Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 14 October 2020

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam kaun si dua padh kar Quran ke hukum par amal farmate?

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗


Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam kaun si dua padh kar Quran ke hukum par amal farmate?


A: Surah Fatiha 

B: Allahumma Rahmataka Arju Fala Takilni ila nafsi tarfata Aynin wa aslih li sha'ni kullahu, La ilaha ila anta

C: Allahumma Aainni Ala Zikrika Wa Shukrika Wa Husni ibadatika

D: Allahumma inni zalamtu nafsi zulman kasiran wala yagfiruz-zunuba illa anta, Fagfirli magfiratan min indika wa-arhamni, innaka Antal Gafur-ArRahim.

E: Allahu Akbar  kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila

F: Subhanaka al humma rabbana wa bihamdika, Allahumma ghfir li 

G: Inmein se koi nahi 


H:Sahi Jawab ka Intezaar

******

Sahi Jawab - F✅


Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam aksar Sajde aur ruku mein iss dua ko padha karte


Reference📚:

----

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Sajde aur ruku mein aksar ye dua padha karte thy


سُبْحَانَكَ اللَّهُمَّ رَبَّنَا وَبِحَمْدِكَ اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي


Eh hamare RABB tu paak hai ham teri tarif bayan karte hai Eh Allah mujhe baksh de


Iss dua ko padh kar Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Quran ke hukum par aamal karte thy

-------

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم سجدہ اور رکوع میں اکثر یہ پڑھا کرتے تھے

 سبحانك اللهم ربنا وبحمدك،‏‏‏‏ اللهم اغفرلي

اے ہمارے پروردگار ! تو پاک ہے ، ہم تیری تعریف بیان کرتے ہیں ، اے اللہ ! مجھے بخش دے ‘

( اس دعا کو پڑھ کر ) آپ قرآن کے حکم پر عمل کرتے تھے

---

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam used to say frequently in his bowing and prostrations


سُبْحَانَكَ اللَّهُمَّ رَبَّنَا وَبِحَمْدِكَ اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي


Subhanaka l-lahumma Rabbana wa bihamdika, Allahumma ghfir li (Exalted [from unbecoming attributes] Are you O Allah our Lord, and by Your praise [do I exalt you]. O Allah! Forgive me). In this way [??] he was acting on what was explained to him in the Holy Qur'an. 

----

Sahih Bukhari 817

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...