❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Rasool-Allah Sallahu Alahi waSallam ne ek gunah ke bare mein daryaft farmaya ke Allah Subhanahu se badh kar gairatmand aur koi nahi hosakta jo woh apne bande ko wo gunah karte huwe dehke.
Sawal: wo kaunsa gunah hain?
A: padosi ko takleef dena
B: chori karna
C: momeen ko gali dena
D: momeen ko be izzat karna
E: Maa Baap ki nafarmani karna
F: Zina karna
G: Namaz ko jaan buj kar nahi padna
H: Inmein se ko nahi
I: Sahi Jawab ka Intezaar
❗Note agar jawab H hai toh sahi jawab likiye
***********************
Sahi Jawab - F✅
Reference📚:
------
Aisha RadiAllahu Anhu ne kaha ke Rasool-Allah Sallahu Allahi WaSallam ne farmaya ke Eh Ummat Mohammad! Allah se badah kar ghairat mand aur koi nahi ke woh apne bande ya bandi ko zina karte huwe dekhe. Eh Ummat Mohammad ! agar tumhe woh maloom hota jo mujhe maloom hai to tum hanstay kum aur rotey ziyada .
-----
Narrated `Aisha: Allah's Apostle said, O followers of Muhammad! There is none, who has a greater sense of Ghira (self-respect) than Allah, so He has forbidden that His slave commits illegal sexual intercourse or His slave girl commits illegal sexual intercourse. O followers of Muhammad! If you but knew what I know, you would laugh less and weep more!
-----
Sahih Hadees
Sahih Bukhari Hadees # 5221
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirrahmanirrahim Jannat kahti hai ki YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma ----------------- Rasool-Al...
-
Bismillahirahmanirrahim Wa antum fa JazakAllahu khairan --- Aur aapko bhi Allah aapko bhi achcha Sila ataa farmaye --- And you ...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirrahmannirrahim اللَّهُمَّ اسْتُرْ عَوْرَتِي وَآمِنْ رَوْعَاتِي Allahummastur awrati, wa amin raw'ati ----- Eh Allah Mere A...
No comments:
Post a Comment