Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Monday 25 April 2022

Lailatul Qadar Ramadan ke Aakhri Ashrah ki Taaq Raton mein Talash karen




Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Lailatul Qadar Ramadan ke Aakhri Ashrah ki Taaq Raton mein Talash karen
---
Hazrat Aisha Radi-Allahu-Anha se Riwayat Hai ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Shab e Qadar ko Ramadan ke Aakhri Ashrah ki Taaq (21,23,25,27,29) raton mein talash karo
----
عائشہ رضی اللہ عنہا نے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ، شب قدر کورمضان کے آخری عشرہ کی طاق راتوں میں ڈھونڈو ۔
----
Narrated `Aisha: Allah's Messenger Salllallahu Alaihi wasallam said, "Search for the Night of Qadr in the odd nights of the last ten days of Ramadan."
Sahih al-Bukhari 2017
------
Hazrat Ibn Umar Radi-Allahu-Anhu se riwayat hai ke Ek Aadmi ne Lailatul Qadar ko Ramadan ki Sattaiswin Raat ko Dekha to Nabi Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ke main dekhta hun ke tumhara khwaab Ramadan ke Aakhri Ashrah mein waqe huwa hai to tum Lailatul Qadar ko Ramadan ke Aakhri Ashrah ki Taaq(21,23,25,27,29) Raaton main Talash Karo.
----
سلیم نے اپنے والد سے روایت کی ہے کہ ایک شخص نے 27 رمضان کو لیلۃ القدر کو دیکھا۔ تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:
میں دیکھ رہا ہوں کہ آپ کے خواب رمضان کے آخری عشرہ میں متفق ہیں۔ پس اسے طاق عدد (ان دس راتوں میں) پر تلاش کرو
----
Salim reported on the authority of his father that a person saw Lailat-ul- Qadr on the 27th (of Ramadan). Thereupon Allah's Apostle (ﷺ) said: I see that your dreams agree regarding the last ten (nights of Ramadan). So seek it on an odd number (of these ten nights).
----
Sahih Muslim Hadees # 1165 c


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...