Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 25 November 2020

Fajar ki Namaz ke baad padhne ki dua..Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri.





Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Fajar ki Namaz ke baad padhne ki dua..Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri.
-----
Abdullah bin Qasim RadiAllahu Anhu se riwayat hain wo kehte hain, Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki ek padosan ne hume bayan kiya ke wo Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ko tulu Fajar ke waqt ye dua padhte huwe sunti thi:

اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ وَمِنْ فِتْنَةِ الْقَبْرِ
Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri

Eh Allah ! Mein qabar ke Azaab aur Qabar ke fitne se teri panah mein aata hu
Musnad Ahmed#5502-Sahih
----
عبد اللہ بن قاسم سے مروی ہے، وہ کہتے ہیں: نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم  کی ایک پڑوسن نے ہمیں بیان کیا کہ وہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم  کو طلوع فجر کے وقت یہ دعا پڑھتے ہوئے سنتی تھی: 
اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ وَمِنْ فِتْنَةِ الْقَبْرِ
اے اللہ! میں قبر کے عذاب اور قبر کے فتنے سے تیری پناہ میں آتا ہوں
----
Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Dua to be supplicated after Fajar prayer... Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri.
----
It is narrated on the authority of 'Abdullah ibn Qasim RadiAllahu Anhu that he said: A neighbor of the Prophet Sallallahu Alaihi wasallam told us that she used to hear the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam reciting this supplication at dawn while saying:

اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ وَمِنْ فِتْنَةِ الْقَبْرِ
Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri

O Allah! I seek refuge in You from the torment of the grave and the fitnah (tribulation) of the grave
----
Musnad Ahmed#5502-Sahih


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...