Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 11 November 2020

Alhamdulillahi Kathira kahne ka sawab



Bismillahirrahmanirrahim

Alhamdulillahi Kathira kahne ka sawab
-----------
Salman Radi Allahu anhu se rivayat hain ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Ek shakhs ne kaha 

  اَلْحَمْد لِلهِ كَثِيرًا 

Alhamdulillahi Kathira

(Allah ke liye bahut zyada tarifein hain)

toh farishte ko ye likhna bhari mehsus huwa toh usne us baare mein apne RABB se ruju kiya toh usse kaha gaya usse issi tarah likho jis tarah mere bande ne kaha bahut zyada
Al Silsila As Sahiha, 2868-Sahih
-------
سلمان ؓسے مروی ہے کہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا: ایک آدمی نے کہا: 
الحمدللہ کثیرا 
( اللہ کے لئے بہت زیادہ تعریفات ہوں ) فرشتے کو لکھنا بھاری محسوس ہوا تو اس نے اس بارے میں اپنے رب عزوجل سے رجوع کیا۔ تو اس سے کہا گیا: اسے اسی طرح لکھو جس طرح میرے بندے نے کہا: بہت زیادہ
-----
Narrated by Abu Hurairah Radi Allahu Anhu the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said once a man said

اَلْحَمْد لِلهِ كَثِيرًا
Alhamdulillahi Kathira
(All Praise is due to Allah , Abundant),
Angel felt heavy to write (its hasnat) so he went back to Allah regarding this matter , Allah said write (hasnat)for him as my slave said kathira (Abundant)
Al Silsila As Sahiha, 2868-Sahih


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...