❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Jawab ek se zayda hai!
Sawal: Mafuhm-e-Hadith ke mutabiq Rasool-Allah Sallalahu
Alaihi wasallam ka aakhri kalaam inmein se kaun kaunsa tha?
A: Apas mein firko mein mat batna
B: Salam ko aam karna
C: Namaz ko lazim pakadna
D: Bewao aur miskino ka khayal rakhna
E: Apne gulamo ke baare mein Allah se darte rehna
F: Iman per rehna
G: Zulm na karna
H: Jhoot se bachna
I: Sahi Jawab ka Intezaar?
Sahi Jawab - CE✅
Syedna Ali RadiAllahu Anhu se rivayat hai, woh kehte hain ke
Rasool-Allah Sallalahu Alaihi wasallam ka aakhri kalaam yeah tha Namaz ko lazim
pakarna, Namaz ko lazim pakarna aur apne ghulamoo ke baray mein Allah Subahanhu
taala se daar kar rehna.
---------------
Sahih Hadees
Musnad Ahmed Hadees # 1034
No comments:
Post a Comment