Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday, 26 January 2020

Eh Eman walo! Bohat badgumaaniyon se bacho Yaqeenan baaz badgumaniyan Gunah hain.




Bismillahirrahmannirrahim

یٰۤاَیُّہَا الَّذِیۡنَ اٰمَنُوا اجۡتَنِبُوۡا کَثِیۡرًا مِّنَ الظَّنِّ ۫اِنَّ بَعۡضَ الظَّنِّ اِثۡمٌ
------
Eh Eman walo! Bohat badgumaaniyon se bacho Yaqeenan baaz badgumaniyan Gunah hain.
------
O Believers! Avoid being very Suspicious, surely some Suspicions are sinful.
------
Al Quran: Surat-ul- Hujraat (49:12)

Aur Jo Mere ZIKR se Mooh Modega to uski Zindagi Tangee mein rahegi.





Bismillahirrahmannirrahim

وَ مَنۡ اَعۡرَضَ عَنۡ ذِکۡرِیۡ فَاِنَّ لَہٗ مَعِیۡشَۃً ضَنۡکًا
------
Aur Jo Mere ZIKR se Mooh Modega to uski Zindagi Tangee mein rahegi.
------
And whoever turns away from My remembrance - indeed, he will have a depressed Life.
------
Al Quran: Surah Tahaa (20: 124)

Aur koi Patta nahi girta magar woh iss ko bhi janta hain.





Bismillahirrahmannirrahim

وَمَا تَسۡقُطُ مِنۡ وَّرَقَۃٍاِلَّا یَعۡلَمُہَا

Aur koi Patta nahi girta magar woh iss ko bhi janta hain.
------
Not a Leaf falls but that He knows it.
------
Al Quran: Surat ul Anaam (06:59)




Eh Insan tujhe apne RABB E KAREEM se kis cheez ne behkaya





Bismillahirrahmannirrahim

یٰۤاَیُّہَا الۡاِنۡسَانُ مَاغَرَّکَ بِرَبِّکَ الۡکَرِیۡمِ
------
Eh Insan tujhe apne RABB E  KAREEM se kis cheez ne behkaya?
------
O Mankind, what has deceived you concerning you LORD, the Generous.
------
Al Quran: (82:06)

Mominon ka wali aur shahara Allah Subhanahu he hain.




Bismillairrahmannirrahim

وَ اللّٰہُ وَلِیُّ الۡمُؤۡمِنِیۡنَ

Mominon ka wali aur shahara Allah Subhanahu he hain.
------
And Allah Subhanahu is the ally of the believers.
------
Al Quran: (03:68)

Wohi pehle hai aur wohi peeche wohi zahir hai aur wohi makhfi aur woh har cheez ko bakhoobi janney wala hain.




Bismillahirrahmannirrahim

ہُوَ الۡاَوَّلُ وَالۡاٰخِرُ وَالظَّاہِرُ وَ الۡبَاطِنُ وَ ہُوَبِکُلِّ شَیۡءٍ عَلِیۡمٌ
-------
Wohi pehle hai aur wohi peeche wohi zahir hai aur wohi makhfi aur woh har cheez ko bakhoobi janney wala hain.
-------
He is the First and the Last, the Ascendant and the Intimate, and He is, of all things, Knowing.
--------
Al Quran: (57:03)

Yaqeenan Adal walon ke saath Allah Subhanahu Mohabbat rakhta hain.




Bismillahirrahmannirrahim

اِنَّ اللّٰہَ یُحِبُّ الۡمُقۡسِطِیۡنَ
------
Yaqeenan Adal walon ke saath Allah Subhanahu  Mohabbat rakhta hain.
------
Indeed, Allah loves those who act justly
------
Al Quran: (05:42)

Yaqeenan Allah Subhanahu wada khilafi nahi karta.




Bismillahirrahmannirrahim

اِنَّ اللّٰہَ لَا یُخۡلِفُ الۡمِیۡعَادَ
------
Yaqeenan Allah Subhanahu wada khilafi nahi karta.
-----
Indeed, Allah does not fail in His promise." 
----
Surah Ale Imran: (03:09)

Aur Hum ne tumhein jodha jodha paida kiya.




Bismillahirrahmannirrahim

وَّخَلَقۡنٰکُمۡ اَزۡوَاجًا
------
Aur Hum ne tumhein jodha jodha paida kiya.
------
And We created you in pairs.
------
Al Quran: Surat un Naba (78:08)

Bari kharabi hain her aise shaks ki jo Aib tatolney wala Geebat karney wala ho.




Bismillairrahmannirrahim

وَیۡلٌ لِّکُلِّ ہُمَزَۃٍ لُّمَزَۃِۣ
------
Bari kharabi hain her aise shaks ki jo Aib tatolney wala Geebat karney wala ho.
------
Woe to every backbiter, Slanderer
------
Al Quran: (104:01)


Yaqeenan lotna tere RABB ki taraf hain.




Bismillahirrahmannirrahim

اِنَّ اِلٰی رَبِّکَ الرُّجۡعٰی
------
Yaqeenan lotna tere RABB ki taraf hain.
------
Indeed, to your Lord is the return.
------
Al Quran: (96:08)

Aur apne RABB ke naam ka Subah wa Shaam Zikr karo





Bismillahirrahmannirrahim

وَاذْكُرِ اسْمَ رَبِّكَ بُكْرَةً وَأَصِيلًا
----
Aur apne RABB ke naam ka Subah wa Shaam Zikr karo
----
اور اپنے رب کے نام کا صبح وشام ذکر کیا کر
----
और अपने रब का नाम सुबह शाम  ज़िक्र करें
----
And Glorify the Name of your LORD Morning and Evening
----
Surat Al Insan: (76:25)

Beshak Allah Subhanahu ke Zikr se hi Dilo ko sukun milta hain





Bismillahirahmanirrahim

أَلَا بِذِكْرِ ٱللَّهِ تَطْمَئِنُّ ٱلْقُلُوبُ
------
Beshak Allah Subhanahu ke Zikr se hi Dilo ko sukun milta hain
------
Verily, in the remembrance of Allah do hearts find rest .
------
Surah Ar-Rad: (13:28)

Tum Allah Subhanahu ki taraf daur bhag (yani rujoo karo)




Bismillahirrahmannirrahim

فَفِرُّوۡۤا اِلَی اللّٰہِ
------
Tum Allah Subhanahu ki taraf daur bhag (yani rujoo karo)
------
So flee to Allah Subhanahu.
------
Al Quran: (51:50)




Beshak (bil-yaqeen) insaan sir aa sir nuqsan mein hain





Bismillahirrahmannirrahim

اِنَّ  الۡاِنۡسَانَ لَفِیۡ خُسۡرٍ

Beshak (bil-yaqeen) insaan sir aa sir nuqsan mein hain
------
Indeed, Mankind is in Loss
------
Al Quran: (103:02)

Allah Subhanahu Taalaa ki rassi ko mill kar sab Mazbooti se thaam lo aur phoot na dalo





Bismillahirrahmannirrahim

وَ اعۡتَصِمُوۡا بِحَبۡلِ اللّٰہِ جَمِیۡعًا وَّ لَا تَفَرَّقُوۡا
-------
Allah Subhanahu Taalaa ki rassi ko mill kar sab Mazbooti se thaam lo aur phoot na dalo
------
Hold firmly to the rope of Allah all together and do not become divided.
------
Surah Ale Imran: (03:103)

Mein apna maamla Allah ke supurd karta hon




Bismillahirrahmannirrahim

وَأُفَوِّضُ أَمْرِي إِلَى اللَّهِ
----
Mein apna maamla Allah ke supurd karta hon
----
میں اپنا معاملہ اللہ کے سپرد کرتا ہوں
----
I entrust my affair to Allah
----
Surah Ghafir: (40:44)


Aur na kamzor padho aur na ghumgeen ho.





Bismillahirrahmanirrahim

وَلَا تَہِنُوۡا وَلَا تَحۡزَنُوۡا
-------
Aur na kamzor padho aur na ghumgeen ho.
-------
So do not weaken and do not grieve.
-------
Al Quran: (03:139)

Asal Baat Yahi hain ke tum Sab ka Mabood-e-bar haq srif Allah he hain.




Bismillahirrahmannirrahim

اِنَّمَاۤ اِلٰـہُکُمُ اللّٰہُ
------
Asal Baat Yahi hain ke tum Sab ka Mabood-e-bar haq srif Allah he hain.
------
Your God is only Allah
------
Al Quran: (20:98)

Aapas mein ek doosray ko Aib na lagao aur na kissi ko buray laqab do.





Bismillahirrahmannirrahim

وَلَا تَلۡمِزُوۡۤا اَنۡفُسَکُمۡ وَلَا تَنَابَزُوۡا بِالۡاَلۡقَابِ

Aapas mein ek doosray ko Aib na lagao aur na kissi ko buray laqab do.
-------
Do not Insult one another and do not call each other by (offensive) nicknames.
--------
Al Quran: (49:11)

Eh hamare RABB , jab tu hamko hidayat kar chuka hai to hamare dilo ko na pher aur apne paas se hamein rahmat ata farma , Beshak tu sabse zyada ata farmane wala hai




Bismillahirrahmanirrahim

رَبَّنَا لَا تُزِغ قُلُوبَنَا بَعدَ إِذ هَدَيتَنَا وَهَب لَنَا مِن لَّدُنكَ رَحمَةً ۚ إِنَّكَ أَنتَ الوَهَّابُ
-----
Eh hamare RABB , jab tu hamko hidayat kar chuka hai to hamare dilo ko na pher aur apne paas se hamein rahmat ata farma , Beshak tu sabse zyada ata farmane wala hai
-----
Our Lord, let not our hearts deviate after You have guided us and grant us from Yourself mercy. Indeed, You are the Bestower
-----
Al Quran: (03:08)

Emaan laney walon ka Kaar saaz Allah Subhanahu Khud hain.





Bismillahirrahmannirrahim

اَللّٰہُ وَلِیُّ الَّذِیۡنَ اٰمَنُوۡا
-----
Emaan laney walon ka Kaar saaz Allah Subhanahu Khud hain.
-----
Allah Subhanahu is the Protector of those who Believe
-----
Al Baqrah: (02:257)

Sabar he behtar hai aur tumhari banaee huwi baaton per Allah he se madad ki talab hain.




Bismillahirrahmannirrahim

فَصَبۡرٌ جَمِیۡلٌ ؕ وَاللّٰہُ الۡمُسۡتَعَانُ
------
Sabar he behtar hai aur tumhari banaee huwi baaton per Allah he se madad ki talab hain.
------
Allah is the one sought for help against that which you describe."
------
Al Quran: (12:18)


Allah Subhanahu Taalaa tumharay Dushmanon ko khoob jannay wala hai aur Allah Subhanahu Taalaa ka Dost hona kafi hai aur Allah Subhanahu Taalaa ka Madadgar hona bus hain.





Bismillahirrahamannirrahim

وَ اللّٰہُ اَعۡلَمُ بِاَعۡدَآئِکُمۡ ؕ وَ کَفٰی بِاللّٰہِ وَلِیًّا وَّ کَفٰی بِاللّٰہِ نَصِیۡرًا
---------
Allah Subhanahu Taalaa tumharay Dushmanon ko khoob jannay wala hai aur Allah Subhanahu Taalaa ka Dost hona kafi hai aur Allah Subhanahu Taalaa ka Madadgar hona bus hain.
--------
And Allah is most knowing of your Enemies; and sufficient is Allah as an Ally, and Sufficient is Allah as a Helper. 
---------
Al Quran: (04:45)

Aur jaise Allah Subhanahu ne tere saath Ehsaan kiya hai tu bhi acha salook kar




Bismillahirrahmannirrahim

وَ اَحۡسِنۡ کَمَاۤ  اَحۡسَنَ اللّٰہُ 
------
Aur jaise Allah Subhanahu ne tere saath Ehsaan kiya hai tu bhi acha salook kar
------
And do good as Allah has done good to you.
-----
Surah Al Qasass: (28:77)

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...