Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday, 15 July 2020

Astagfirullah Al Adeem -Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih




Bismillahirrahmanirrahim

استغفر الله العظيم الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ 
------
Astagfirullah Al Adeem -Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 
------
Main ALLAH se apne gunaho ki maafi maangta hu jiske siwa koi ibadat ke layaq nahi , Jo zinda aur hamesha rahne wala hai aur main usee ki taraf tauba karta hu 
---
میں الله سے اپنے گناہوں کی معافی مانگتا ہوں جس کے سوا کوئی عبادت کے لائق نہیں جو زندہ ہمیشہ رہنے والا ہے اور میں اسی کی طرف توبہ کرتا ہوں
-----
I seek the forgiveness of Allah the Almighty whom there is no god except him , The Living , The Eternal and I repent unto him

Allah Subhanahu ke liye Mohabbat karne wale ko Allah Subahnahu Muazziz bana deta hai





Bismillahirrahamnnirrahim

Hadith: Allah Subhanahu ke liye Mohabbat karne wale ko Allah Subahnahu Muazziz bana deta hai
------
Abu Hurraira RadiAllahu Anhu se rivayat hain joh bandah kisi bande se Allah Subhanahu taala ke liye Mohabbat karta hai Allah Subahnahu taala Allah usse Muaziz bana deta hain
------
ابو امامہ‌رضی اللہ عنہ سے مرفوعا مروی ہے جو بندہ کسی بندے سے اللہ تعالیٰ کے لئے محبت کرتا ہے اللہ تعالیٰ اسے معزز بنا دیتا ہے۔
-----
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 392

As Salamu Alekum and Walekum As Salam
























السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ

Aap par Salamati ho aur Allah ki taraf se Rehmatein aur uski Barkatein aap par Nazil ho

Duniya mein srif Museebat aur Azmaish baqi hain



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Duniya mein srif Museebat aur Azmaish baqi hain
-------
Muawiya Bin Abi Sufyan RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya duniya mein jo kuch baqi hai woh Museebat aur Azmaish hai aur tum mein se kisi shakhs ke amal ki misaal is bartan ki tarhan hai ki jab is ke uper wala hissa paak saaf ho to is ka nichala hissa bhi paak saaf hota hai aur jab is ka balai hissa gandah ho jaye to is ka nichala hissa bhi gandah ho jata hai.
---------
معاویہ بن ابی سفیان رضی اللہ عنہما سے مروی ہے كہ رسول اللہ  صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:دنیا میں جو كچھ باقی ہے وہ مصیبت اور آزمائش ہے۔ اور تم میں سے كسی شخص كے عمل كی مثال اس برتن كی طرح ہے كہ جب اس كے اوپر والا حصہ پاك صاف ہو تو اس كا نچلا حصہ بھی پاك صاف ہوتا ہے اور جب اس كا بالائی حصہ گندہ ہو جائے تو اس كا نچلا حصہ بھی گندہ ہو جاتا ہے۔
------------------------------
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 1229-Sahih

wo cheeze jinse Allah Subhanahu har bande se farigh hogaya hain







Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: wo cheeze jinse Allah Subhanahu har bande se farigh hogaya hain
---------------
Sayedna Abu Darda RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah Subahnahu ta’ala har bande se paanch cheezon se farigh hogaya hai, is ki Maut, Rizaq, Umar aur Badbakhti ya Khush Bakhti.
----------------
 ۔ (۲۰۰)۔عَنْ أَبِیْ الدَّرْدَائِؓ قَالَ: سَمِعْتُ رَسُوْلَ اللّٰہِ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم یَقُوْلُ: ((فَرَغَ اللّٰہُ اِلٰی کُلِّ عَبْدٍ مِنْ خَمْسٍ، مِنْ أَجَلِہِ وَ رِزْقِہِ وَأَثَرِہِ وَ شَقِیٍّ أَمْ سَعِیْدٍ۔)) (مسند أحمد: ۲۲۰۶۶)
-------------------
سیدنا ابو درداءؓ سے مروی ہے کہ رسول اللہ  صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم  نے فرمایا:  اللہ تعالیٰ ہر بندے سے پانچ چیزوں سے فارغ ہو گیا ہے، اس کی موت، رزق، عمر اور بدبختی یا خوش بختی۔  
------------------
Musnad Ahmed Hadees # 200-Sahih

Aur Allah se bakshish mango, beshak Allah bakashney wala Meharban hai








Bismillahirrahmannirrahim

وَاسْتَغْفِرُوا اللَّهَ ۖ إِنَّ اللَّهَ غَفُورٌ رَّحِيمٌ
---
Aur Allah se bakshish mango, beshak Allah bakashney wala Meharban hai
---
اور اللہ سے بخشش مانگو، بیشک اللہ بخشنے والا مہربان ہے
---
And seek forgiveness of Allah. Indeed, Allah is Forgiving and Merciful.
---
Surah Al Muzzammil: (73:20)

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...