❗Only-Quran-Hadith -Quiz❗
Jawab ek se ziyada hai
Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne Allah Subhanahu se kaunsi neimaton ka sawal karne ko kaha
A: Hidayat
B: Sabr
C: Emaan
D: Jannat
E: Ilm
F: Sehat
G: Afiyat
H: Sahi Jawab ka intezaar
************
Sahi Jawab - CG✅
Allah Subhanahu se Emaan aur Afiyat ki dua kiya karo kuyki...
Reference📚:
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya : Logo! logon ko duniya mein Emaan kaamil aur Aafiyat se behtar koi cheez ataa nahi ki gayi, lehaza tum Allah Subhanahu taala se un dono cheezon ka sawal kiya karo
-----
It is narrated on the authority of Hasan (may Allah be pleased with him) that Abu Bakr (may Allah be pleased with him) addressed the people and said: The Messenger of Allah (may peace be upon him) said: O people! People have not been given anything in this world better than perfect faith and well-being, so ask Allah for these two things.
-----
سیدنا حسن رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ سیدنا ابو بکر رضی اللہ عنہ نے لوگوں سے خطاب کیا اور کہا: رسول للہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا: لوگو! لوگوں کو دنیا میں ایمانِ کامل اور عافیت سے بہتر کوئی چیز عطا نہیںکی گئی، لہذا تم اللہ تعالیٰ سے ان دونوں چیزوں کا سوال کیا کرو
-----
Musnad Ahmed#5664-Sahih
No comments:
Post a Comment