Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
La Ilaha IllAllah
Wednesday, 1 July 2020
Aur tu jissay chahiye Izzat de aur jisse chahaye zillat de
Bismillahirrahamannirrahim
وَ تُعِزُّ مَنۡ تَشَآءُ وَ تُذِلُّ مَنۡ تَشَآءُ
----
Aur tu jissay chahiye Izzat de aur jisse chahaye zillat de
-----
You honor whom You will and You humble whom You will.
-----
Surah Ale Imran: (03:26)
As Salamu Alekum and Walekum As Salam
السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ
Aap par Salamati ho aur Allah ki taraf se Rehmatein aur uski Barkatein aap par Nazil ho
Jab Allah Subhanahu kisi qaum ki taraf muskurata hai toh kya hota hai
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Mafhum mukammal kijiye!
Hadith: Jab Allah Subhanahu kisi qaum ki taraf muskurata hai toh kya hota hai
A: Rizaq mein barkat
B: Azmaish se hifazat
C: Unke liye duniya aur akhirat dono mein Jannat ka intezaam farma deta
D: Unko logo mein mehboob bana deta hai
E: Un ko apne hesab se mehfuz farma deta hai
F: Unke sageera aur kabira gunah maaf farma deta hai aur Jannat ki zamanat deta
G: Inmien se koi nahi
H: Sahi Jawab ka Intezaar
❗Note agar apka jawab G hai toh sahi jawab likhiye
********************
Sahi Jawab - E✅
Jab Allah Subhanahu kisi Qaum ki taraf muskurata hai toh un par koi hisaab nahi hota
Reference📚:
-----
Abu Saeed Khudri RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Qayamat ke din Allah Subahnahu ke haan Afzal jihaad (karne wale) woh log honge jo pehli saff mein takrate hain aur qatal hone taq mudd kar nahi dekhte yahi log hain jo Jannat mein buland mehlaat mein daurte phrenge tumhara RABB un ki taraf dekh raha hoga yaqeenan tumhara RABB jab kisi qaum ki taraf dekh kar muskurata hai to un par koi hisaab nahi
---
ابو سعید خدری ؓسے مرفوعاً مروی ہے کہ: قیامت کے دن اللہ کے ہاں افضل جہاد ( کرنے والے ) وہ لوگ ہوں گے جو پہلی صف میں ٹکراتے ہیں اور قتل ہونے تک مڑ کر نہیں دیکھتے یہی لوگ ہیں جو جنت میں بلند محلات میں دوڑتے پھریں گے تمہارا رب ان کی طرف دیکھ رہا ہوگا یقیناً تمہارا رب جب کسی قوم کی طرف دیکھ کر مسکراتا ہے تو ان پر کوئی حساب نہیں
---
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2048-Sahih
Subscribe to:
Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗ Dusre sawal mein jawab ek se ziada hain Sawal: Ek sahabi ne kuch sahaba ka naam lekar kaha jo ke shaheed ho c...
-
Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Aibo ko chupane ki dua jo Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam subah aur shaam ko padhna kabhi nahi chod...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ ❗Jawab ek se ziyada hai Sawal: Mahfhum e hadith ke mutabiq wo kaun sa Amal hai agar koi shaqs dhiklawe ke khati...
-
Bismillahirrahmannirrahim وَلَا يَظْلِمُ رَبُّكَ أَحَدًا ----- Aur tumhara RABB kisi par Zulm nahi karta ----- اور ت...
-
Bismillahirrahmanirrahim Surah Al Feel بِسْمِ اللَّـهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ *أَلَمْ تَرَ كَيْفَ فَعَلَ رَبُّكَ ...
-
Bismillahirrahmanirrahim Museebat aur pareshani ke waqt padhne ki dua ------- Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hain ki Rasool-Allah Sal...
-
Bismillahirrahamannirahim يَوْمَ تُبْلَى السَّرَائِرُ ----- Jis din sab raaz zahir kar diye jayenge ----- جس دن سب راز ظاہر کر دیے جائیں گے ...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Jawab ek se zayda hai! Ek baar Rasool-Allah Sallahu Alahi WaSallam logo ko aur sahaba karam ko khutba de rahe t...


























