Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday, 11 November 2020

Allah Subhanahu se ziyada duaen maanga karo kuyke Allah bahut ziyada dene wala hain



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Allah Subhanahu se ziyada duaen maanga karo kuyke Allah  bahut ziyada dene wala hain
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya : ”Zameen par koi bhi musalman aisa nahi hai jo gunah aur qata rehmi ki dua ko chore kar koi bhi dua karta ho aur Allah usay woh cheez nah deta ho, ya is ke badlay is ke barabar ki is ki koi buraiee ( koi museebat ) durr nah kar deta ho is par Ek shakhs ne kaha tab to hum khoob ( bohat ) duayen manga karenge, Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya : ”ALLAH is se bhi ziyada dene wala hai
----
Messenger of Allah (ﷺ) said: “There is not a Muslim upon the earth who calls upon Allah with any supplication, except that Allah grants it to him, or he turns away from him the like of it in evil; as long as he does not supplicate for something sinful, or the severing of the ties of kinship.” So a man from the people said: “What if we should increase (in it)” He (ﷺ) said: “(With) Allah is more.” 
-----
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”زمین پر کوئی بھی مسلمان ایسا نہیں ہے جو گناہ اور قطع رحمی کی دعا کو چھوڑ کر کوئی بھی دعا کرتا ہو اور اللہ اسے وہ چیز نہ دیتا ہو، یا اس کے بدلے اس کے برابر کی اس کی کوئی برائی  ( کوئی مصیبت )  دور نہ کر دیتا ہو“، اس پر ایک شخص نے کہا: تب تو ہم خوب  ( بہت )  دعائیں مانگا کریں گے، آپ نے فرمایا: ”اللہ اس سے بھی زیادہ دینے والا ہے“ 
-----
Jam e Tirmazi#3573-Sahih





 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...