Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images

La Ilaha IllAllah
Tuesday, 24 November 2020
Ek baar SubhanAllah kahne par 20 Nekiya milti hain aur 20 gunah maaf hote hain
Alhamdulillahi Kathira kahne ka sawab
Allah Subhanahu ke nazdeek tum sab mein se ba-izzat woh hai jo sabse zyada darne wala hain
Jannat mein dhakil karne wala azkar
Surah Al Ikhlas sawab mein ek teehaii Quran padne ke barabar hain
Alhamdulillahi Rabbil Aalamin
Kasrat se Astagfaar karne wale ki fazeelat
Ye Kalimat tumare liye duniya aur akhirat dono jama kar denge
La ilaha illAllah Muhammedur Rasool-Allah
Surah Al-Baqarah ki aakhri do aayato ki fazilat
Ek baar La illaha illAllah kehne per 20 Nekiya milti hain aur 20 gunah Maaf hote hain
Allahumma Salle Ala Muhammed
Juma ki raat Surah Al-Kahaf padhne ki fazeelat
Duniya ki zindagi sirf dhokhe ka asbab hain.
Eh humare RABB meri dua Qubul farma
Aur apne RABB ki taraf Dil lagao
Agar tum Tauba karo to tumhare liye behtar hai
As Salamu Alekum and Walekum As Salam,
Jo ek martaba Darood padhega toh Allah Subhanahu us per 10 martaba rehmat behjega aur uske 10 gunah maaf honge.
Hadith: Jo ek martaba Darood padhega toh Allah Subhanahu us per 10 martaba rehmat behjega aur uske 10 gunah maaf honge.
-----
إِنَّ اللَّهَ وَمَلَائِكَتَهُ يُصَلُّونَ عَلَى النَّبِيِّ ۚ يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا صَلُّوا عَلَيْهِ وَسَلِّمُوا تَسْلِيمًا
-----
Al Quran: Beshak Allah Subhanahu aur uske Farishte Nabi Sallallahu Alaihi wasallam per darood behjte hain, Eh Imaan walo tum bhi un per darood aur Salam behja karo.
Surah Al-Ahzab: (33:56)
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs mujh par Ek martaba Darood behjega toh Allah Subhanahu us par 10 martaba rehmat behjega aur uske 10 gunaah maaf honge aur 10 darjaat buland honge.
Sunan An Nasaii, Vol1, No. 1300- Sahih
------
القرآن:بیشک اللہ اور ا س کے فرشتے نبیِ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم پر درود بھیجتے رہتے ہیں ، اے ایمان والو! تم ( بھی ) اُن پر درود اور سلام بھیجا کرو
-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جو شخص میرے اوپر ایک بار صلاۃ (درود و رحمت) بھیجے گا، تو اللہ اس پر دس بار صلاۃ(درود و رحمت) بھیجے گا، اور اس کے دس گناہ معاف اور دس درجے بلند کر دیئے جائیں گے ۔
------
Al Quran: Verily! Allah and His Angles send blessings on the Prophet (Sallallahu Alaihi wasallam) O you who believe! Send your blessings on him, and salute him with all respect.
Surah Al-Ahzab: (33:56)
-----
The Prophet peace be upon him said whoever send Salah (Darood) upon me once, Allah will send him Salah upon him ten fold, and will erase ten sins from him and will raise him ten degrees in Status.
Sunan An Nasaii, Vol 2, 1298- Sahih
-----
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّد
Allahumma Salle Ala Muhammed
Momeen ko duniya mein kanta bhi chubta hai aur wo iss per sabr karta hai toh Qayamat ke din uski khataye kum kar di jayegi
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...

-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: yh misal kis ke liye farmaye hain ke jab iss ki khushi dil mein sama jati hai toh phir is ko koi bura nah...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Kaunse Sahabi ko apni Lakdi ke saath dafnaya gaya tha A: Abu Ubaidah Radi Allahu anhu B: Sufiyan Radi Allah...
-
Bismillahirrahmanirrahim ✦ Kalma-e-Shahadat ki taqat aur uski ahmiyat --------------------- Abdullah bin amr bin aas...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Jab Momin ye amal karta hai uss waqt wo Momin nahi rehta hain ---- Un se Abu Huraira Radi Allahu Anhu ne k...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Do Sawal hain aur pehle sawal mein jawab ek se zaida hain! Sawal1: Mahfuhm e hadith ke mutabiq In mein se Ahl-e...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Inmein se kaunse amal ke bare mein farmaya gaya hain ke ye Momeen ka behtareen amal hain A: Namaz B: Sila R...
-
✅ Ramadan Check List ✅ Try to make all the following deeds your routine during these days of Ramadan. 1️⃣ Fasting (The fast in which ...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Hijama karne ki fazilat --------- Abdullah Bin Umar Radi Allahu Anhuma se marwi hai ke unho ne Nafe se ka...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Jawab ek se zaida من هم خيرُ الناس Sawal: Logo mein sab se Bahetrain kaun hain A) Quran seekha aur sikhaye ...
-
Bismillahirrahmannirrahim اللَّهُمَّ اسْتُرْ عَوْرَتِي وَآمِنْ رَوْعَاتِي Allahummastur awrati, wa amin raw'ati ----- Eh Allah Mere A...