❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Wo kaunsi neki hai jo Allah Subhanahu ke haath mein
badhti rahti hai?
A: Sila Rahmi
B: Tauba Astagfar
C: Allah ka Zikr
D: Durud
E: Sabr
F: Roza
G: Sadqa
H: In mein se koi nahi
I: Sahi Jawab ka Intezaar?
Sahi Jawab - G✅
Reference📚:
Rasool-Allah Sallalahu Alaihi wasallam ne farmaya : ” Jis ne
bhi kisi pakeeza cheez ka Sadqa kiya aur Allah pakeeza cheez hi qubool karta
hai to Rehman usay apne dayen haath se leta hai agarchay woh ek khajoor hi ho,
yeh maal Sadqa Rehman ki hatheli mein barhta rehta hai, yahan tak ke woh pahar
se bara ho jata hai, jaisay ke tum mein se ek apne ghoray ke bachay ya gaaye ke
bachay ko palatta hai
---------------
Abu Hurairah narrated that :the Messenger of Allah (ﷺ) said: "None gives charity from Tayyib -
and Allah does not accept but Tayyib - but that Ar-Rahman accepts it with His
Right (Hand). Even if it is a date, it is nurtured in the Hand of Ar-Rahman
until it is greater than a mountain, just as one of you nurtures his foal or
young camel."
----------------
رسول اللہ صلی
اللہ علیہ وسلم نے
فرمایا: ”جس نے
بھی کسی پاکیزہ
چیز کا صدقہ
کیا اور اللہ
پاکیزہ چیز ہی قبول
کرتا ہے ۱؎
تو رحمن اسے
اپنے دائیں ہاتھ سے
لیتا ہے ۲؎
اگرچہ وہ ایک
کھجور ہی ہو،
یہ مال صدقہ
رحمن کی ہتھیلی
میں بڑھتا رہتا
ہے، یہاں تک
کہ وہ پہاڑ
سے بڑا ہو
جاتا ہے، جیسے کہ
تم میں سے
ایک اپنے گھوڑے
کے بچے یا
گائے کے بچے
کو پالتا ہے“۔
------------
Sahih Hadees
Jam e Tirmazi Hadees # 661
No comments:
Post a Comment