Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Monday 25 April 2022

Ye Azkar padhne se 12 farishte daud padhte hain iss kalme ka sawab likhne..Whoever read this Azkar 12 angles will rush to write the reward...Allahu Akbar kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa-Asila 

 




Bismillahirahmanirrahim

Hadith: Ye Azkar padhne se 12 farishte daud padhte hain iss kalme ka sawab likhne..
--
Hazrat Abdullah bin Umar RadiAllahu Anhu se rivayat hain ke ek aadmi ne Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke peeche namaz padhi aur kaha

اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً
Allahu Akbar kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila

Allah bahut bada hai aur uske liye bahut zyada tarefein hain Allah ki zaat paak hain, mein subah shaam uski paaki bayan karta hu

Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ye kalimat kis ne kahe the ek aadmi ne kaha Eh Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi wasallam meine, Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah ki Qasam! 12 farishte be waqt in kalimat ki taraf lapke the (har ek ki khwahish thi ke wo in kalimat ko Allah Subhanahu ke huzoor pesh kare)
Sunan Nasaii,886-Sahih
-
ابن عمر رضی الله عنه سے روایت ہے کی ایک شخص نے نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کے پیچھے کھڑے ہو کر پڑھا: اللہ أكبر كبيرا والحمد لله كثيرا وسبحان اللہ بكرة وأصيلا‏ اللہ بہت بڑا ہے اور اسی کے لیے بہت زیادہ تعریف ہیں اللہ کی ذات پاک ہے میں صبح و شام اس کی پاکی بیان کرتا ہوں تو نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے پوچھا:  یہ کلمے کس نے کہے ہیں؟  تو اس آدمی نے عرض کیا: اللہ کے نبی! میں نے، تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:  میں نے بارہ فرشتوں کو اس پر جھپٹتے دیکھا
---
Bismillahirahmanirrahim

Hadith: Whoever read this Azkar 12 angles will rush to write the reward...
---
It was narrated from Abdullah bin Umar RadiAllahu Anhu that: A man stood behind the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam  and said: 

اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً

Allahu Akbar kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa-Asila 

Allah is Most Great and much praise be to Allah and glorified be Allah at the beginning and end of the day.

The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: "Who spoke these words?" A man said: "I did, Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam  said Twelve angels rushed (to take them up).
Sunan Nasaii,886-Sahih
https://youtube.com/shorts/XlZYJxNtu3o?feature=share


Jo is dua ko subah sham padhega to Allah Subhanahu Qayamat ke din usko jarur khush farma denge..The one who says below dua in the morning and evening he will have a promise from Allah to make him pleased on the Day of Rescurrection..Radaitu billahi Rabban wa bil-islami dinan wa bi Muhammadin Nabiyyan

 




Bismillahirrahmannirrahim

Jo is dua ko subah sham padhega to Allah Subhanahu Qayamat ke din usko jarur khush farma denge
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Jo bhi Musalman Ya Insaan (ya banda) Subah Sham ye kalimat kahe

رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيًّا
Radaitu billahi Rabban wa bil-islami dinan wa bi Muhammadin Nabiyyan

To Allah Subhanahu Qayamat ke din usko zarur khush farma denge

Main raazi hu Allah ke RABB hone par, aur Muhammad Sallallahu Alaihi wasallam ke NABI hone par
Sunan Ibn Majah, Jild3, 751- Hasan
Sahih Ibn Hibban, 870-Hasan
-----------
نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب کوئی مسلمان یا کوئی آدمی یا کوئی بندہ صبح و شام یہ کہتا ہے 
رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيًّا
میں راضی ہوں اللہ کے رب ہونے، اسلام کے دین ہونے، اور محمد صلی اللہ علیہ وسلم کے نبی ہونے سے تو اللہ تعالیٰ قیامت کے دن اس کو ضرور خوش فرما دینگے 
-----
Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: The one who says below dua in the morning and evening he will have a promise from Allah to make him pleased on the Day of Rescurrection
------
The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said: "Any Muslim or Any person or Any slave (of Allah) who says in the morning and evening
رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيًّا
Radaitu billahi Rabban wa bil-islami dinan wa bi Muhammadin Nabiyyan

I am Happy with Allah as my Lord, Islam as my Religion and Muhammad Sallallahu Alaihi wasallam as my Prophet. 
"He will have a promise from Allah to make him pleased on the Day of Resurrection"
Sunan Ibn Maja, Book 34, 3870- Hasan
Sahih Ibn Hibban, 870
https://youtube.com/shorts/7RW4xUO1_sc?feature=share


Kisi cheez ke nuqsan ya naimat ke chale jane par padhne ki dua..Dua to get exchange for any kind of lost...inna Lillahi Wa inna ilahi rajeuun Allahumma Ajurni fi Musibati Wa Akhlifli Khairam Minha

 




Bismillahirahmanirrahim

Kisi cheez ke nuqsan ya naimat ke chale jane par padhne ki dua
---------
Umm Salma (Hind bint Abu Umayya) Radi Allahu Anha se rivayat hain ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya agar koi musalman jisko koi museebat pahuche aur wo ye kahe jiska Allah subhanahu ne usko hukum farmaya 

إِنَّا لِلَّهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ رَاجِعُونَ اللَّهُمَّ أْجُرْنِي فِي مُصِيبَتِي وَأَخْلِفْ لِي خَيْرًا مِنْهَا
inna Lillahi Wa inna ilahi rajeuun Allahumma Ajurni fi Musibati Wa Akhlifli Khairam Minha

Beshak hum Allah ke hain aur Usee ki taraf laut kar jane wale hain Eh Allah mujhe meri museebat par ajar de aur mujhe is se behtar naimat ata farma to Allah subhanahu usko (ziyada naimat se) behtar naimat ata farma dega 

Umm Salma Radi Allahu Anha farmati hain ki jab (unke shohar) Abu Salma Radi Allahu Anhu ki wafat ho gayi to maine (dil mein) socha ki kaunsa musalman Abu Salma Radi Allahu Anhu se behtar ho sakta hain wo pehla gharana hain jisne Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki taraf hijrat ki phir maine ye dua padhi to Allah Subhanahu ne mujhe Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki surat mein us naimat ka badal ata farmaya aur Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne Hatib bin Abu batla Radi Allahu Anhu ko mere paas unke nikah ka paigam dekar bheja 
Sahih Muslim, Jild 2, 2126 
---------
حضرت ام سلمہ رضی اللہ تعالیٰ عنہا سے روایت کی،انھوں نے کہا:میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو فرماتے ہوئے سنا: کوئی مسلمان جسے مصیبت پہنچے اور وہ ( وہی کچھ ) کہے جس کا اللہ نے اسے حکم دیا ہے:

إِنَّا لِلَّهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ رَاجِعُونَ اللَّهُمَّ أْجُرْنِي فِي مُصِيبَتِي وَأَخْلِفْ لِي خَيْرًا مِنْهَا
بےشک ہم اللہ کے ہیں اور اسی کی طرف لوٹنے والے ہیں،اے اللہ!مجھے میری مصیبت پر اجر دے اور مجھے (اس کا) اس سے بہتر بدل عطا فرما
تو اللہ تعالیٰ اسے اس (ضائع شدہ چیز) کا بہتر بدل عطا فرمادیتا ہے۔

(ام سلمہ رضی اللہ تعالیٰ عنہا نے) کہا:جب (میرے خاوند) ابو سلمہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ فوت ہوگئے تو میں نے (دل میں) کہا:کون سا مسلمان ابو سلمہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے بہتر (ہوسکتا) ہے!وہ پہلا گھرانہ ہے جس نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی طرف ہجرت کی۔پھر میں نے وہ ( کلمات ) کہےتو اللہ تعالیٰ نے مجھے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی صورت میں اس کا بدل عطا فرما دیا ،کہا:رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے اپنے لئے نکاح کا پیغام دیتے ہوئے حاطب بن ابی بلتعہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ کو میرے پا س بھیجا
------
Bismillahirahmanirrahim

Dua to get exchange for any kind of lost
--------

Umm Salama Radi Allahu Anhu reported Allah's Messenger Sallallahu Allaihi wasallam as saying:If any Muslim who suffers some calamity says, what Allah has commanded him

إِنَّا لِلَّهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ رَاجِعُونَ اللَّهُمَّ أْجُرْنِي فِي مُصِيبَتِي وَأَخْلِفْ لِي خَيْرًا مِنْهَا
We belong to Allah and to Him shall we return O Allah, reward me for my affliction and give me something better than it in exchange for it

Allah will give him something better than it in exchange. When Abu Salama died she said: What Muslim is better than Abu Salama whose family was the first to emigrate to the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam I then said the words, and Allah gave me God's Messenger Sallallahu Alaihi wasallam in exchange.

The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam sent Hatib b. Abu Balta'a to deliver me the message of marriage with him.
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1999
https://youtube.com/shorts/7eewzTJLbGo?feature=share


Shab-e-Qadr ki dua..Allahumma innaka afuwwun tuhibbul-Aafu, faafu anni











Bismillahirrahmanirrahim

Shab-e-Qadr ki dua

اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي
------
Aisha Radi Allahu Anha ne farmaya Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam agar 
Mujhe shab-e-Qadr mil jaye to kya dua karu to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya kaho
اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي
Allahumma innaka afuwwun tuhibbul-Aafu, faafu anni

Ya Allah tu maaf karne wala hai aur maaf karne ko pasand karta hai isliye mujhe maaf farma
Sunan ibn Majah, Jild 3, 731-Sahih
----------
عائشہ رضی اللہ عنہ نے فرمایا یا رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم اگر مجھے شب قدر مل جائے تو کیا دعا کروں تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہو
اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي
یا اللہ تو معاف کرنے والا ہے اور معاف کرنے کو پسند کرتا ہے اس لئے مجھے معاف فرما 
------
It was narrated from 'Aisha Radi Allahu Anha that she said O Messenger of Allah, what do you think I should say in my supplication, if I come upon Laylatul-Qadr?" He Sallallahu Alaihi Wasallam said: "Say: 
اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي
Allahumma innaka afuwwun tuhibbul-Aafu, faafu anni
O Allah, You are Forgiving and love forgiveness, so forgive me.
Sunan ibn Majah, Book 34, Hadith 24-Sahih


 

Surah Al-Ikhlas 10 baar padhne wale ke liye Allah Subhanahu Jannat mein ek Mahal tameer kar denge




Bismillahirrahmanirrahim

Hadith : Surah Al-Ikhlas 10 baar padhne wale ke liye Allah Subhanahu Jannat mein ek Mahal tameer kar denge
-----------
Muaaz bin Anas Radi Allahu Anhu se riwayat hain ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaye jis shakhs ne Qul huwallahu Ahad (Surah Al-Ikhlas) 10 baar mukammal padhi to Allah Subhanahu uske liye Jannat mein ek Mahal tameer kar dega, Umar Radi Allahu Anhu ne kaha Eh Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam tab to hum bahut se mahal hasil kar lenge, to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu ziyada ataa karne wala aur paak hain
Al-Silsila-tus-Sahiha - 2979-Sahih
-------
بسم الله الرحمن الرحيم

قُلْ هُوَ اللَّهُ أَحَدٌ اللَّهُ الصَّمَدُ لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ وَلَمْ يَكُن لَّهُ كُفُوًا أَحَدٌ
----
Kah do Wo ALLAH Ek hai, ALLAH beniyaz hain, Na uski koi Aulad hain aur na wo kisi ki Aulad hain, Aur uske barabar ka koi nahi hain
-----
Surah Al-Ikhlas 112
------
معاذ بن انس جہنی‌رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا: جس شخص نے  سورۃ الاخلاص قُلۡ ہُوَ  اللّٰہُ  اَحَدٌ  ۚ﴿۱٠﴾ دس مرتبہ مکمل پڑھی، تو اللہ تعالیٰ اس کے لئے جنت میں ایک محل تعمیر کر دے گا۔ عمر‌رضی اللہ عنہ  نے کہا: اے اللہ کے رسول  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌تب تو ہم بہت سے محل حاصل کرلیں گے۔ آپ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا: اللہ تعالیٰ زیادہ عطا کرنے والا اور پاک ہے
---------
Narrated by Muadh bin Anas Radi Allahu Anhu that Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said Whoever recites Qul huwallahu ahad (Surah Al-Ikhlas) 10 times, Allah will build for him a palace in the Paradise. Umar Radi Allahu Anhu said in this way we may get many palaces. Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said Allah is the most giver and better.
Al-Silsila-tus-Sahiha - 2979-Sahih
----
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيْمِ

قُلْ هُوَ اللَّهُ أَحَدٌ اللَّهُ الصَّمَدُ لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ وَلَمْ يَكُن لَّهُ كُفُوًا أَحَدٌ

Say He is ALLAH , the One and Only ALLAH , the Eternal, He begets not, nor was He begotten.And there is none like unto Him.
Surah Al-Ikhlas, 112


 

Lailatul Qadar Ramadan ke Aakhri Ashrah ki Taaq Raton mein Talash karen




Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Lailatul Qadar Ramadan ke Aakhri Ashrah ki Taaq Raton mein Talash karen
---
Hazrat Aisha Radi-Allahu-Anha se Riwayat Hai ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Shab e Qadar ko Ramadan ke Aakhri Ashrah ki Taaq (21,23,25,27,29) raton mein talash karo
----
عائشہ رضی اللہ عنہا نے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ، شب قدر کورمضان کے آخری عشرہ کی طاق راتوں میں ڈھونڈو ۔
----
Narrated `Aisha: Allah's Messenger Salllallahu Alaihi wasallam said, "Search for the Night of Qadr in the odd nights of the last ten days of Ramadan."
Sahih al-Bukhari 2017
------
Hazrat Ibn Umar Radi-Allahu-Anhu se riwayat hai ke Ek Aadmi ne Lailatul Qadar ko Ramadan ki Sattaiswin Raat ko Dekha to Nabi Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ke main dekhta hun ke tumhara khwaab Ramadan ke Aakhri Ashrah mein waqe huwa hai to tum Lailatul Qadar ko Ramadan ke Aakhri Ashrah ki Taaq(21,23,25,27,29) Raaton main Talash Karo.
----
سلیم نے اپنے والد سے روایت کی ہے کہ ایک شخص نے 27 رمضان کو لیلۃ القدر کو دیکھا۔ تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:
میں دیکھ رہا ہوں کہ آپ کے خواب رمضان کے آخری عشرہ میں متفق ہیں۔ پس اسے طاق عدد (ان دس راتوں میں) پر تلاش کرو
----
Salim reported on the authority of his father that a person saw Lailat-ul- Qadr on the 27th (of Ramadan). Thereupon Allah's Apostle (ﷺ) said: I see that your dreams agree regarding the last ten (nights of Ramadan). So seek it on an odd number (of these ten nights).
----
Sahih Muslim Hadees # 1165 c


 

Lailatul Qadar (Shab e Qadar) ki fazilate



Bismillahirrahmanirrahim

Lailatul Qadar (Shab e Qadar) ki fazilate
---
Al Quran : Beshak humne is (Quran) ko Shab-e-Qadr mein nazil kiya hai, Aur Aapko kya Malum ki Shab-e-Qadr Kya hai, Shab-e-Qadr Hazar mahino se behtar hai ismein farishte aur rooh nazeel hote hain, Apne Rab ke hukm se har kaam per,  wo subah Roshan hone tak salamati ki raat hai
----
إِنَّا أَنزَلْنَاهُ فِي لَيْلَةِ الْقَدْرِ وَمَا أَدْرَاكَ مَا لَيْلَةُ الْقَدْرِ لَيْلَةُ الْقَدْرِ خَيْرٌ مِّنْ أَلْفِ شَهْرٍ ‎تَنَزَّلُ الْمَلَائِكَةُ وَالرُّوحُ فِيهَا بِإِذْنِ رَبِّهِم مِّن كُلِّ أَمْرٍ سَلَامٌ هِيَ حَتَّىٰ مَطْلَعِ الْفَجْرِ
----
بے شک ہم نے اس (قرآن) کو شب قدر میں اتارا ہے اور آپ کو کیا معلوم کہ شب قدر کیا ہے شب قدر ہزار مہینوں سے بہتر ہے اس میں فرشتے اور روح نازل ہوتے ہیں اپنے رب کے حکم سے ہر کام پر وہ صبح روشن ہونے تک سلامتی کی رات ہے
---
1000 Mahine = 83 Saal aur 4 Maah (Mahine)

Hamari normal Zindagi 60 se 70 Saal ki hain Yaani Is Raat Mein kiye gaye Ibaadat ka Sawaab, 83 Saal aur 4 Maah mein kiye gaye Ibaadat ke barabar hain.
Alhumdulillah.
-----
Al Quran : We have indeed revealed this (Quraan) in the Night of Power,  And what will explain to thee what the night of power is? ,  The Night of Power is better than a thousand months,   Therein come down the angels and the Spirit , by Allah’s permission, on every errand, Peace!...This until the rise of morn!
----
Surah Al-Qadr (97)


 

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...