Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday, 12 May 2020

Ek sahabi ne Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wa sallam ko farmate huwe suna ke rozedaar ki dua iftaar ke waqt radd nahi hoti

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Ek sahabi ne Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wa sallam ko farmate huwe suna ke rozedaar ki dua iftaar ke waqt radd nahi hoti

Sawal: Wo sahabi iftaar ke waqt kaunsi dua farmaya karte thy

A: اللَّهُ اللَّهُ رَبِي لاَ أُشْرِكُ بِهِ شَيْئًا

B: اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي وَارْحَمْنِي وَعَافِنِي وَارْزُقْنِي

C: اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي

D: رَبَّنَا آتِنَا فِي الدُّنْيَا حَسَنَةً وَفِي الْآخِرَةِ حَسَنَةً وَقِنَا عَذَابَ النَّارِ

E: اللَّهُمَّ لَا إِلَهَ إِلَّا أَنْتَ الْمَنَّانُ بَدِيعُ السَّمَوَاتِ وَالْأَرْضِ ذَا الْجَلَالِ وَالْإِكْرَام

F: اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ بِرَحْمَتِكَ الَّتِي وَسِعَتْ كُلَّ شَيْءٍ، ‏‏‏‏‏‏أَنْ تَغْفِرَ لِي

G: اللَّهُمَّ رَحْمَتَكَ أَرْجُو فَلاَ تَكِلْنِي إِلَى نَفْسِي طَرْفَةَ عَيْنٍ وَأَصْلِحْ لِي شَأْنِي كُلَّهُ لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ

H: Inmein se koi nahi

I: Sahi Jawab ka intezaar

❗Note agar jawab H hai toh apna jawab likhiye


******************************

Sahi Jawab - F ✅

Iftaar ke waqt padhne ki dua

Reference📚:
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya : roze daar ki dua iftaar ke waqt radd nahi ki jati. Ibn Abi Malika kehte hain ke Mein ne Abdullah Bin Umro RadiAllahu Anhu ko suna ke jab woh iftaar karte to yeh dua parhte: 

اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ بِرَحْمَتِكَ الَّتِي وَسِعَتْ كُلَّ شَيْءٍ، ‏‏‏‏‏‏أَنْ تَغْفِرَ لِي.

Eh Allah ! Mein teri rehmat ke zariye sawal karta hu jo har cheez ko wasee hai ke mujhe bakhash de
-----------
Abdullah ibn Amr reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said, “Verily, the supplication of a fasting person at the time of breaking fast is not turned away.” Abdullah, may Allah be pleased with him, would say when breaking fast, “O Allah, I ask you by your mercy, which encompasses all things, that you forgive me.”
------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:  روزہ دار کی دعا افطار کے وقت رد نہیں کی جاتی ۔ ابن ابی ملیکہ کہتے ہیں کہ میں نے عبداللہ بن عمرو بن العاص رضی اللہ عنہما کو سنا کہ جب وہ افطار کرتے تو یہ دعا پڑھتے: «اللهم إني أسألك برحمتك التي وسعت كل شيء أن تغفر لي»  اے اللہ! میں تیری رحمت کے ذریعہ سوال کرتا ہوں جو ہر چیز کو وسیع ہے کہ مجھے بخش دے ۔
----- 
Sahih Hadees
Sunnan e Ibn e Maja#1753

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...