Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
La Ilaha IllAllah
Monday, 1 February 2021
Quran ki sabse badi aayat hain Aayat Al Kursi
Tuesday, 24 November 2020
Har farz namaz ke baad Aayat Al-kursi padhne ki fazilat
Wednesday, 23 September 2020
Har farz namaz ke baad Aayat Al kursi padhne ki fazilat
Subah aur Shaam ko Aayat Al kursi padhane se shaitan se hifazat ho jati hai.
Sunday, 13 September 2020
Bistar par let te waqt Aayat al kursi padh lene se subah tak shaitan kareeb nahi aa sakta
Tuesday, 25 August 2020
Bistar par let te waqt Aayat al kursi padh lene se subah tak shaitan kareeb nahi aa sakta -------
Bismillahirrahmanirrahim
✦ Hadith: Bistar par let te waqt Aayat al kursi padh lene se subah tak shaitan kareeb nahi aa sakta
-------
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ki Jab bistar par leto to Aayat al kursi ( Allahu La ilaha illa huwa Alhayyu Al Qauul aakhir tak ) poori padh lena . (iske padhne se) Allah subhanahu ki taraf se tum par ek nigaran farishta muqarrar rahega. aur subah tak shaitan tumare qareeb bhi nahi aa sakega.
Sahih Bukhari, Jild 3, 2311
----
رسول اللہ صلی علیہ وسلم نے فرمایا کی جب بستر پر لیٹو تو آیت الکرسی پڑھ لو ، شروع «الله لا إله إلا هو الحي القيوم» سے آخر تک ۔ اس نے مجھ سے یہ بھی کہا کہ اللہ تعالیٰ کی طرف سے تم پر ( اس کے پڑھنے سے ) ایک نگراں فرشتہ مقرر رہے گا ۔ اور صبح تک شیطان تمہارے قریب بھی نہیں آ سکے گا
صحیح بخاری ٢٣١١
---
✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया की जब बिस्तर पर लेटो तो आयात अल कुर्सी ( अल्लाहू ला इलाहा इल्ला हुवा अल हय्युल कय्यूम आख़िर तक ) पूरी पढ़ लेना . (इसके पढ़ने से) अल्लाह सुबहानहु की तरफ से तुम पर एक निगरान फरिश्ता मुक़र्रर रहेगा. और सुबह तक शैतान तुम्हारे क़रीब भी नही आ सकेगा.
सही बुखारी, जिल्द 3, 2311
---
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Whenever you go to bed, recite "Ayat-al-Kursi"-- 'Allahu la ilaha illa huwa-l-Haiy-ul Qaiyum' till you finish the whole verse. (If you do so), Allah will appoint a guard (Angel) for you who will stay with you and no satan will come near you till morning.
Sahih Bukhari, Vol. 3, Book 38, 505
Monday, 17 August 2020
Subah aur Shaam ko Aayat Al kursi padhane se shaitan se hifazat ho jati hai.
Wednesday, 5 February 2020
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada
❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Insan ka bure hone ka saboot kaise pata chalta hain A: Mazlum ki madad na karna B: Maal ki zakat ada na kar...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz 942❗ Sawal: Dhokha dene wala Qayamat ke din kaise pehchana jayega? A: wo sabse ziyada khauff mein mubtala hoga B: w...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne kis ke liye farmaya samjho ke wo gharaat hogaya? A: Joh Husn ...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne kis ke liye farmya ke yh har musalmaan par haq hain A: Nikah kar...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Fajar ki Namaz ke baad padhne ki dua..Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri. -...
-
Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Allah Subhanahu ke naam ke muqable mein koi cheez bhaari nahi ho sakti {أَشْهَدُ أَنْ ل...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz 946❗ Sawal: wo kaunsa amal hai jiske karne wale ke liye farmaya gaya hai ke wo sood ke bade darwaze mein dakhil hog...
-
Bismilahirrahmanirrahim Duniya aur Akhirat mein khair mangne ki dua ---- رَبَّنَا آتِنَا فِي الدُّنْيَا حَسَنَةً وَفِي الآخِرَةِ حَسَنَةً وَ...








