Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Monday, 25 April 2022

Lailatul Qadar (Shab e Qadar) ki fazilate



Bismillahirrahmanirrahim

Lailatul Qadar (Shab e Qadar) ki fazilate
---
Al Quran : Beshak humne is (Quran) ko Shab-e-Qadr mein nazil kiya hai, Aur Aapko kya Malum ki Shab-e-Qadr Kya hai, Shab-e-Qadr Hazar mahino se behtar hai ismein farishte aur rooh nazeel hote hain, Apne Rab ke hukm se har kaam per,  wo subah Roshan hone tak salamati ki raat hai
----
إِنَّا أَنزَلْنَاهُ فِي لَيْلَةِ الْقَدْرِ وَمَا أَدْرَاكَ مَا لَيْلَةُ الْقَدْرِ لَيْلَةُ الْقَدْرِ خَيْرٌ مِّنْ أَلْفِ شَهْرٍ ‎تَنَزَّلُ الْمَلَائِكَةُ وَالرُّوحُ فِيهَا بِإِذْنِ رَبِّهِم مِّن كُلِّ أَمْرٍ سَلَامٌ هِيَ حَتَّىٰ مَطْلَعِ الْفَجْرِ
----
بے شک ہم نے اس (قرآن) کو شب قدر میں اتارا ہے اور آپ کو کیا معلوم کہ شب قدر کیا ہے شب قدر ہزار مہینوں سے بہتر ہے اس میں فرشتے اور روح نازل ہوتے ہیں اپنے رب کے حکم سے ہر کام پر وہ صبح روشن ہونے تک سلامتی کی رات ہے
---
1000 Mahine = 83 Saal aur 4 Maah (Mahine)

Hamari normal Zindagi 60 se 70 Saal ki hain Yaani Is Raat Mein kiye gaye Ibaadat ka Sawaab, 83 Saal aur 4 Maah mein kiye gaye Ibaadat ke barabar hain.
Alhumdulillah.
-----
Al Quran : We have indeed revealed this (Quraan) in the Night of Power,  And what will explain to thee what the night of power is? ,  The Night of Power is better than a thousand months,   Therein come down the angels and the Spirit , by Allah’s permission, on every errand, Peace!...This until the rise of morn!
----
Surah Al-Qadr (97)


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...