Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
La Ilaha IllAllah
Tuesday, 25 August 2020
Hasbi Allah
Sote waqt Surah Al-Kafirun padha karo kyunki is surah mein Shrik se nijat hai
Allah subhanh wa Ta'ala ko sabse zyada ye 4 kalme pasand hain
Allahumma Haasibni Hisaban Yasira
Allahumma Haasibni Hisaban Yasira
Bistar par let te waqt Aayat al kursi padh lene se subah tak shaitan kareeb nahi aa sakta -------
Bismillahirrahmanirrahim
✦ Hadith: Bistar par let te waqt Aayat al kursi padh lene se subah tak shaitan kareeb nahi aa sakta
-------
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ki Jab bistar par leto to Aayat al kursi ( Allahu La ilaha illa huwa Alhayyu Al Qauul aakhir tak ) poori padh lena . (iske padhne se) Allah subhanahu ki taraf se tum par ek nigaran farishta muqarrar rahega. aur subah tak shaitan tumare qareeb bhi nahi aa sakega.
Sahih Bukhari, Jild 3, 2311
----
رسول اللہ صلی علیہ وسلم نے فرمایا کی جب بستر پر لیٹو تو آیت الکرسی پڑھ لو ، شروع «الله لا إله إلا هو الحي القيوم» سے آخر تک ۔ اس نے مجھ سے یہ بھی کہا کہ اللہ تعالیٰ کی طرف سے تم پر ( اس کے پڑھنے سے ) ایک نگراں فرشتہ مقرر رہے گا ۔ اور صبح تک شیطان تمہارے قریب بھی نہیں آ سکے گا
صحیح بخاری ٢٣١١
---
✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया की जब बिस्तर पर लेटो तो आयात अल कुर्सी ( अल्लाहू ला इलाहा इल्ला हुवा अल हय्युल कय्यूम आख़िर तक ) पूरी पढ़ लेना . (इसके पढ़ने से) अल्लाह सुबहानहु की तरफ से तुम पर एक निगरान फरिश्ता मुक़र्रर रहेगा. और सुबह तक शैतान तुम्हारे क़रीब भी नही आ सकेगा.
सही बुखारी, जिल्द 3, 2311
---
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Whenever you go to bed, recite "Ayat-al-Kursi"-- 'Allahu la ilaha illa huwa-l-Haiy-ul Qaiyum' till you finish the whole verse. (If you do so), Allah will appoint a guard (Angel) for you who will stay with you and no satan will come near you till morning.
Sahih Bukhari, Vol. 3, Book 38, 505
Allah Subhanahu ka Zikr aisa Amal hain jo sone chandi kharch karne se bhi behtar hai joh Allah Subhanahu ke nazdeek sabse pakizza aur bulad darje wala Amal hai..
Ya Dhal Jalali Wal-Ikram kahkar Dua maangne ki fazilat
Jazak Allahu Khairan - Allah aapko achcha sila ata farmaye
Aibo ki parda poshi karne wale shaqs ki misal
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ka pasandeeda durud
Jab tak Banda Durud padhta hai Farishtein Uske liye rahamt ki duayein Karte rahte hai
Juma ki raat surah Al-kahaf padhni ki fazilat
Allahumma salle ala muhammad wa ala aali muhammad
Kalma-e-Shahadat ki taqat aur uski ahmiyat
Duniya aur Akhirat mein khair mangne ki dua
Momeeno ke liye sabse badi khushnoodi ka sabab Allah ki razamandi hain
Kasrat se La hawla wa la Quwwata illa billah padhne ki fazilat
Jo Shakhs bistar par jaye aur ye kalimat kahe uske gunaah mita diye jaynege chahe wo samundar ke jhaag ke barabar ho.
Azan ya Namaz ke liye pukare jaane per Shaitaan tezi ke saath bhaag jata hai aur Aasman ke darwaze khole diye jaate hai aur dua kabul ki jaati hai
Kisi Beemari ya Virus ya Museebat mein mubtala Shakhsh ko dekh kar padhne ki dua
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada
❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: wo kya hai jis ka andaza Allah Subhanahu ne pachaas hazaar saal pehlay he laga liya tha A: Insaan hamesha na...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Azan ya Namaz ke liye pukare jaane per Shaitaan tezi ke saath bhaag jata hai aur Aasman ke darwaze khole d...
-
Bismillahirahmanirrahim Hadith: Kasrat se La hawla wa la Quwwata illa billah padhne ki fazilat ---- Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ...
-
Bismillahirrahmanirrahim ✦Allah subhanh wa Ta'ala ko sabse zyada ye 4 kalme pasand hain -------------- 🌹 SubhanAllah 🌹 ---------- 🌹 ...
-
Bismillahirrahmanirrahim ✦ Hadith: Bistar par let te waqt Aayat al kursi padh lene se subah tak shaitan kareeb nahi aa sakta ------- ✦ Rasoo...
-
Bismillahirrahmanirrahim ✦ Ya Dhal Jalali Wal-Ikram kahkar Dua maangne ki fazilat ------- ✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ek Shakh...
-
Bismillahirrahmannirrahim Kisi Beemari ya Museebat mein mubtala shakhs ko dehk kar padhne ki dua ----- Hazart Umar Radi Allahu Anhu se riwa...
-
Bismillahirrahmannirrahim Al Quran: Momeeno ke liye sabse badi khushnoodi ka sabab Allah ki razamandi hain ------ وَعَدَ اللّٰہُ الۡمُؤۡمِن...
-
Bismillahirahmanirrahim ---------- اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ ---- Allahumma salli ala muhammad wa ala aali muh...
-
Bismillahirrahmanirrahim حسبي الله ---- Hasbi Allah ---- Allah is enough for me --- Allah mere liye kaafi hai



























