Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday, 10 November 2020

Teen qisam ke Zulm hain jis mein se ek ko Allah Subhanahu nahi chorhega



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Teen qisam ke Zulm hain jis mein se ek ko Allah Subhanahu nahi chorhega
----
Anas Radi Allahu Anhu se riwayat hain ke zulm teen qisam ke hain Ek zulm ko Allah Subahanhu taala nahi chorhega ga, aur Ek zulm ko bakhash dega aur teesra zulm bakhsha nahi jayega wo zulm jo bakhsha nahi jaye ga woh Shirk hai, jisse Allah Subahanhu taala maaf nahi karega. aur wo zulm jisse Allah Subahanhu taala bakhash dega to wo ye zulm hain jo bande aur is ke RABB ke darmiyan hain, aur wo zulm jisse chorra nahi jayega wo bandon ke zulm hain, Allah Subahanhu taala Ek dusre ko badla lekar dega.
---------------
انس  رضی اللہ عنہ سے مرفوعا مروی ہے كہ ظلم تین قسم كے ہیں: ایك ظلم كو اللہ تعالیٰ نہیں چھوڑے گا، اور ایك ظلم كو بخش دے گا اور تیسرا ظلم بخشا نہیں جائے گا۔ وہ ظلم جو بخشا نہیں جائے گا وہ شرك ہے، جسے اللہ تعالیٰ معاف نہیں كرے گا ۔اور وہ ظلم جسے اللہ تعالیٰ بخش دے گا تو وہ یہ ظلم ہے جو بندے اور اس كے رب كے درمیان ہے، اور وہ ظلم جسے چھوڑا نہیں جائے گا وہ بندوں كے ظلم ہیں ، اللہ تعالیٰ ایك دوسرے كو بدلہ لے كر دے گا
----------------
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 1056-Sahih


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...