❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Namaz mein Safoh ko durust karne ke liye Rasool-Allah
(ﷺ) ne in mein
se kis ki misal di hain
A: Rooho ki
B: Shaheedo ki
C: Allah Subhanhu ke neik bandoh ki
D: Farishton ki
E: Jihad karne walo ki
F: Ambiyah Alaihi Salam ki
G: In mein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka Intezaar
Sahi Jawab - D✅
Reference📚:
-------
Rasool-Allah (ﷺ)
ne farmaye tum log us tarha saaf bandi kyu nahi karte jis tarha Farishtein apne
RABB ke pass karte hai? Hamne arz kiya: Farishtein apne RABB ke pass kis tarha
saaf banda karte hai? Aap (ﷺ)
ne farmaye pehle agli saaf puri karte hai aur saaf mein ek dusre se khoob mil
kar khade hote hai
---------
رسول اللہ صلی
اللہ علیہ وسلم نے
فرمایا: تم
لوگ اس طرح
صف بندی کیوں
نہیں کرتے جس طرح
فرشتے اپنے رب کے
پاس کرتے ہیں؟
، ہم نے
عرض کیا: فرشتے
اپنے رب کے
پاس کس طرح
صف بندی کرتے
ہیں؟ آپ صلی
اللہ علیہ وسلم نے
فرمایا: پہلے
اگلی صف پوری
کرتے ہیں اور صف
میں ایک دوسرے
سے خوب مل
کر کھڑے ہوتے
ہیں ۔
----------
Sahih Hadees
Sunnan e Abu Dawood Hadees #661
No comments:
Post a Comment