Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday 3 March 2020

As Salamu Alekum and Walekum As Salam,









السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ

Aap par Salamati ho aur Allah ki taraf se Rehmatein aur uski Barkatein aap par Nazil ho








____ ke bagair koi Ajar nahi aur _____ ke bagair koi Amal nahi?

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Mahfhum Mukammal kare

Sawal: ____ ke bagair koi Ajar nahi aur _____ ke bagair koi Amal nahi?

A: Taqwa
B: Niyat
C: Parhezgari
D: Neki 
E: Sabr
F: Shukarguzari 
G: Inmein se koi nahi

H: Sahi Jawab ka Intezaar
************

Sahi Jawab - GB✅

Reference📚:
------
Abu Huraira RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Sawab ki Umeed ke baghair koi ajar nahi aur Niyat ke bagair koi Amal nahi.
_
ابو ذررضی اللہ عنہ سے مرفوعا مروی ہے کہ ثواب کی امید کے بغیر کوئی اجر نہیں اور نیت کے بغیر کوئی عمل نہیں ۔
-----
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 192

Beshak, tum par us (Allah) ka badha Fazal Hain




Bismillahirrahmannirrahim

إِنَّ فَضْلَهُ كَانَ عَلَيْكَ كَبِيرًا
----
Beshak, tum par us (Allah) ka badha Fazal Hain
----
 بیشک تم پر اُس (اللہ) کا بڑا فضل ہے
----
Indeed, Allah's favor upon you has ever been great.
----
Surah Al-Isra: (17:87)

As Salamu Alekum and Walekum As Salam,






السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ

Aap par Salamati ho aur Allah ki taraf se Rehmatein aur uski Barkatein aap par Nazil ho

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...