Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Monday, 4 May 2026

Kausa amal karne par ye farmaya gaya hai ke uska Eman chahatri ke manind ho jata hain?

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 949❗


Sawal: Kausa amal karne par ye farmaya gaya hai ke uska Eman chahatri ke manind ho jata hain?


A: Chori karne wala

B: Sharab peene wala

C: Sood ka maal khane wala

D: Zina karne wala

E: badzubani karne wala

F: Gali galoch karne wala

G: Inmein se koi nahi (to apna jawab khud likho)

H: Sahih Jawab ka intezaar

**************

Bismillahirrahmannirrahim


Sahih Jawab - D✅


Hadith: Aadmi jab zina karta hain to Eman usse nikal jata hai aur wo..


Reference📚:

----

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya aadmi jab Zina karta hai to Eman us se nikal jata hai aur uske uper chahatri ki manind ho jata hai. pas jab wo apni bad-kari se nikal aata hai to Eman uski taraf wapis aa jata hain.''

---

رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ آدمی جب زنا کرتا ہے تو ایمان اس سے نکل جاتا ہے اور اس کے اوپر چھتری کی مانند ہو جاتا ہے ۔ پس جب وہ اپنی بدکاری سے نکل آتا ہے تو ایمان اس کی طرف واپس آ جاتا ہے ۔‘‘  

----

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said: When a man commits fornication, faith departs from him and there is something like a canvas roof over his head; and when he quits that action, faith returns to him. 

----

Sunan Abu Dawood#4690-Sahih

No comments:

Post a Comment

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...