Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday, 13 September 2020

Aisa amal jiss ko karne wale shaqs ko Jannat mein neimatoh ko lootne ka sawab hasil huwa




Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Aisa amal jiss ko karne wale shaqs ko Jannat mein neimatoh ko lootne ka sawab hasil huwa
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya: Main ne ek shaksh ko dekha ke woh (Iss Amal ke badle) Jannat mein har taraf naimaton ke Maza loot raha tha, kyu nake iss ne raaste ke darmiyan se ek aise darakht ko kaat diya tha jo logon ko aziyat (taqleef)deta tha.
----
Allah's Messenger ﷺ as saying that he saw a person enjoying himself in Paradise because of the tree that he cut from the path which was a source of inconvenience to the people.
----
نبی صلی اللہ علیہ وسلم سے روایت کی ،  آپ نے فرمایا :   میں نے ایک شخص کو دیکھا کہ وہ  ( اس عمل کے بدلے )  جنت میں ہر طرف  ( نعمتوں کے مزے )  لوٹ رہا تھا  ( کیونکہ )  اس نے راستے کے درمیان سے ایک ایسے درخت کو کاٹ دیا تھا جو لوگوں کو اذیت دیتا تھا 
----
Sahih Muslim Hadees # 6671-Sahih


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...