से ज़्यादा है)सही मुस्लिम, जिल्द 6, 6847------- ✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam said  The saying of these words SubhanAllahi wa Alhamdulillahi wa la ilaha illallahu wallahu Akbar is dearer to me than anything over which the sun rises.(it means these four kalimat is more importent than whole world)Sahih Muslim, Book 35, 6512
 

Allahumma innaka afuwwun tuhibbul-Aafu, faafu anni

 

Juma ki raat surah Al-kahaf padhni ki fazilat



Bismillahirrahmannirrahim

Juma ki raat Surah Al-Kahaf padhne ki fazeelat
----
Abu Saeed Khudri RadiAllahu Anhu se rivayat hain ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jisne Juma ki raat Surah Kahaf padhi uske aur baitullah ke darmiyan Noor ki roshni ho jati hain
 (Note: Jumerat ko Magrib ke baad se Juma ki raat shuru ho jati hain)

Saheeh Al-Jaami, 6471, Sunan Al-Daarimi, 3407-Sahih
Al Baihiqi, Subbul Iman 2231-Hasan
----
ابوسعید خدری رضي اللہ تعالی عنہ بیان کرتے ہیں کہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا  جس نے جمعہ کی رات سورۃ الکھف پڑھی اس کے اور بیت اللہ کے درمیان نورکی روشنی ہوجاتی ہے
------
Narrated by Abu Saeed Al-Khudri RadiAllahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said whoever reads Surah Al Kahaf on the night of Friday, will have a light that will stretch between him and the Ancient House (The Kabah).

Saheeh Al-Jaami, 6471, Sunan Al-Daarimi, 3407-Sahih
Al Baihiqi, Subbul Iman 2231-Hasan


Subah aur Sham ko RasoolAllah ﷺ par 10 baar durud bhejne ki fazilat


Bismillahirahmanirrahim✦ Subah aur Sham ko RasoolAllah ﷺ par 10 baar durud bhejne ki fazilat--------------------اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّد✦ Allahumma Salli Ala Muhammed----✦ Eh Allah Rahmat nazil farma Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam par----Abu Darda Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ne farmaya jo shaksh mujh par subah 10 baar aur sham ko 10 baar durud bhejega to usko Qayamat ke din meri shafaat hasil hogi.Sahi Al Jame - 6357-HasanSahih Al Targeeb Wa Al tarheeb, 659-Hasan------رسول ﷺ  نے فرمایا جو شخص مجھ پر صبح ١٠ بار اور شام کو ١٠ بار دورود بھیجےگا تو اس کو قیامت کے دن میری شفاعت حاصل ہوگی صحيح الجامع ٦٣٥٧   - حسن صحيح الترغيب والترهيب ٦٥٩ - حسن اے الله رحمت نازل فرما محمد صلی علیہ وسلم پر---------------✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम   ने फरमाया जो शख्स मुझ पर सुबह 10 बार और शाम को 10 बार दुरुद भेजेगा तो उसको क़यामत के दिन मेरी शफाअत हासिल होगीसही अल जामे-6357-हसनसही अल तरगीब वा अल तरहीब, 659-हसन✦ एह अल्लाह रहमत नाज़िल फरमा मुहम्मद सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम  पर--------------Narrated by Abu Darda Radi Allahu anhu Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  said The one who recites durood upon me ten times in the morning and ten times in the evening,  I will intercede for him on the day of QayamahSahi Al Jame - 6357-HasanSahih Al Targeeb Wa Al tarheeb, 659-Hasanاللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّد✦ Allahumma Salli Ala Muhammed---✦ Oh Allah send blessings on Prophet Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam
 

Tumhara darood mujh tak pahucha diya jata hai chahey tum kisi bhi jagah ho


BismillahhirrahmanirrahimTumhara darood mujh tak pahucha diya jata hai chahey tum kisi bhi jagah ho-----------------------Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Mujh par Durud bhejtey rahna kyunki tumhara durud mujh tak pahucha diya jata hai chahey tum kisi bhi jagah ho.Sunan Abu Dawud, Vol 2, 274-Sahihاللــــــــهم صل على محمد وعلى آل محمد  كما صليت على إبراهيم وعلى آل إبراهيم  إنك حميد مجيد .اللـــــــهم بارك على محمد وعلى آل محمد  كما باركت على إبراهيم وعلى آل إبراهيم إنك حميد مجيدAllahumma salli ala muhammad wa ala aali muhammad kamaa sallaita ala ibrahima wa ala aali ibrahima innaka hamidum majeed. Allahumma baareek ala muhammad wa ala aali muhammad kamaa baarakta ala ibrahima wa ala aali ibrahima innaka hamidum majeed.----------Ya ALLAH Rahmat nazil farma Mohammad (Sallallaahu Alayhi Wasallam) par aur Aal-e-Muhammad (Sallallaahu Alayhi Wasallam) par, Jaise tu ne Rahmat nazil farmaaiyee hain Ibrahim Alaih salaam par aur Aulad e Ibrahim Alaih salaam par...Beshak Tu bade Rehmat Wala aur Badi buzoorgi Wala hai Ya ALLAH barkaat nazil farma Mohammad(Sallallaahu Alayhi Wasallam) par aur Aal-e-Muhammad (Sallallaahu Alayhi Wasallam) par, Jaise tu ne barkaat nazil farmaaiyee hain Ibrahim Alaih salaam par aur Aulaad e Ibrahim Alaih salaam par...Beshak Tu bade Rehmat Wala aur Badi Buzoorgi Wala haiSahih Bukhari, Vol 4,3369-----------------------अबु हुरैरा रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया की मुझपर दुरुद भेजते रहना क्योंकि तुम्हारा दुरुद मुझतक पहुँच दिया जाता है,चाहे तुम किसी भी जगह होसुनन अबु दावूद,जिल्द 2, 274-सही-----------------------ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اور میرے اوپر درود بھیجا کرو کیونکہ تم جہاں بھی رہو گے تمہارا درود مجھے پہنچایا جائے گا ۔سنن ابو داؤد،جلد 2، 274 صحیح-----------------------Abu Hurairah Radi allahu anhu said that The Prophet peace be upon him said: invoke blessings on me, for your blessings reach me wherever you may be.Sunan Abu Dawud,Book 10,2037-Sahih
 

Tumhe waise he badla diya jayega jaise Amal tum Karte thy


 

Anqareeb Quran ka padhna aisa hoga ke log duniya mein he jaza chahainge aur usse aakhirat taq muakhir nahi karenge yani woh talabb duniya ke liye padhenge

 

Hasbi Allah

 

Allahummighfirlihayyina wa mayyitina


 

Allahumma inni Aauzubika Minal-hammi, Wal-hazani


 

Samundar ke jhaag ke barbar gunah maaf

Bismillahirrahmanirrahim

Samundar ke jhaag ke barbar gunah maaf
------------
Rasool-Allah SallAllahu Alaihi wasallam ne farmaya zameen par koi bhi banda,

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ وَلاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ

La ilaha illAllah, wa Allahu Akbar, wa La ḥawla wa La Quwwata illa Billah
--------
Allah Subhanahu  ke siwa koi mabud barhaq nahi aur Allah sabse bada hai aur Allah ke siwa kisi kaam ko karne ki kisi mein na koi taqat hai aur na he quwwat

 jab ye kalimat kahta hai to uske (chote chote) gunah bakhsh diye jate hain chahe wo samundar ke jhaag ki tarah (bahut zyada) ho

Jamia Tirmizi, 3460-Sahih
--------------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”زمین پر جو کوئی بھی بندہ: 

«لا إله إلا الله والله أكبر ولا حول ولا قوة إلا بالله» 

کہے گا ”اللہ عزوجل کے سوا کوئی معبود برحق نہیں ہے اور اللہ تعالیٰ سب سے بڑا ہے، اور اللہ سبحانہ و تعالیٰ کے سوا کسی کام کے کرنے کی کسی میں نہ کوئی طاقت ہے اور نہ ہی قوت“، اس کے  ( چھوٹے چھوٹے )  گناہ بخش دیئے جائیں گے، اگرچہ سمندر کی جھاگ کی طرح  ( بہت زیادہ )  ہوں“۔
----------
Hadith : Anyone upon the earth says these words his sins will be forgiven , even if they are like the foam of the sea
---------
Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu narrated that  Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said Anyone upon the earth who says these words his sins will be forgiven even if they were like the foam of the sea.

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ وَلاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
La ilaha illAllah, wa Allahu Akbar, wa La Hawla wa La Quwwata illa Billah
None has the right to be worshipped but Allah, and Allah is the Greatest, and there is no might nor power except by Allah, 

Jamia Tirmizi, 3460-Sahih

Husn-e-Akhlaq ki wajah se ziyada tar log Jannat mein dhakil honge

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...