Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Monday 15 June 2020

As Salamu Alekum and Walekum As Salam






















السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ

Aap par Salamati ho aur Allah ki taraf se Rehmatein aur uski Barkatein aap par Nazil ho

Karz ki adayeegi aur haram se bachne ki dua






Bismilahirrahmanirrahim

✦ Karz ki adayeegi aur haram se bachne ki dua
--------------------------
✦ Hazrat Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya agar tumhare upar Sheer pahad ke 
barabar (yani bahhut hi zyada) karz hoga to bhi Allah subhanahu tumhari taraf se ada farma denge, tum ye (dua) padha karo 
اللَّهُمَّ اكْفِنِي بِحَلَالِكَ عَنْ حَرَامِكَ، ‏‏‏‏‏‏وَأَغْنِنِي بِفَضْلِكَ عَمَّنْ سِوَاكَ
Eh Allah mujhe Halal dekar haram se dur rakh aur mujhe apne fazal se Nawaz kar apne siwa kisi aur se maangne se beniyaz kar de 
Jamia Tirmizi, Jild 2, 1487-Hasan
------------
حضرت علی رضی الله عنه سے روایت ہے کی رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے نے فرمایا اگر تمہارے تمہارے پاس «صیر» پہاڑ کے برابر بھی (یعنی بہت زیادہ) قرض ہو تو بھی ،تمہاری جانب سے اللہ اسے ادا فرما دے گا، انہوں نے کہا: کہو
«اللهم اكفني بحلالك عن حرامك وأغنني بفضلك عمن سواك» 
اے اللہ! مجھے حلال دے کر حرام سے دور کر اور مجھے اپنے فضل سے نواز کر اپنے سوا کسی اور سے مانگنے سے بے نیاز کر دے۔
------------
✦ हज़रत अली रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अगर तुम्हारे उपर शिर पहाड़ के बराबर (यानी बहहुत ही ज़्यादा) क़र्ज़ होगा तो भी अल्लाह सुबहानहु तुम्हारी तरफ से अदा फरमा देंगे, 
तुम ये (दुआ) पढ़ा करो 
اللَّهُمَّ اكْفِنِي بِحَلَالِكَ عَنْ حَرَامِكَ، ‏‏‏‏‏‏وَأَغْنِنِي بِفَضْلِكَ عَمَّنْ سِوَاكَ
एह अल्लाह मुझे हलाल देकर हराम से दूर रख और मुझे अपने फ़ज़ल से नवाज़ कर अपने सिवा किसी और से माँगने से बेनीयाज़ कर दे 
जामिया तिर्मीज़ी, जिल्द 2, 1487-हसन
---------------
Bismillahirrahmanirrahim

✦ Dua to get release from debt and to be protected from haram things
-----------------
✦ Nartated By Ali Radi Allahu Anhu the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam Said If you had a debt upon you similar to the mountain of Seer, Allah would fulfill it for you. He Sal-Allahu Alaihi wasallam said: Say: 

اللَّهُمَّ اكْفِنِي بِحَلَالِكَ عَنْ حَرَامِكَ، ‏‏‏‏‏‏وَأَغْنِنِي بِفَضْلِكَ عَمَّنْ سِوَاكَ

Allahummakfinii BiHalalika An Haramika Wa Agnini Bi Fadlika Amman Siwaka

O Allah, suffice me with Your lawful against Your prohibited, and make me independent of all those besides You 

Jamia Tirmizi,Book 46,3563-Hasan

Kaunse shaqs ko Qayamat ke din Izzat ka libaas pehnaya jayega

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawal: Kaunse shaqs ko Qayamat ke din Izzat ka libaas pehnaya jayega

A: Bewa aur miskeen ki madad karne wala
B: Quran seekhne aur usper amal karne wala
C: Jo duniya mein achche aur mehange libaas nahi pehna ho
D: Jo kisi museebat mein mubtila momeen ki madad kare
E: Jo log Shaheed huwe
F: Jo kisi momeen ke kafan ka intezaam kare
G: Inmein se koi nahi

H: Sahi Jawab ka Intezaar

Note agar jawab G hai toh apna jawab likhiye❗

***************

Sahi Jawab - D✅

Reference📚:
---------
Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo koi momeen kisi museebat mein apne momeen bhai ko tasalli (madad) deta hai is se taaziyat karta hai toh Allah Subhanahu Ta’aala Qayamat ke din use izzat ka libaas pehnayega.
-------
محمد بن عمرو بن حزم رضی اللہ عنہ  سے مروی ہے كہ نبی  صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جو كوئی مومن كسی مصیبت میں اپنے مومن بھائی كو تسلی(مدد) دیتا ہے اس سے تعزیت کرتا ہے  تو اللہ تعالیٰ قیامت كے دن اسے عزت كا لباس پہنائے گا۔
---------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 3305

Us (Allah Subhanahu) ne Reham karna apne upar lazim farma liya hai






Bismillahirahmanirrahim

كَتَبَ عَلَىٰ نَفْسِهِ الرَّحْمَةَ
---
Us (Allah Subhanahu) ne Reham karna apne upar lazim farma liya hai
-----
اللہ نے رحم  کرنا  اپنے اوپر لازم فرما لیا ہے
----
He has prescribed Mercy for Himself.
----
Surah Al-Anaam (6:12)

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...