Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday, 11 November 2020

Aise amal jinke karne walo ke gunah Allah Subhanahu mita dete hain aur uski nakiyon mein izafa farma dete hain




Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Aise amal jinke karne walo ke gunah Allah Subhanahu mita dete hain aur uski nakiyon mein izafa farma dete hain
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya kya mein tumhe aisi cheez nahi batao jis se Allah Subhanahu ta’ala gunaaho ko mita deta aur nakiyon mein izafa karta hai? Sahaba karam Radi Allahu Anhu ne kaha Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi wasallam zaroor bataiye! Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasalalm ne farmaya na pasandeedgi ke bawajood mukammal wuzu karna aur masjidoon ki janib dur se chal kar jana aur ek namaz ke baad doosri namaz ka intezaar karna
---------
It was narrated from Abu Sa'eed Khudri that he heard : The Messenger of Allah say:  Shall I not tell you of something by means of which Allah expiates for sins and increases good deeds?  They said:  Yes, O Messenger of Allah.  He said:  Perform ablution properly despite difficulties, increasing the number of steps one takes towards the mosque and waiting for the next prayer after prayer.' 
----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:  کیا میں تمہیں ایسی چیز نہ بتاؤں جس سے اللہ تعالیٰ گناہوں کو مٹا دیتا اور نیکیوں میں اضافہ کرتا ہے؟ ، صحابہ کرام رضی اللہ عنہم نے کہا: اللہ کے رسول! ضرور بتائیے! آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:  ناپسندیدگی کے باوجود مکمل وضو کرنا ۱؎، اور مسجدوں کی جانب دور سے چل کر جانا ۲؎، اور ایک نماز کے بعد دوسری نماز کا انتظار کرنا ۔ 
------
Sunnan e Ibn e Maja Hadees # 427-Sahih


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...