BismillahirrahmannirrahimHadith: Anqareeb Quran ka padhna aisa hoga ke log duniya mein he jaza chahainge aur usse aakhirat taq muakhir nahi karenge yani woh talabb duniya ke liye padhenge-----Jabir RadiAllahu Anhu bayan karte hain, Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam hamaray paas tashreef laaye toh hum Quran padh rahe thy aur hum mein Arabi aur ajmi bhi they, Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya :padho sab theek hai anqareeb aisay log ayenge jo usse is terhan (mubaligha ke saath) durust karenge jaisay teer durust kiya jata hai woh duniya mein he jaza chahainge aur usse akhirat taq muakhir nahi karenge.(yani woh talabb duniya ke liye padhenge )-----جابر بیان کرتے ہیں، رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ہمارے پاس تشریف لائے تو ہم قرآن پڑھ رہے تھے اور ہم میں اعرابی اور عجمی بھی تھے ، آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا :’’ پڑھو ، سب ٹھیک ہے ۔ عنقریب ایسے لوگ آئیں گے جو اسے اس طرح (مبالغہ کے ساتھ) درست کریں گے جیسے تیر درست کیا جاتا ہے ۔ وہ دنیا میں ہی جزا چاہیں گے اور اسے آخرت تک مؤخر نہیں کریں گے ۔‘‘ (یعنی وہ طلب دنیا کے لیے پڑھیں گے) ، رواہ ابوداؤد و البیھقی ۔ ----Mishkat ul Masabeeh#2206-Sahih
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Inmein se kaunse amal ke bare mein farmaya gaya hain ke ye Momeen ka behtareen amal hain A: Namaz B: Sila R...
-
Bismillahirrahmanirrahim Jannat kahti hai ki YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma ----------------- Rasool-Al...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Fajar ki Namaz ke baad padhne ki dua..Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri. -...
No comments:
Post a Comment