Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday 24 November 2020

Allah Subhanahu ke nazdeek tum sab mein se ba-izzat woh hai jo sabse zyada darne wala hain



Bismillahirrahmannirrahim

Al Quran: Allah Subhanahu ke nazdeek tum sab mein se ba-izzat woh hai jo sabse zyada darne wala hain

یٰۤاَیُّہَا النَّاسُ  اِنَّا خَلَقۡنٰکُمۡ  مِّنۡ ذَکَرٍ وَّ اُنۡثٰی وَ جَعَلۡنٰکُمۡ شُعُوۡبًا وَّ قَبَآئِلَ لِتَعَارَفُوۡا ؕ اِنَّ  اَکۡرَمَکُمۡ  عِنۡدَ اللّٰہِ  اَتۡقٰکُمۡ ؕ اِنَّ اللّٰہَ عَلِیۡمٌ خَبِیۡرٌ
--------------
Eh logo! Hum ne tum sab ko ek (he) mard-o-aurat se paida kiya hai aur iss liye ke tum aapas mein ek doosre ko pehchano kunbay aur qabeelay bana diye hain Allah Subhanahu ke nazdeek tum sab mein se ba-izzat wo hain jo sabse zyada darne wala hain yaqeen mano ke Allah Subhanahu dana aur ba-khabar hain.
--------------
اے لوگو ! یقینا ہم نے تمہیں ایک مرد اورایک عورت سے پیدا کیا اورہم نے تمہیں قومیں اوربرادریاں بنا دیا تاکہ تم ایک دوسرے کوپہچان لو ، یقیناً اللہ تعالیٰ کے نزدیک تمہارا سب سے زیادہ عزت والا وہ ہے جوسب سے زیادہ اللہ تعالیٰ سے ڈرنے والا ہے ، یقینا اللہ تعالیٰ سب کچھ جاننے والا ، پوری طرح خبر رکھنے والاہے ۔
----------
O mankind, indeed We have created you from male and female and made you peoples and tribes that you may know one another. Indeed, the most noble of you in the sight of Allah is the most righteous of you. Indeed, Allah is Knowing and Acquainted. 
----‐----
Al Quran – Surat ul Hujraat (49), Ayat No. 13


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...