❗ Only-Quran-Hadith Quiz❗
Sawal : Kaunsi wajah se kaha gaya hai ke isse
zameen mein fitna aur fasad phail jata hai ?
A. Logo ko Neki ki dawat na dena
B. Mazlumo ke liye jihad na karna
C. Bewa aur miskeeno ki madad na karna
D. Zalimo ko zulm se nahi rokna
E. Deen ka ilm hasil na karna
F. Awal waqt mein Namaz nahi padhne se
G. In mein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
Sahi Jawab - G✅
In mein se koi nahi
------------
Abu Hurairah radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool
Allah ﷺ ne
farmaya jab tumhare pass koi aisa shakhs (rishta lekar) aaye jiska akhlaq aur
deen tumhe pasand ho to us se nikah kar do, agar tum aisa nahi karoge to zameen
mein fitna aur fasad phail jayega
---------------------
قَالَ رَسُولُ اللَّهِ ـ
صلى الله عليه
وسلم ـ " إِذَا أَتَاكُمْ مَنْ
تَرْضَوْنَ خُلُقَهُ وَدِينَهُ فَزَوِّجُوهُ
إِلاَّ تَفْعَلُوا تَكُنْ فِتْنَةٌ فِي
الأَرْضِ وَفَسَادٌ عَرِيضٌ
---------------------
Narrated by Abu Hurairah radi Allahu anhu that The prophet
Sallallahu alaihi wasallam said that if anybody come to you (with marriage
offer) who has good character and religiously committed then marry to him. If
you do not do so, there will be trials in the earth and a great deal of evil
------
Sahih Hadees
As Silsila As sahiha, 1886
No comments:
Post a Comment