Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
Monday, 27 January 2020
Aur yeh ke (Allah) hansata hain aur wohi rulata hain.
Bismillahirrahmannirrahim
وَأَنَّهُ هُوَ أَضْحَكَ وَأَبْكَىٰ
------
Aur yeh ke (Allah) hansata hain aur wohi rulata hain.
------
And that it is (Allah) who makes [one] laugh and weep
------
Al Quran Surah Najam: (53:43)
Jo Allah Subhanabu per Eman laye Allah Subhanahu uss ke dil ko hidayat deta hain
Bismillahirrahmannirrahim
وَ مَنۡ یُّؤۡمِنۡۢ بِاللّٰہِ یَہۡدِ قَلۡبَہٗ
----
Jo Allah Subhanabu per Eman laye Allah Subhanahu uss ke dil ko hidayat deta hain
----
اور جو اللہ پر ایمان لائے اللہ اس کے دل کو ہدایت فرمادے گا
----
And whoever believes in Allah - He will guide his heart.
----
Al Quran: (64:11)
Eh RABB Maine apne aap par bahut zulm kiya hai tu mujhe baksh de
Bismillahirrahmanirrahim
رَبِّ إِنِّي ظَلَمْتُ نَفْسِي فَاغْفِرْ لِي
----
Eh RABB Maine apne aap par bahut zulm kiya hai tu mujhe baksh de
----
اے رب میں نے اپنے آپ پر بہت ظلم کیا ہے تو مجھے بخش دے
----
My lord verily, I have wronged myself so forgive me
----
Surah Al-Qasas: (28:16)
Aur yaqeen jano ke unqareeb tumhara RABB tumhain itna dega ke tum khush hojaoge.
Bismillahirrahmannirrahim
وَ لَسَوۡفَ یُعۡطِیۡکَ رَبُّکَ فَتَرۡضٰی
------
Aur yaqeen jano ke unqareeb tumhara RABB tumhain itna dega ke tum khush hojaoge.
------
And your Lord is going to give you, and you will be satisfied.
------
Surah-Ad-Dhuha : (93: 05)
Aur Allah Subhanahu har us cheez se jo tum karte ho khabardaar hai.
Bismiliahirrahmannirrahim
وَّ اَنَّ اللّٰہَ بِمَا تَعۡمَلُوۡنَ خَبِیۡرٌ
------
Aur Allah Subhanahu har us cheez se jo tum karte ho khabardaar hai.
-----
And that Allah, with whatever you do, is Acquainted?
------
Surah Al Luqman: (31:29)
Aibo ko chupane ki dua
Bismillahirrahmannirrahim
اللَّهُمَّ اسْتُرْ عَوْرَتِي وَآمِنْ رَوْعَاتِي
Allahummastur 'awrati, wa amin raw'ati
-----
Eh Allah mere aibo ko chupa de aur mere dil ko mutmayeen kar de
------
O Allah conceal my faults and keep me safe from the things which I fear
Yaqeenan mere saath Mera RABB hai wo mujhe Raah batayega
Bismillahirrahmannirrahim
إِنَّ مَعِيَ رَبِّي سَيَهْدِينِ
------
Yaqeenan mere saath Mera RABB hai wo mujhe Raah batayega
------
Indeed, with me is my LORD. He will Guide me
------
Surah Ash Shu'ara : (26:62)
Har cheez ke liye ek waqt tai hota hai
Bismillahirrahmannirrahim
لِكُلِّ أَجَلٍ كِتَابٌ
-----------
Har cheez ke liye ek waqt tai hota hai
------------
For everything there is a time prescribed.
------------
Surat ur Raad: (13:38)
Mein apne Ranj o Ghum ki fariyad sirf Allah se karta hun.
Bismillahirrahmannirrahim
اِنَّمَاۤ اَشۡکُوۡا بَثِّیۡ وَ حُزۡنِیۡۤ اِلَی اللّٰہِ
--------
Mein apne Ranj o Ghum ki fariyad sirf Allah se karta hun.
--------
I only complain of my suffering and grief to Allah.
--------
Surah Yusuf: (12:86)
Aur woh bahut Bakhshne wala bahut Mohabbat karne wala hai.
Bismillahirrahmannirrahim
وَ ہُوَ الۡغَفُوۡرُ الۡوَدُوۡدُ
-------
Aur woh bahut Bakhshne wala bahut Mohabbat karne wala hai.
-------
And He is the Forgiving the Affectionate.
-------
Surat ul Burooj : (85:14)
Aur kaun nikalta hain Zinda ko Murde se.
Bismillahirrahmannirrahim
وَ مَنۡ یُّخۡرِجُ الۡحَیَّ مِنَ الۡمَیِّتِ
------
Aur kaun nikalta hain Zinda ko Murde se.
------
Who Brings the Living out of The Dead
------
اور کون نکالتا ہے زندہ کو مردے سے
------
Surah Yunus: (10:31)
Aur ek doosray ko Sabar ki Naseehat karen
Bismillahirrahmannirrahim
وَ تَوَاصَوۡا بِالصَّبۡرِ
-------
Aur ek doosray ko Sabar ki Naseehat karen
-------
And advise each other to be patience.
-------
Surat ul Asar: (103:03)
Mera RABB jo chahaye uss ke liye behtareen tadbeer karne wala hain.
Bismillahirrahmannirrahim
اِنَّ رَبِّیۡ لَطِیۡفٌ لِّمَا یَشَآءُ
------
Mera RABB jo chahaye uss ke liye behtareen tadbeer karne wala hain.
------
Indeed, my Lord is Subtle in what He wills.
------
Surah Yusuf: (12:100)
Wohi Allah Mera Parwardigar hai Mein apne RABB ke saath kissi ko shareeq na karoon ga
Bismillahirrahmannirrahim
ہُوَ اللّٰہُ رَبِّیۡ وَ لَاۤ اُشۡرِکُ بِرَبِّیۡۤ اَحَدًا
------
Wohi Allah Mera Parwardigar hai Mein apne RABB ke saath kissi ko shareeq na karoon ga
-------
He is Allah, My Lord and i do not associate with my Lord anyone.
-------
Surah Al Kahaf: (18:38)
Aur Naseehat karte rahen Yaqeenan yh Naseehat Eman walon ko Nafa degi.
Bismillahirrahmannirrahim
وَّ ذَکِّرۡ فَاِنَّ الذِّکۡرٰی تَنۡفَعُ الۡمُؤۡمِنِیۡنَ
-----
Aur Naseehat karte rahen Yaqeenan yh Naseehat Eman walon ko Nafa degi.
-----
And Remind, for Indeed the Reminders benefits the Believers.
-----
Surah Adh Dhariyat: (51:55)
Eh hamare RABB mujhko aur mere waldein (parents) ko aur momeeno ko hisab wale din baksh dena
Bismillahirrahmanirrahim
رَبَّنَا اغْفِرْ لِي وَلِوَالِدَيَّ وَلِلْمُؤْمِنِينَ يَوْمَ يَقُومُ الْحِسَابُ
Rabbana Agfirlee Waliwalidaeeya Wa lilmumeenina Yauma Yaqaumul hisab
----
Eh hamare RABB mujhko aur mere waldein (parents) ko aur momeeno ko hisab wale din baksh dena.
----
Our Lord ! Forgive me and my parents, and (All) the believers on the Day when the reckoning will be established.
Surah Ibrahim (14) , Verse 41
Tamam tareefe Allah ke liye hai jis ne hum se gham durr kar diya.
Bismillahirrahmannirrahim
الْحَمْدُ لِلَّـهِ الَّذِي أَذْهَبَ عَنَّا الْحَزَنَ
----
Tamam tareefe Allah ke liye hai jis ne hum se gham durr kar diya.
----
الله کا شکر ہے جس نے ہم سے غم دور کر دیا
----
"सब तारीफ अल्लाह के लिए है, जिसने हमसे ग़म दूर कर दिया।
----
All praise be to Allah Who has taken away all sorrow from us.
----
Surah Al Fatir: (35:34)
Zalim Hukmaran se bachne ki dua
Bismillhairrhamanirrhaim
Zalim Hukmaran se bachne ki dua
----------
اللَّهُمَّ لاَ تُسَلِّطْ عَلَيْنَا مَنْ لاَ يَرْحَمُنَا
----------
Allahumma La Tusallit Alaina Man La Yarhamuna
----------
Ya ALLAH hum par aise shakhs ko musalllat na kar jo hum par raham na kare
Jamia Tirmidhi, Jild 2, 1426 –Sahih
----------
हदीस: एह अल्लाह हम पर ऐसे शख्स को मुसल्लत ना कर
जो हम पर रहम ना करे
जामिया तिरमिज़ी , जिल्द 2, 1426-सही
----------
Oh Allah , do not give power over us to those who will not have mercy on us.
Jamia Tirmidhi, Book 45, Hadith 3502-Sahih
Allahumma inni Asaluka Jannat-Al-Firdaus
Bismillahirrahmannirrahim
اللَّهُـمّ إنِّي أَسْأَلُكَ الْجَنَّة الْفِرْدَوْسَ
Allahumma inni Asaluka Jannat-Al-Firdaus
------
YA ALLAH main tujse Jannat Al Firdaus ka sawal karta hu
-----------
Oh Allah I Ask you for Jannat Al-Firdaus
Subscribe to:
Posts (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Inmein se kaunse amal ke bare mein farmaya gaya hain ke ye Momeen ka behtareen amal hain A: Namaz B: Sila R...
-
Bismillahirrahmanirrahim Jannat kahti hai ki YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma ----------------- Rasool-Al...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Namaz Mein khade hone se pehle padne ke azkar aur uska ajar ----- Umm Raafia RadiAllahu Anhu se riwayat ha...
-
Bismillahirrhamanirrahim Aasan hisab ki dua ----- اَللّٰهُمَّ حَاسِبْنِىْ حِسَا بًا يَّسِيْرًا Allahumma Haasibni Hisaban Yasira --------- ...