Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday 10 November 2020

Burayi karne ke baat Naikiya karne wali ki misal.



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Burayi karne ke baat Naikiya karne wali ki misal.
-----
Syedna Aqib bin Aamir RadiAllahu Anhu bayan karte hain ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jo aadmi buraiyan karne ke baad nekiya karta hain, iski misaal is aadmi ki si hain, jis ne gale ko daba dene wali tang zarah pehan rakhi ho, phir jab wo neki karta hain toh is ka ek kada khul jata hain, phir jab woh koi aur neki karta hain toh dusra kada khul jata hain, ye silsila jari rehta hain, yahan taq ke wo zarah zameen par gir jati hain
-----
 ۔ سیدنا عقبہ بن عامر ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ بیان کرتے ہیں کہ رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم نے فرمایا: جو آدمی برائیاں کرنے کے بعد نیکیاں کرتا ہے، اس کی مثال اس آدمی کی سی ہے، جس نے گلے کو دبا دینے والی تنگ زرہ پہن رکھی ہو، پھر جب وہ نیکی کرتا ہے تو اس کا ایک کڑا کھل جاتا ہے، پھر جب وہ کوئی اور نیکی کرتا ہے تو دوسرا کڑا کھل جاتا ہے، یہ سلسلہ جاری رہتا ہے، یہاں تک کہ وہ زرہ زمین پر گر جاتی ہے۔ 
-----
Musnad Ahmed#8950-Sahih


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...