Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday, 25 November 2020

Ye Kalme tammam kalimaat se behtar hain



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Ye Kalme tammam kalimaat se behtar hain
---------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Chaar kalme tamam Kalmat se behtar hain aur jis se bhi tum shuru karo tumhein koi nuqsan Nlnahi wo ye hain

سُبْحَانَ اللَّهِ
وَالْحَمْدُ لِلَّهِ
وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ
وَا للَّهُ أَكْبَرُ

SubhanAllah
Wa Alhamdulillah
 Wa La ilaha ilAllahu
Wa Allahu Akbar

Allah ki Zaat paak hain.
Har Qisam ki humd o Sana Allah he ko layak hain,
Allah ke alawa koi mabud barhaq nahi
aur Allah Bahut bada hain
Sunan Ibn Maja hadees 3811
-----
رسول اللہ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: چار کلمے تمام کلمات سے بہتر ہیں اور جس سے بھی تم شروع کرو تمہیں کوئی نقصان نہیں، وہ یہ ہیں:
«سبحان الله والحمد لله ولا إله إلا الله والله أكبر» اللہ کی ذات پاک ہے، ہر قسم کی حمد و ثناء اللہ ہی کو سزاوار ہے، اللہ کے علاوہ کوئی معبود برحق نہیں، اور اللہ بہت بڑا ہے 
----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said: (There are) four that are the best of words, and it does not matter with which you begin:

سُبْحَانَ اللَّهِ
وَالْحَمْدُ لِلَّهِ
وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ
وَا للَّهُ أَكْبَرُ

Subhan-Allah,
Wal-Hamdullillah,
Wa La illaha illAllah,
Wa Allahu Akbar

Glory is to Allah,
Praise is to Allah,
None has the right to be worshiped but Allah 
and Allah is the Most Great.
Sunan Ibn Maja 3811


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...