Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Monday, 17 August 2020

Jahannum ke logo ka haal



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Jahannum ke logo ka haal
---‐-
Syedna Abu Sayed Khundri RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya anqareeb Jahannum se aise logon ko nikala jayega, jo wahan jal chuke honge, balkay jal jal kar koyla ban chuke honge, Ahal Jannat un par pani chidakte rahenge, yahan taq ke woh is terhan saaf ho kar ugg ayenge, jaisay sailaab ki jhaag mein kankariya (pebbles) ugti hain
----
سیدنا ابو سعیدخدری  ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ  سے مروی ہے کہ نبی کر یم  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا:  عنقریب جہنم سے ایسے لوگوں کو نکالا جائے گا، جو وہاں جل چکے ہوں گے، بلکہ جل جل کر کوئلہ بن چکے ہوں گے، اہل جنت ان پر پانی چھڑکتے رہیں گے، یہاں تک کہ وہ اس طرح صاف ہو کر اُگ آئیں گے، جیسے سیلاب کی جھاگ میں ککڑیاں اُگتی ہیں۔ 
----
Musnad Ahmed#13111-Sahih

 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...