Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday, 25 November 2020

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ko unke padosi fajar ke waqt kaunsi dua padhte huwe sunte thy

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ko unke padosi fajar ke waqt kaunsi dua padhte huwe sunte thy

A: Allahumma inni As’aluka emanan La yartad, Wa Naiman La yanfad
B: Allahummastur 'awrati, wa amin raw'ati
C: Allahumma inni Auzubika minal-kufri wal-faqr, Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr, la illaha illa-ant
D: Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri.
E: Allaahummaghfir lee, warhamnee, wahdinee, wa 'aafinee warzuqnee.
F: Allahumma inni Asalukal-Afwa Wa Al-Aafiyah fid-dunya wa Al-Aakhirah
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka intezaar
********
Sahi Jawab - D✅

Fajar ke waqt pahne ki dua..Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri.

Reference📚:
-----
Abdullah bin Qasim RadiAllahu Anhu se riwayat hain wo kehte hain, Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki ek padosan ne hume bayan kiya ke wo Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ko tulu Fajar ke waqt ye dua padhte huwe sunti thi:
اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ وَمِنْ فِتْنَةِ الْقَبْرِ
Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri,
Eh Allah ! Mein qabar ke Azaab aur Qabar ke fitne se teri panah mein aata hu
----
It is narrated on the authority of 'Abdullah ibn Qasim RadiAllahu Anhu that he said: A neighbor of the Prophet Sallallahu Alaihi wasallam told us that she used to hear the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam reciting this supplication at dawn while saying:
اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ وَمِنْ فِتْنَةِ الْقَبْرِ
Allahumma inni Auzubika min aa’zaa-bil-qabr wa min fitnatil-Qabri,
O Allah! I seek refuge in You from the torment of the grave and the fitnah (tribulation) of the grave
----
عبد اللہ بن قاسم سے مروی ہے، وہ کہتے ہیں: نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم  کی ایک پڑوسن نے ہمیں بیان کیا کہ وہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم  کو طلوع فجر کے وقت یہ دعا پڑھتے ہوئے سنتی تھی:   اَللّٰہُمَّ إِنِّی َٔعُوذُ بِکَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ وَمِنْ فِتْنَۃِ الْقَبْرِ۔(اے اللہ! میں قبر کے عذاب اور قبر کے فتنے سے تیری پناہ میں آتا ہوں)۔
----
Musnad Ahmed#5502-Sahih

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...