Bismillahirrahmanirrahim
✦ Subah aur Shaam ko Aayat Al kursi padhane se shaitan se hifazat ho jati hai.
--------------------
✦: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo koi isko (Ayat Al kursi ko) subha padh lega to sham tak shaitan se mehfooz rahega aur jo sham ko padh lega wo subah tak shaitan se mehfooz rahega
Al-Hakim , Al Targeeb wa Al Tarheeb, 1/273- Sahih
-----------
رسول اللهﷺ نے فرمایا جو کوئی آیات الکرسی کو صبح پڑھلیگا تو شام تک شیطان سے محفوظ رہےگا اور جو شام کو پاش لگا وو صبح تک شیطان سے محفوظ رہےگا
الحاکیم، الترغیب و الترہیب ١/٢٧٣-صحیح
-------
✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो कोई इसको (आयात अल कुर्सी को) सुबह पढ़ लेगा तो शाम तक शैतान से महफूज़ रहेगा और जो शाम को पढ़ लेगा वो सुबह तक शैतान से महफूज़ रहेगा
अल-हाकीम , अल तरगीब वा अल तरहीब, 1/273- सही
---
Bismillahirrahmanirrahim
✦ Recite Aayat Al kursi in the morning and in the evening will protect from devil..
✦: Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said whoever will recite this (Aayat Al kursi) in the morning he will be protected from the devil untill the evening and whoever will recite in the evening he will be protected untill the morning.
Al-Hakim , Al Targeeb wa Al Tarheeb, 1/273- Sahih
No comments:
Post a Comment