Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
Tuesday, 14 January 2020
Aur siwaye Allah ke aur kaun Gunah bakhsnay wala hain
Bismillahirrahmannirrahim
وَمَن يَغْفِرُ الذُّنُوبَ إِلَّا اللَّهُ
----
Aur siwaye Allah ke aur kaun Gunah bakhsnay wala hain
----
اور سوائے الله کے اور کون گناہ بخشنے والا ہے
----
And Who can Forgive Sins except Allah
----
Surah Ale Imran - (03:135)
Allah kehte hai ke hoja bus woh wahin hojata hai.
Bismillahirrahmannirrahim
کُنۡ فَیَکُوۡنُ
Kun Fayakun
-----
Allah kehte hai ke hoja bus woh wahin hojata hai.
------
"Allah says Be and it is"
------
Al Quran: (2), 117
Aasaan Hesab ke liye dua image
Bismillahirrhamanirrahim
Aasan hisab ki dua
-----
اَللّٰهُمَّ حَاسِبْنِىْ حِسَا بًا يَّسِيْرًا
Allahumma Haasibni Hisaban Yasira
---------
Eh Allah mere hisab ko aasan farma de
---------
اے اللہ! میرے حساب کو آسان فرما دے
------
एह अल्लाह मेरे हिसाब को आसान फार्मा दे
---
O Allah! Grant me an easy reckoning
Mere liya Allah kafi hai iss ke siwa koi mabood nahi. Mein ne issi per bharosa kiya aur woh baray arsh ka maalik hai.
Bismillahirrahmannirrahim
حَسۡبِیَ اللّٰہُ ۫٭ۖ لَاۤ اِلٰہَ اِلَّا ہُوَ ؕ عَلَیۡہِ تَوَکَّلۡتُ وَ ہُوَ رَبُّ الۡعَرۡشِ الۡعَظِیۡمِ
-----
Al Quran : Mere liya Allah kafi hai iss ke siwa koi mabood nahi. Mein ne issi per bharosa kiya aur woh baray arsh ka maalik hai.
-------
"Sufficient for me is Allah there is no deity except Him. On Him I have relied, and He is the Lord of the Great Throne."
-‐------
Al Quran Surat ut Tauba (9), 129
Eh hamare RABB mujhko aur mere waldein (parents) ko aur momeeno ko hisab wale din baksh dena
Bismillahirrahmanirrahim
رَبَّنَا اغْفِرْ لِي وَلِوَالِدَيَّ وَلِلْمُؤْمِنِينَ يَوْمَ يَقُومُ الْحِسَابُ
Rabbana Agfirlee Waliwalidaeeya Wa lilmumeenina Yauma Yaqaumul hisab
----
Eh hamare RABB mujhko aur mere waldein (parents) ko aur momeeno ko hisab wale din baksh dena.
Surah Ibrahim (14) , Aayat 41
--------
Our Lord ! Forgive me and my parents, and (All) the believers on the Day when the reckoning will be established.
Al Quran Surah Ibrahim (14: 41)
Mumkin hai tum kissi cheez ko buri jano aur wohi tumhare liye bhali ho aur yeh bhi Mumkin hai ke tum kissi cheez ko achi samjho halanke woh tumhare liye buri ho haqeeqi ilm Allah he ko hai tum mehaz be khabar ho.
Bismillahirrahmannirrahim
وَ عَسٰۤی اَنۡ تَکۡرَہُوۡا شَیۡئًا وَّ ہُوَ خَیۡرٌ لَّکُمۡ ۚ وَ عَسٰۤی اَنۡ تُحِبُّوۡا شَیۡئًا وَّ ہُوَ شَرٌّ لَّکُمۡ ؕ وَ اللّٰہُ یَعۡلَمُ وَ اَنۡتُمۡ لَا تَعۡلَمُوۡنَ
---------
Mumkin hai tum kissi cheez ko buri jano aur wohi tumhare liye bhali ho aur yeh bhi Mumkin hai ke tum kissi cheez ko achi samjho halanke woh tumhare liye buri ho haqeeqi ilm Allah he ko hai tum mehaz be khabar ho.
---------
❝Perhaps you may dislike something which is good for you, and like something which is bad for you. Allah knows and you do not.❞
------
Al Quran Surah Al Baqarah (2), 216
Musalmano! Allah Subahnahu Ta'laa ka zikar bahut ziada karo.
Bismillahirrahamanirrahim
یٰۤاَیُّہَاالَّذِیۡنَ اٰمَنُوا اذۡکُرُوا اللّٰہَ ذِکۡرًا کَثِیۡرًا
-------
Al Quran: Musalmano! Allah Subahnahu Ta'laa ka zikar bahut ziada karo.
-------
O you who have believed, remember Allah with much remembrance
-------
Surat ul Ahzaab (33), 41
Yahan tak ke jab inn mein se kissi ko maut aane lagti hai to kehta hai Eh Mere Parwardigar! Mujhe wapis lota de.
Bismillahirrahmaannirrahim
حَتّٰۤی اِذَا جَآءَاَحَدَہُمُ الۡمَوۡتُ قَالَ رَبِّ ارۡجِعُوۡنِ
------
Al Quran: Yahan tak ke jab inn mein se kissi ko maut aane lagti hai to kehta hai Eh Mere Parwardigar! Mujhe wapis lota de.
-------
[For such is the state of the disbelievers], until, when death comes to one of them, he says, "My Lord, send me back
--------
Al Quran Surat ul Mominoon (23), 99
Yaqeenan tum sab ka mabood ek he hain.
Bismillahirrahmannirrahim
اِنَّ اِلٰـہَکُمۡ لَوَاحِدٌ
-------
Al Quran: Yaqeenan tum sab ka mabood ek he hain.
-------
Indeed, your God (Allah) is One.
-------
Al Quran - Surat us Saffat (37), 4
pus jiss ne zara baraber neki ki hogi wo isse dekhlega
Bismillahirrahmannirrahim
فَمَنۡ یَّعۡمَلۡ مِثۡقَالَ ذَرَّۃٍ خَیۡرًا یَّرَہٗ ؕ
Al Quran: pus jiss ne zara baraber neki ki hogi wo isse dekhlega
------
So whoever does an atom's weight of good will see it,
------
Al Quran Surah Al Zalzala (99), 7
Aur jiss ne zara baraber burai ki hogi wo usse dekhlega.
Bismillahirrahmannirrahim
وَ مَنۡ یَّعۡمَلۡ مِثۡقَالَ ذَرَّۃٍ شَرًّا یَّرَہٗ
Al Quran: Aur jiss ne zara baraber burai ki hogi wo usse dekhlega.
-------
And whoever does an atom's weight of evil will see it.
------
Al Quran Al - Zalzalah (99), 8
Woh (Allah) inhe andheron se roshni ki taraf nikal ley jata hai
Bismillahirrahmannirrahim
الَّذِیۡنَ اٰمَنُوۡا ۙ یُخۡرِجُہُمۡ مِّنَ الظُّلُمٰتِ اِلَی النُّوۡرِ ۬ ؕ
------
Al Quran: Woh (Allah) inhe andheron se roshni ki taraf nikal ley jata hai
------
He (Allah) brings them out from darknesses into the light.
-------
Al Quran Surat ul Baqarah (2), 257
Humen seedhi (aur sachi) raah dikha.
Bismillahirrahmannirrahim
اِہۡدِ نَا الصِّرَاطَ الۡمُسۡتَقِیۡمَ ۙ
--------
Al Quran : Humen seedhi (aur sachi) raah dikha.
---------
Guide us to the straight path
---------
Al Quran Surat ul Fateha (1), 5
Tumharay pass jo kuch hai sab faani hai aur Allah Subahnahu Ta'laa ke pass jo kuch hai baqi hai
Bismillahirrahmanirrahim
مَا عِنۡدَکُمۡ یَنۡفَدُ وَ مَا عِنۡدَ اللّٰہِ بَاقٍ ؕ
Al Quran - Tumharay pass jo kuch hai sab faani hai aur Allah Subahnahu Ta'laa ke pass jo kuch hai baqi hai.
--------
Whatever you have will end, but what Allah has is lasting.
--------
Surat Un Nahal (16), 96
Subscribe to:
Posts (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Inmein se kaunse amal ke bare mein farmaya gaya hain ke ye Momeen ka behtareen amal hain A: Namaz B: Sila R...
-
Bismillahirrahmanirrahim Jannat kahti hai ki YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma ----------------- Rasool-Al...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Namaz Mein khade hone se pehle padne ke azkar aur uska ajar ----- Umm Raafia RadiAllahu Anhu se riwayat ha...
-
Bismillahirrhamanirrahim Aasan hisab ki dua ----- اَللّٰهُمَّ حَاسِبْنِىْ حِسَا بًا يَّسِيْرًا Allahumma Haasibni Hisaban Yasira --------- ...