❗ Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ke aise log halaaq huwe
A: ziyada khana khane wale
B: Gussa karne wale
C: bahut ziyada hasne wale
D: bahut ziyada sone wale
E: Ziyada behas karne wale
F: bahut ziyada guman karne wale
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka intezaar
❗Note agar jawab G hai toh sahi jawab likhiye
***************
Sahi Jawab - E✅
Bahut ziyada behas karne wale halaaq huwe
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya suno bahut ziyada behas aur takrar karne aur jhagdane wale halak ho gaye
---
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Beware! The extremists perished, saying it three times.
----
نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے تین بار فرمایا: سنو، بہت زیادہ بحث و تکرار کرنے اور جھگڑنے والے ہلاک ہو گئے ۔
----
Sahih Hadees
Sunan Abu Dawud # 4608
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images

La Ilaha IllAllah
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...

-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Quran ki ayat ka tarjuma Khabardar Allah ke doston par na koi khauf hoga aur na wo ghamgeen honge Sawal: iss qo...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Ek baar ek khatoon Nabi Kareem Sallallahu Alaihi WaSallam ke pass ayi aur kisi mamle par Aap Sallallahu Alaihi wa...
-
Bismillahirrahmanjirrahim اللهم إني أسألك حسن الخاتمة ---- Allahumma inni as aluka husnal khatimah ---- Eh Allah main tujhse achche khatme k...
-
Bismillahirrahmannirrahim اللَّهُ نُورُ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ ------ Allah Noor hain Aasmano aur Zameeno ka ------...
No comments:
Post a Comment