Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday, 5 May 2020

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ke aise log halaaq huwe

❗ Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ke aise log halaaq huwe

A: ziyada khana khane wale
B: Gussa karne wale 
C: bahut ziyada hasne wale 
D: bahut ziyada sone wale 
E: Ziyada behas karne wale 
F: bahut ziyada guman karne wale 
G: Inmein se koi nahi 

H: Sahi Jawab ka intezaar

❗Note agar jawab G hai toh sahi jawab likhiye

***************

Sahi Jawab - E✅

Bahut ziyada behas karne wale halaaq huwe
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya suno bahut ziyada behas aur takrar karne aur jhagdane wale halak ho gaye
---
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Beware! The extremists perished, saying it three times. 
----
نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے تین بار فرمایا: سنو، بہت زیادہ بحث و تکرار کرنے اور جھگڑنے والے ہلاک ہو گئے ۔ 
----
Sahih Hadees
Sunan Abu Dawud # 4608

Ramadan wo mahina hai jis mein Quran nazil kiya gaya






Bismillahirrahmannirrahim

شَهْرُ رَمَضَانَ الَّذِي أُنزِلَ فِيهِ الْقُرْآنُ
----
Ramadan wo mahina hai jis mein Quran nazil kiya gaya
----
رمضان وہ مہینہ ہے، جس میں قرآن نازل کیا گیا
----
Ramadan is the month in which the Qur'an was revealed 
----
Surah Al Baqrah: (02:185) 

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...