Bismillahirrahmannirrahim
Hadith: Surah Al Kafiroon aur Surah Al Ikhlas Fajar aur Magrib ki sunnat namazo mein padhna Nabi Sallallahu Alaihi wasallam ki sunnat hain
--------------
Abdullah Bin Umar RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam Fajar ki do rakate aur Maghrib ke baad do rakato mein Surah Al Kafiroon aur Surah Al Ikhlas padha karte thy
-----------
عبداللہ بن عمر رضی اللہ عنہما سے مروی ہے كہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم فجر كی دو ركعتوں (اور مغرب كے بعد دو ركعتوں میں الکفرون ، الاخلاص پڑھا كرتے تھ
-------------
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 702-Sahih
No comments:
Post a Comment