Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday 10 March 2020

kaunse shaqs ke liye farmaya ke Farishtay unse unki nekiyon le li jayegi yh unke gunah is ke upar laad diya jayega?

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawal: kaunse shaqs ke liye farmaya ke Farishtay unse unki nekiyon le li jayegi yh unke gunah is ke upar laad diya jayega?

A: jis ne apne bhai ko gali di
B: jis ne apne bhai ke ghar chori ki 
C: jis ne apne bhai ki islaha nahi ki 
D: jis ne apne bhai ki izzat yh maal mein zulm kiya 
E: jis ne apne bhai ke aib zahir kiye 
F: jis ne apne bhai se sila rehmi nahi ki
G: Inmein se koi nahi

H: Sahi Jawab ka Intezaar

Note agar jawab G hai toh sahi jawab likiye!

**************

Sahi Jawab - D✅

Reference📚:
-------
Abu Huraira RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Allah Subhanahu ta’ala is bande par reham farmaiye jis ne apne bhai ki izzat ki pa mali(bezzati) ya maal mein koi zulm kiya phir (Qayamat ke din) pakdae jaany se pehlay is ke paas aaya aur is se maffi maang li, aur wahan nah koi dinar hoga aur nah darham agar is ki neikian hoten toh iss ki nekiyon mein se le li jatein aur agar neikian nahi hote toh un ke Gunah, Farishtay is ke upar laad diye.
-----------
ابو ہریرہرضی اللہ عنہ سے مرفوعا مروی ہے کہ : اللہ تعالیٰ اس بندے پر رحم فرمائے جس نے اپنے بھائی کی عزت کی پامالی یا مال میں میں کوئی ظلم کیا پھر(قیامت کے دن) پکڑے جانے سے پہلے اس کے پاس آیا اور اس سے معافی مانگ لی، اور وہاں نہ کوئی دینار ہوگا اور نہ درہم اگر اس کی نیکیاں ہوتیں تو اس کی نیکیوں میں سے لے لی جاتیں اور اگر نیکیاں نہیں ہوتیں تو ان کےگناہ ،فرشتے اس کے اوپر لاد دیے
--------------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 115

Kaunse se shaqs par ziyada dair tak nazar dalne se Rasool-Allah Sallalahu Alaihi Wasallam ne mana farmaya?

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawal: Kaunse se shaqs par ziyada dair tak nazar dalne se Rasool-Allah Sallalahu Alaihi Wasallam ne mana farmaya?

A: buto par (Idols par)
B: Madad maangne wale par
C: Juzam wala mareez
D: Jisko buri nazar lagti ho us par
E: Qarzdaar par 
F: Mussebat mein mubtila shaqs
G: Inmein se koi nahi

H:  Sahi Jawab ka Intezaar

*****************

Sahi Jawab - C✅

Reference📚:
------
Syedna Abdullah bin Abbas RadiAllahu Anhu bayan karte hain ke Nabi Kareem Salalahu Alaihi WaSallam ne farmaya : Juzam zada Mareezon par ziyada der tak nazar nah dala karo.
-----
 ۔ سیدنا عبد اللہ بن عباس ‌رضی ‌اللہ ‌عنہما بیان کرتے ہیں کہ نبی کریم ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم نے فرمایا: جذام زدہ مریضوں پر زیادہ دیر تک نظر نہ ڈالا کرو۔
------
Sahih Hadees
Musnad Ahmed Hadees # 7763

Momeen ke khatao ka kaffara kya hain

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawal: Momeen ke khatao ka kaffara kya hain

A: Sadqa dena
B: Muskurana
C: Maaf karna
D: Musafa karna
E: Salam karna
F: Beemari
G: Inmein se koi nahi

H: Sahi Jawab ka Intezaar

**************

Sahi Jawab - F✅

Reference📚:
--------
Abu Hurraira RadiAllahu Anhu kehte hai ki mein ne Rasool-Allah Salalahu Alaihi Wasallam se sunna farma rahe thy Momeen ki Beemari iss ki khatao ka kaffara hai.
------
ابوہریرہ رضی اﷲ عنہ کہتے ہیں کہ میں نے رسول اﷲ ﷺ سے سنا فرما رہے تھے: مؤمن کی بیماری اس کی خطاؤں کا کفارہ ہے۔
------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 3323

Sone se pahle ki Dua







Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Sone se pahle ki Dua
--------------
Huzefa Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  jab apne bistar par let-te to ye farmate

اللَّهُمَّ  بِاسْمِكَ أَمُوتُ و َأَحْيَا
(Allahumma Bismika Amutu wa Aahya)
Ya ALLAH, tere hi naam ke saath main mrta hun  aur zinda rahta hu
Sahih Bukhari, Vol7,  6312
------------
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم جب اپنے بستر پر لیٹتے تو یہ کہتے 

اللَّهُمَّ  بِاسْمِكَ أَمُوتُ و َأَحْيَا

”تیرے ہی نام کے ساتھ میں مردہ اور زندہ رہتا ہوں“
صحیح بخاری جلد ۷  ۶۳۱۲
-----------
हुजैफा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह साल-अल्लाहू अलैही वसल्लम   जब अपने बिस्तर पर लेट-ते तो ये फरमाते
اللَّهُمَّ  بِاسْمِكَ أَمُوتُ و َأَحْيَا 
(अल्लहुम्मा बिस्मिका अमुतु वा आहया)
या अल्लाह, तेरे ही नाम के साथ मैं मरता हूँ और ज़िंदा रहता हूँ 
सही बुखारी, जिल्द 7,  6312
------------
Narrated Hudhaifa Radhi Allahu Anhu : When the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam went to bed at night, he would put his hand under his cheek and then say, 
اللَّهُمَّ  بِاسْمِكَ أَمُوتُ و َأَحْيَا
Allahumma bismika amutu wa ahya
Oh Allah with your Name Do I Die and I live.
Sahih Bukhari, Book 75, No. 326

Alhumdulillah






Bismillahirrahmannirrahim

Alhumdullilah kahne se Meezan bhar jata hain
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Alhumdullilah kehne se Meezan (Nekiyon se) bhar jata hain.
----
Sunan Ibn Majah, Vol 1, 280- Sahih
----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا الحمد لله  کہنے سے میزان (نیکیوں سے)  بھر  جاتا ہے
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said Alhumdullilah Fills the Scale (of Good Deeds)
Sunan Ibn Majah, Book 1, 280-Sahih

As Salamu Alekum and Walekum As Salam,







السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ

Aap par Salamati ho aur Allah ki taraf se Rehmatein aur uski Barkatein aap par Nazil ho


As Salamu Alekum and Walekum As Salam,






السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ

Aap par Salamati ho aur Allah ki taraf se Rehmatein aur uski Barkatein aap par Nazil ho

Badan ke aafiyat (salamati) ki dua






Bismillahirrahmannirrahim

Badan ki aafiyat aur salamati ke liye dua
------------
Abdul Rehman bin Abu bakr RadiAllahu Anhu se rivayat hain ki unhone apne walid se pucha ki Abbu jaan main aapko har subah aur sham ko teen martaba ye dua padhte huwe sunta hu

اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي بَدَنِي اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي سَمْعِي اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي بَصَرِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ

Allahumma Aafini fi badani, Allahumma Aafini fi samaee, Allahumma aafini fi Bashari, La illaha Illa Anta.
Tarjuma: Ya Allah tu mere badan mein Aafiyat aata farma, Ya Allah tu mere kaano mein Aafiyat aata farma, Ya Allah tu meri nigaho mein Aafiyat aata farma tere siwa koi maabud nahi
to unhone kaha ki maine Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ko yahi dua isee tarah padhte huwe suna hain aur mujhe pasand hain ki main unki sunnat par Amal karta rahu
Sunan Abu Dawood, Jild 3, 1649-Hasan
-----------
عبد الرحمن بن ابو بکرہ رضی الله عنه سے روایت ہے کی انہونے اپنے والد سے دریافت کیا کی ابو جان! میں آپ کو ہر صبح یہ دعا پڑھتے ہوئے سنتا ہوں

اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي بَدَنِي اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي سَمْعِي اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي بَصَرِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ
اے اللہ! تو میرے بدن میں  عافیت عطا فرما ، یا اللہ تو میرے کانوں میں عافیت عطا فرما، اے اللہ تو میری نگاہوں میں  عافیت عطا فرما، تیرے سوا کوئی معبود نہیں آپ اسے تین مرتبہ دہراتے ہیں جب صبح کرتے ہیں اور تین مرتبہ جب شام کرتے ہیں؟، تو انہوں نے کہا: میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو یہی دعا کرتے ہوئے سنا ہے، اور مجھے پسند ہے کہ میں آپ کی سنّت پر عمل کرتا رہوں 
-----
Bismillahirrahmannirrahim

Dua of Prophet Sallallahu Alaihi wasallam to get good health
------

Abdur Rahman Ibn Abu Bakr said that he told his father : O my father! I hear you supplicating every morning and evening: 

اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي بَدَنِي اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي سَمْعِي اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي بَصَرِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ

Allahumma Aafini fi badani, Allahumma Aafini fi samaee, Allahumma aafini fi Bashari, La illaha Illa Anta.

Translation: O Allah, grant me health in my body, O Allah, grant me health in my hearing, O Allah, grant me health in my eyesight. There is no God except You
You repeat them three times in the morning and three times in the evening. He said I heard the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam using these words as a supplication and I like to follow his practice.
Sunnan Abu Dawud, Book 42, 5071- Hasan

Mix Azkar













Bismillahirrahmannirrahim

سُبحـان اَللّه
 والحَمدُ لِلّه 
و لَا إِلَهَ إِلا اَللّه 
واللّهُ أَكبَر
ولاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللّه
--------
SubhanAllah
Walhamdulillah 
Wa lailaha illAllah 
WallahuAkbar 
Wa La hawla wa la Quwwata illa Billah 
---------
Allah ki zaat paak hai 
aur tamam tarifein Allah ke liye hai 
aur Allah ke siwa koi ibadat ke layaq nahi 
aur Allah sabse bada hai 
aur Allah ki madad ke bagair gunah se bachne ki taqat aur Neki karne ki quwwat nahi hai 
---------
Glory be to Allah 
And Praise be to Allah 
And There is no God except Allah 
And Allah is the Greatest 
And there is no might nor power except by Allah


SubhanAllahi wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem







Bismillahirrahmanirrahim

سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ

SubhanAllahi wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem
-------
Allah ki zaat paak hai aur usee ki hamd hai
 Allah ki zaat paak hai aur wo bada azmat wala hai
--------
Glory be to Allah , and Praise
Glory be to Allah and Supreme



Duniya aur Akhirat mein khair mangne ki dua




Bismilahirrahmanirrahim

Duniya aur Akhirat mein khair mangne ki dua
----
 رَبَّنَا آتِنَا فِي الدُّنْيَا حَسَنَةً وَفِي الآخِرَةِ حَسَنَةً وَقِنَا عَذَابَ النَّارِ

Rabbana Aatina fid-dunya hasanatan wa fil Aakhirati Hasanatan Wa Qina Azabann naar.
-----
Eh hamare RABB humein Duniya mein bhi Bhalaii de aur Aakhirat mein bhi bhalaii de aur humein Dozakh ke azab se bacha.
------
اے ہمارے رب ہمیں دنیا میں بھی بھلائی دے اور آخرت میں بھی بھلائی دے اور ہمیں دوزخ کے عذاب سے بچا  
------
Bismilahirrahmanirrahim

Dua to ask for the best in the both worlds
----
"O Allah! Give to us in the world that which is good and in the Hereafter that which is good and save us from the Fire.
------
Al Quran Surah Baqara (2), 201

Yaqeenan Allah Ta'alaa wada khilafi nahi karta.




Bismillahirrahmannirrahim

إِنَّ اللَّهَ لَا يُخْلِفُ الْمِيعَادَ
------
Yaqeenan Allah Ta'alaa wada khilafi nahi karta.
-----
یقیناً اللہ تعالیٰ وعده خلافی نہیں کرتا
-----
Indeed, Allah does not fail in His promise." 
----
Surah Ale Imran: (03:09)

Apne RABB ki taraf wapis ho yun ke to iss se raazi woh tujh se raazi




Bismillahirrahmannirrahim

ارْجِعِي إِلَىٰ رَبِّكِ رَاضِيَةً مَّرْضِيَّةً
------
Apne RABB ki taraf wapis ho yun ke to iss se raazi woh tujh se raazi
------
اپنے رب کی طرف واپس ہو یوں کہ تو اس سے راضی وہ تجھ سے راضی
------
Return to your Lord, well-pleased and pleasing [to Him]
------
Surah Al Fajar: (89:28)

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...