Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 7 June 2023

Aur Allah Subhanahu har is cheez se jo tum karte ho khabardaar hain..






Bismiliahirrahmannirrahim

وَأَنَّ اللَّهَ بِمَا تَعْمَلُونَ خَبِيرٌ
----
Aur Allah Subhanahu har is cheez se jo tum karte ho khabardaar hain
----
اور اللہ سبحانه ہر اس چیز سے جو تم کرتے ہو خبردار ہے
----
And that Allah is well aware of what you do?
----
Surah Al Luqman: (31:29)
https://www.instagram.com/dailyazkas?r=nametag
https://pin.it/1x8lI7l
https://www.youtube.com/DailyAzkars


 

Bechain aur gum zada shaqs ke liye behtareen dua..Allahumma Rahmataka Arju Fala Takilni ila nafsi tarfata Aynin wa aslih li sha'ni kullahu, La ilaha ila anta











Bismillahirrahmannirahim

Hadith: Bechain aur gum zada shaqs ke liye behtareen dua
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya bechain aur gum zada aadmi ki dua ye hain 

اللَّهُمَّ رَحْمَتَكَ أَرْجُو فَلاَ تَكِلْنِي إِلَى نَفْسِي طَرْفَةَ عَيْنٍ وَأَصْلِحْ لِي شَأْنِي كُلَّهُ لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ

Allahumma Rahmataka Arju Fala Takilni ila nafsi tarfata Aynin wa aslih li sha'ni kullahu, La ilaha ila anta

Eh Allah mein teri Rehmat ka ummeedwar hu so ek lamhe ke liye bhi mujhe mere nafs ke hawale na kar aur mere sab kaam bana de tere siwa koi bhi ibadat ke layaq nahi
----
سیدنا ابو بکرہ  ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ  سے مروی ہے کہ نبی کریم ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا:  بے چین اور غم زدہ آدمی کی دعا یہ ہے: اَللّٰہُمَّ رَحْمَتَکَ أَرْجُو، فَلَا تَکِلْنِی إِلٰی نَفْسِی طَرْفَۃَ عَیْنٍ، أَصْلِحْ لِی شَأْنِی کُلَّہُ لَا اِلٰہَ إِلَّا أَنْتَ، (اے اللہ میں تیری رحمت کا امیدوار ہوں سو ایک لمحے کے لیے بھی مجھے میرے نفس کے حوالے نہ کر اور میرے سب کام بنا دے تیرے سوا کوئی بھی عبادت کے لائق نہیں)۔ 
----
The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said: The supplications to be used by the person who is in distressed (or in problems) are: 

اللَّهُمَّ رَحْمَتَكَ أَرْجُو فَلاَ تَكِلْنِي إِلَى نَفْسِي طَرْفَةَ عَيْنٍ وَأَصْلِحْ لِي شَأْنِي كُلَّهُ لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ

Allahumma Rahmataka Arju Fala Takilni ila nafsi tarfata Aynin wa aslih li sha'ni kullahu, La ilaha illa anta

Oh Allah! In your mercy I return, so do not leave me in charge of my nafs (myself) even for a blink of an eye and rectify for me all of my affairs. There is no God but You.
Musnad Ahmed#5574- Sahih
https://youtube.com/shorts/e1YIWOSM-4c?feature=share4

*******************

Bismillahirrahmanirrahim


Hadith: Dua to be recited in distressed or problems

-----

The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said: The supplications to be used by the person who is in distressed (or in problems) are: 


اللَّهُمَّ رَحْمَتَكَ أَرْجُو فَلاَ تَكِلْنِي إِلَى نَفْسِي طَرْفَةَ عَيْنٍ وَأَصْلِحْ لِي شَأْنِي كُلَّهُ لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ


Allahumma Rahmataka Arju Fala Takilni ila nafsi tarfata Aynin wa aslih li sha'ni kullahu, La ilaha illa anta


Oh Allah! In your mercy I return, so do not leave me in charge of my nafs (myself) even for a blink of an eye and rectify for me all of my affairs. There is no God but You.

----

Musnad Ahmed#5574-Sahih

https://youtube.com/shorts/5-MbDfzi1pA?feature=share4

 

Jab Allah Subhanhu bande ke saat bhalayee ka irada karta hain to usay duniya mein he jaldi saza deta hain ----


Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Jab Allah Subhanhu bande ke saat bhalayee ka irada karta hain to usay duniya mein he jaldi saza deta hain
----
Anas RadiAllahu Anhu se riwayat hain ke Jab Allah Subhanahu kisi bande se bhalayee ka iradah karta hai to duniya mein usay jaldi saza de deta hain aur jab Allah Subhanahu kisi bande se buraiee ka iradah karta hai to is ke gunah is par rok kar rakhta hai hatta ke Qayamat ke din usay puri saza dega
---
انس  رضی اللہ عنہ سے مرفوعا مروی ہے : جب اللہ تعالیٰ كسی بندے سے بھلائی كا ارادہ كرتا ہے تو دنیا میں اسے جلدی سزا دے دیتا ہے۔ اورجب اللہ تعالیٰ كسی بندے سے برائی كا ارادہ كرتا ہے تو اس كے گناہ اس پر روك كر ركھتا ہے حتی كہ قیامت كے دن اسے پوری سزا دےگا۔
----
Anas RadiAllahu Anhu narrates that when Allah Subhanahu intends good for a servant, He punishes him quickly in this world. And when Allah Subhanahu intends evil for a servant, He keeps his sins on him until He punishes him fully on the Day of Resurrection.
----
Al-Silsila-Tus-Sahiha#1321
https://www.instagram.com/dailyazkas?r=nametag
https://pin.it/1x8lI7l
https://www.youtube.com/DailyAzkars

 

Aise azkar jiska jawab Allah subhanahu khud dete hain



Bismillahirrahmanirrahim

Hadith : Aise azkar jiska jawab Allah subhanahu khud dete hain
-----
Hazrat Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ek Aarabi (Bedouin) Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke paas aaya aur kahne laga Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam mujhe khair (wale kalimat) seekha djiye 
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne uska hath pakad kar farmaya kaho 
سُبْحَان اﷲ، وَالْحَمْدُ لِلّٰہِ، وَلَا إِلٰہَ إِلاَّ اللّٰہُ، وَاللّٰہُ أَکْبَرُ 
SubhanAllah Walhamdulilah Wa Lailaha illAllahu Wallahu Akbar
us aarabi ne in kalimat ko  apni ungliyoh par geena aur sochta hua chala gaya phir wapas palta to Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam muskurane lage aur us se farmaya 
tum kyu ek naummeed Shaks ki tarha fikr Kar rahe ho, Wo Aap Sallallahu Alahai Wasallam ke Qareeb Aaya aur kahne laga Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam
SubhanAllah Walhamdulilah Wa Lailaha illAllahu Wallahu Akbar, Ye to Allah Subhanahu ke liye hai (yani uski tairf ke liye hain) mere liye kya hai  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne 
farmaye Eh Aarabi 
jab tum SubhanAllah kahoge to Allah Subhanahu farmayega tumne Sach Kaha,
jab tum Alhamdulillah kahoge to Allah Subhanahu farmayega tumne Sach Kaha, 
jab tum La ilaha illAllah kahoge to Allah Subhanahu farmayega tumne Sach Kaha,
jab tum Allahu Akbar kahoge to Allah Subhanahu farmayega tumne Sach Kaha,
jab tum Allahummagfirli (yani Eh Allah mujhe bakhsh de)  kahoge to Allah Subhanahu farmayega maine ye kar diya (yani tumhe baksh diya )
jab tum Allahummarhamni (yani Eh Allah mujh par raham farma) kahoge to Allah Subhanahu farmayega maine ye kar diya (yani tum par raham kar diya)
aur jab tum Allahummarzuqni (yani Eh Allah mujhe rizq ata farma) kahoge to Allah Subhanahu farmayega maine ye kar diya ( yani tumhe rizq ata kiya)
Aarabi ne Apne haath par Saat (7) ki geenti geeni phir wapas palat kar chala gaya 
Al-Silsila-tus-Sahiha - 2872
-------
انس رضی اﷲ عنہ سے روایت ہیں کہ ایک اعرابی رسول الله ﷺ کے پاس آیا او رکہنے لگا: یا رسول الله ﷺ  مجھے خیر  (والے کلمات) سکھائیے۔رسول الله ﷺ نے اس کا ہاتھ پکڑ کر فرمایا 
کہوسبحان اﷲ، والحمدللہ، ولا الہ الّا اﷲ، واﷲ اکبر۔ بدو نے اپنے انگلیوں پر گنا، اور سوچتا ہوا چلا گیا۔ پھر واپس پلٹا، تو رسول الله ﷺ نے نے فرمایا:  تم کیوں ناامید شخص کی طرح فکر کر رہے  ہو  ۔ وہ آپ کے قریب آیا اور کہنے لگا: یا رسول الله ﷺ  سبحان اﷲ، والحمدللہ، ولا الہ الا اﷲ، واﷲ اکبر یہ  تو اﷲ کے لیے ہیں (یعنی اس کی تعارف کے لئے ہے ) میرے لیے کیا ہے؟ 

رسول الله ﷺ نے اس سے فرمایا: اے اعرابی  ! جب تم سبحان اﷲ کہو گے تو اﷲ تعالیٰ فرمائے گا تم نے سچ کہا، جب تم الحمدللّٰہ کہو گے تو اﷲ تعالیٰ فرمائے گا تم نے سچ کہا، جب تم لا الہ الا اﷲ کہو گے تو اﷲ تعالیٰ فرمائے گا: تم نے سچ کہا، جب تم اﷲ اکبر کہو گے تو اﷲ تعالیٰ فرمائے گا تم نے سچا کہا، جب تم کہو گے: اللھُمّ اغْفِرْ لِي ( اے اﷲ مجھے بخش دے) تو اﷲ تعالیٰ فرمائے گا میں نے یہ کر دیا (یعنی میں نے بخش دیا) جب تم کہو گے: اللھُمّ ارْحَمْنِي (اے اﷲ مجھ پر رحم فرما) تو اﷲ تعالیٰ فرمائے گا: میں نے یہ کر دیا (یعنی میں نے  رحم کردیا،) اور جب تم کہو گے اے اﷲ مجھے رزق عطا فرما، تو اﷲ تعالیٰ فرمائے گا  میں نے یہ کر دیا (یعنی میں نے رزق دے دیا،) اعرابی نے اپنے ہاتھ پر سات کی گنتی گنی پھر واپس پلٹ 
گیا۔
----
Anas Radi Allahu Anhu narrated that once a Bedouin (desert arab) came to the Rasool-Allah Sallallahu Allahi wasallam and said teach mein some benificial (words) , Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam held his hand and said say 

SubhanAllah Walhamdulilah Wa Lailaha illAllahu Wallahu Akbar,

 Bedouin counted these words on his fingers and get away after a while he returned , Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam smiled and said what r u thinking like a hopeless person ? he said these words are for the praise of Allah subhanahu , what about me? Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said Oh Bedouin when you say SubhanAllah, Allah subhanahu will say you have said truth,when you say Alhamdulilah, Allah subhanahu  will say you have said truth,when you say La ilaha illAllah, Allah subhanahu  will say you have said truth,when you say Allahu Akbar, Allah subhanahu  will say you have said truth,when you say AllahummAgfirli (Oh Allah forgive me ),  Allah subhanahu  will say I have done so (means I have forgiven you) when you say AllahummArhamni (Oh Allah have mercy on me), Allah subhanahu  will say  I have done so (means I have mercy on you)when you say AllahummArzuqni  (Oh Allah grant me sustenance) Allah subhanahu  will say  I have done so (means I have granted you sustenance)
Bedouin counted All these seven words on his fingers and get away.
----
Al-Silsila-tus-Sahiha#2872
https://www.instagram.com/dailyazkas?r=nametag
https://pin.it/1x8lI7l
https://www.youtube.com/DailyAzkars


 

Ye kalimaat tumare liye duniya aur akhirat dono jama kar denge...Allahummaghfir li warhamni wa afini warzuqni




Bismillahirahmanirrahim

Hadith: Ye kalimaat tumare liye duniya aur akhirat dono jama kar denge
----
اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي وَارْحَمْنِي وَعَافِنِي وَارْزُقْنِي

Allahummaghfir li warhamni wa afini warzuqni
----
Eh Allah mujhe baksh de , mujhe par raham farma , mujhe afiyat de aur mujhe rizq ata farma
-----
O Allah, grant me pardon, have mercy upon me, protect me, provide me sustenance.
----
Sahih Muslim#6516
https://www.instagram.com/dailyazkas?r=nametag
https://pin.it/1x8lI7l
https://www.youtube.com/DailyAzkars


 

Jo Hajj ke dauran mein fisq baate na karen to wo (gunaaho se) is terhan (paak saaf ho kar) palatta hai jaise is din tha jab usay is ki maa ne jana tha



Bsmillahirrahmannirrahim

Hadith:  Jo Hajj ke dauran mein fisq baate na karen to wo (gunaaho se) is terhan (paak saaf ho kar) palatta hai jaise is din tha jab usay is ki maa ne jana tha
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Jis ne is ghar (Bait Allah) ka Hajj kiya aur is dauran mein koi shehwani baat ki na fisq (Kabira gunah ka irtikaab) kiya, wo (gunaaho se) is terhan (paak saaf ho kar) palatta hai jaise is din tha jab usay is ki maa ne jana tha
---
حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے ، رسول اللہ  ﷺ  نے فرمایا :’’ جس نے اس گھر ( بیت اللہ ) کا حج کیا اور اس دوران میں کوئی شہوانی بات کی نہ فسق ( کبیرہ گناہ کا ارتکاب ) کیا ، وہ ( گناہوں سے ) اس طرح ( پاک صاف ہو کر ) پلٹتا ہے جیسے اس دن تھا جب اسے اس کی ماں نے جنا تھا
----
The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam said: 'Whoever performs pilgrimage to this House, and does not Yarfuth (utter any obscenity or commit sin), will go back as (on the day) his Mother bore him.
----
Sunan Nasai#2628-Sahih
https://www.instagram.com/dailyazkas?r=nametag
https://pin.it/1x8lI7l
https://www.youtube.com/DailyAzkars


 

La hawla wa la Quwata illa Billah Jannat ke darwaze mein se ek darwaza hai



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: La hawla wa la Quwata illa Billah Jannat ke darwaze mein se ek darwaza hai
-------
Qais bin Saad bin Abadah RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke unke waalid ne inhen Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki khidmat ke liye bheja Qais RadiAllahu Anhu kehte hain ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam mere pass se guzre, mein Namaz padh chuka tha. Aap Sallallahu Alaihi wasallam apne pav se mujhe zarb lagai, aur farmaya kya mein tumhe Jannat ke darwazon mein se kisi darwaze ke barre mein na batlao

لاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ

La hawla wa la Quwwata illa billah
----
Allah ki madad ke bagair gunah se bachne ki taqat aur Neki karne ki quwwat nahi
------
قیس بن سعد بن عبادہ  رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ ان کے والد نے انہیں نبی  صلی اللہ علیہ وسلم کی خدمت کے لئے بھیجا قیس  رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ نبی  صلی اللہ علیہ وسلم میرے پاس سے گزرے ،میں نماز پڑھ چکا تھا۔ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے اپنے پاؤں سے مجھے ضرب لگائی ،اور فرمایا: کیا میں تمہیں جنت کے دروازوں میں سے کسی دروازے کے بارے میں نہ بتاؤں

لَا حَوْلَ وَلَا قُوَّةَ إِلَّا بِاللهِ
----
الله کی مدد کے بغیر گناہ سے بچنے کی طاقت اور نیکی کرنے کی قوت نہیں
---
It is narrated on the authority of Qais ibn Sa'd ibn 'Abadah that his father sent him to serve the Prophet Sallallahu Alaihi wasallam Qais RadiAllahu Anhu said: The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam struck me with his foot and said: Shall I not tell you about one of the gates of Paradise

لَا حَوْلَ وَلَا قُوَّةَ إِلَّا بِاللهِ
La hawla wa la Quwata illa Billah

There is no might and no power but that of Allah.
------
Al-Silsila-tus-Sahiha#2785
https://youtube.com/shorts/ULX0sBIJ650?feature=share


 

Allah Subhanahu Taalaa ki rassi ko mill kar sab Mazbooti se thaam lo aur phoot na dalo




Bismillahirrahmannirrahim

وَاعْتَصِمُوا بِحَبْلِ اللَّهِ جَمِيعًا وَلَا تَفَرَّقُوا
-------
Allah Subhanahu Taalaa ki rassi ko mill kar sab Mazbooti se thaam lo aur phoot na dalo
------
اللہ تعالیٰ کی رسی کو سب مل کر مضبوط تھام لو اور پھوٹ نہ ڈالو
------
Hold firmly to the rope of Allah all together and do not become divided.
------
Surah Ale Imran: (03:103)
https://www.instagram.com/dailyazkas?r=nametag
https://pin.it/1x8lI7l
https://www.youtube.com/DailyAzkars


 

Bistar par late te waqt Surah Al Fatiha aur Surah Al-Ikhlas padhne se insaan har cheez se mehfooz hojata hain siwaye Maut ke

 Bismillahirrahmannirrahim


Hadith: Bistar par late te waqt Surah Al Fatiha aur Surah Al-Ikhlas padhne se insaan har cheez se mehfooz hojata hain siwaye Maut ke

---

Syedna Anas bin Malik RadiAllahu Anhu bayan karte hain ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ”Jab tum apne bistar par late kar Surah Fatiha aur Surah ikhlas padhoge to Maut ke ilawa har cheez se mehfooz rahoge.

---

سیدنا انس بن مالک رضی اللہ عنہ بیان کرتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جب تم اپنے بستر پر لیٹ کر سورہ فاتحہ اور سورہ اخلاص پڑھو گے تو موت کے علاوہ ہر چیز سے محفوظ رہو گے۔

----

Sayyiduna Anas ibn Malik (radiyallahu ‘anhu) reports that Nabi (sallallahu ‘alayhi wa sallam) said: “When you lay down on your bed and recite Surah Fatihah and Surah Ikhlas, you will certainly be protected from everything except death”

---

(Bazzar; Majma’uz Zawaid, vol. 10 pg. 121)

(See Targhib, vol. 1 pg. 416 & Majma’uz Zawaid, vol. 10 pg. 121)

https://hadithanswers.com/virtue-of-reciting-surah-fatiha-and-surah-ikhlas-before-sleeping/

---

https://www.instagram.com/dailyazkas?r=nametag

https://pin.it/1x8lI7l

https://www.youtube.com/DailyAzkars

Baqi rehne wali nekiya hain SubhanAllah, Alhumdullilah, La ilaha illAllah, Allahu Akbar, La haula wala quwaata illah billah

 





Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Baqi rehne wali nekiya hain SubhanAllah, Alhumdullilah, La ilaha illAllah, Allahu Akbar, La haula wala quwaata illah billah
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jis ne mere wudu ki terhan wudu kiya aur phir khada huwa aur Namaz-e Zohar ada ki, is ke wo gunah bakhash diye jayenge jo iss Zohar aur Fajar ke darmiyan honge, phir jab wo Asar ki namaz padhega to Asar aur Zohar ke darmiyan wale gunah maaf kar diye jayenge, jab wo Maghrib padhega to iss namaz aur Asar ki namaz ke darmiyan wale gunah bakhash diye jayenge, jab wo Isha padhega to Isha aur Maghrib ke darmiyan wale gunah bakhash diye jayenge, phir mumkin hai ke wo raat guzare aur ulat palat hota rahegq, phir jab utthega aur wudu kar ke Namaz-e Fajar ada karega to iss namaz aur Isha ki Namaz ke darmiyan ke gunah bakhash diye jayen, ye Neikiyan hain, jo buraiyon ko mita deti hain. logon ne kaha : ye to neikiyan hain, baqi rehne wali cheeze kaun si hain, Eh Usmaan RadiAllahu Anhu unhon ne kaha : wo ye azkar hain: La ilaha illAllah, SubhanAllah, Alhumdullilah, Allahu Akbar, La haula wala quwaata illah billah.
----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جس نے میرے وضو کی طرح وضو کیا اور پھر کھڑا ہوا اور نمازِ ظہر ادا کی، اس کے وہ گناہ بخش دیئے جائیں گے جو اِس ظہر اور فجر کے درمیان ہوں گے، پھر جب وہ عصر کی نماز پڑھے گا تو عصر اور ظہر کے درمیان والے گناہ معاف کر دیئے جائیں گے، جب وہ مغرب پڑھے گا تو اِس نماز اور عصر کی نماز کے درمیان والے گناہ بخش دیئے جائیں گے، جب وہ عشا پڑھے گا تو عشا اور مغرب کے درمیان والے گناہ بخش دیئے جائیں گے، پھر ممکن ہے کہ وہ رات گزارے اور الٹ پلٹ ہوتا رہے، پھر جب اٹھے گا اور وضو کر کے نمازِ فجر ادا کرے گا تو اِس نماز اور عشا کی نماز کے درمیان کے گناہ بخش دیئے جائیں، یہ نیکیاں ہیں، جو برائیوں کو مٹا دیتی ہیں۔  لوگوں نے کہا: یہ تو نیکیاں ہیں، باقی رہنے والی چیزیں کون سی ہیں، اے عثمان!؟ انھوں نے کیا:  وہ یہ اذکار ہیں: لَا اِلٰہَ اِلَّا اللّٰہُ، سُبْحَانَ اللّٰہِ، اَلْحَمْدُ لِلّٰہِ، اَللّٰہُ أَکْبَرُ،لَا حَوْلَ وَلَا قُوَّۃَ اِلَّا بِاللّٰہِ
----
Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Reciting SubhanAllah, Alhumdullilah, La ilaha illAllah, Allahu Akbar, La haula wala quwaata illah billah are deeds which will always remain...
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said: Whoever performs ablution like my ablution and then stands up and prays the Zuhr prayer, his sins will be forgiven between this Zuhr and Fajr, then when he performs the Asr prayer, the Asr and Zuhr prayers will be forgiven. The sins in between will be forgiven, when he prays Maghrib, the sins between this prayer and the Asr prayer will be forgiven, when he prays Isha, the sins between Isha and Maghrib will be forgiven, then possible. He should spend the night and keep tossing and turning, then when he gets up and performs ablution and performs the Fajr prayer, then the sins between this prayer and the Isha prayer should be forgiven. These are good deeds that erase bad deeds. People said: These are good deeds, what are the remaining things, O Usman RadiAllahu Anhu He did: They are these Azkar:  La ilaha illAllah, SubhanAllah, Alhumdullilah, Allahu Akbar, La haula wala quwaata illah billah.
----
Musnad Ahmed#1013-Sahih
https://youtube.com/shorts/E7VmHAOUwek?feature=share4


Surah An-Nas



Bismillahirrahmanirrahim

Surah An-Nas
----
قُلْ أَعُوذُ بِرَبّ النَّاسِ مَلِكِ النَّاسِ إِلَـٰهِ النَّاسِ مِن شَرّ الْوَسْوَاسِ الْخَنَّاسِ الَّذِي يُوَسْوِسُ فِي صُدُورِالنَّاسِ مِنَ الْجِنَّةِ وَالنَّاس
-------
Qul Aaoodhu BiRabbinNas MalikinNas, ilaahinNas Min Sharril Waswasil Khannas Al Ladhi(lazi) Yuwaswesu fi sudurinNas MinalJinnati wanNas
------
Keh do main logo ke RABB ki panah mein aaya, Logo ke baadshah ki, logon ke mabud ki Us shaitan ki burayee se jo waswase daal kar chup jata hain jo logon ke seeno mein waswase dalta hain, jinnon aur insano mein se.
Surah An-Nas (114) 
-----
 ترجمہ: کہہ دو میں لوگوں کے رب کی پناہ میں آیا لوگوں کے بادشاہ کی، لوگوں کے معبود کی اس شیطان کی برائی سے جو وسوسہ ڈالا کر  چھوپ جاتا ہے جو لوگوں کے سینوں میں وسوسہ ڈالتا ہے جنوں اور انسانوں میں سے
----
Say: I seek refuge with (Allah) the Lord of mankind , The King of mankind ,The God of mankind, From the evil of the whisperer (devil who whispers evil in the hearts of men) who withdraws (from his whispering in one's heart) Who whispers [evil] into the breasts of mankind From among the jinn and mankind 
--------
Surah An-Nas (114)
https://www.instagram.com/dailyazkas?r=nametag
https://pin.it/1x8lI7l
https://www.youtube.com/DailyAzkars


 

Jis Hajj ke dauran Buland aawaz se Talbiya padhi jaye wo Hajj Afzal hai



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Jis Hajj ke dauran Buland aawaz se Talbiya padhi jaye wo Hajj Afzal hai
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam se poocha gaya kaunsa Hajj Afzal hai? Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jis mein buland aawaz se Talbiya padha jaye aur qurbani ke janwaron ka khoon bahaya jaye.
----
لبيك اللهم لبيك لبيك لا شريك لك لبيك إن الحمد والنعمة لك والملك، لا شريك لك لبيك
----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سےپوچھاگیا:كونسا حج افضل ہے؟آپ صلی اللہ علیہ وسلم نےفرمایا:جس میں بلند آواز سے تلبیہ پڑھا جائے اور قربانی کے جانوروں کا خون بہایا جائے۔
----
The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam was asked: Which Hajj is best? He Sallallahu Alaihi wasallam said: In which Talbiya is recited loudly and the blood of sacrificial animals is shed.
----
Al-Silsila-tus-Sahiha#1547
https://www.instagram.com/dailyazkas?r=nametag
https://pin.it/1x8lI7l
https://www.youtube.com/DailyAzkars


 

Badan ki afiyat ke liye Subah aur Shaam ko 3 martaba padhne ki dua

 



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Badan ki afiyat ke liye Subah aur Shaam ko 3 martaba padhne ki dua
------
Abdul Al Rehman bin Abu Bakr RadiAllahu Anhu se rivayat hain wo kehte hain mein ne apne baap se kaha Eh Abba jaan! Mein aap ko har subah o shaam ko teen teen baar ye kalimaat padhte huwe sunta hu:

اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي بَدَنِي اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي سَمْعِي اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي بَصَرِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ

Allahumma Aafini fi badani, Allahumma Aafini fi samaee, Allahumma aafini fi Bashari, La illaha Illa Anta.

Ya Allah tu mere badan mein Aafiyat aata farma, Ya Allah tu mere kaano mein Aafiyat aata farma, Ya Allah tu meri nigaho mein Aafiyat aata farma tere siwa koi maabud nahi
unhone kaha jee haan, Eh mere pyare bete Mein ne Rasool-Allah Sallalalhu Alaihi wasallam ko is kalimaat ke saath dua karte huwe suna tha aur Mein Aap Sallallahu Alaihi wasallam ki sunnat ki ibteda karna pasand karta hu 
Musnad Ahmed#5511-Sahih
-----------
عبد الرحمن بن ابو بکرہ سے مروی ہے، وہ کہتے ہیں: میں نے اپنے باپ سے کہا: اے ابا جان! میں آپ کو ہر صبح و شام کو تین تین بار یہ کلمات کہتے ہوئے سنتا ہوں:

اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي بَدَنِي اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي سَمْعِي اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي بَصَرِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ
اے اللہ! تو میرے بدن میں  عافیت عطا فرما ، یا اللہ تو میرے کانوں میں عافیت عطا فرما، اے اللہ تو میری نگاہوں میں  عافیت عطا فرما، تیرے سوا کوئی معبود نہیں  انھوں نے کہا: جی ہاں، اے میرے پیارے بیٹے! میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم  کو اس کلمات کے ساتھ دعا کرتے ہوئے سنا تھا اور میں آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم  کی سنت کی اقتدا کرنا پسند کرتا ہوں
----- 
It is narrated on the authority of 'Abdul Rehman ibn Abu Bakr RadiAllahu Anhu that he said: I said to my father: O my father! I hear you say these words three times every morning and evening

اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي بَدَنِي اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي سَمْعِي اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي بَصَرِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ
Allahumma Aafini fi badani, Allahumma Aafini fi samaee, Allahumma aafini fi Bashari, La illaha Illa Anta.

O Allah, grant me health in my body, O Allah, grant me health in my hearing, O Allah, grant me health in my eyesight. There is no God except You

He said: Yes O my dear son! I heard the Prophet of Allah Sallallahu Alaihi wasallam using these words as a supplication and I like to follow his Sunnah.
------
Musnad Ahmed#5511-Sahih
https://youtube.com/shorts/9ui0_SqnSdI?feature=share


Hadith: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam kasarat se ye Azkar padha karte they...




Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam kasarat se ye Azkar padha karte they...
------
Sayeda Aisha RadiAllahu Anhu se riwayat hain ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam apni aakhari zindagi mein kasrat se ye zikar karte they 

سُبْحَانَ اللهِ وَبِحَمْدِهِ  أَسْتَغْفِرُ اللهَ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ

SubhanAllahi Wa biHamdihi
Astagfirullah-wa atubu illaih

Allah ki zaat paak hain aur usee ki hamd hain
 
Main Allah Subhanahu se maafi chahata hu aur us se tauba karta hu
---
Musnad Ahmed#5484-Sahih
https://www.instagram.com/dailyazkas?r=nametag
https://pin.it/1x8lI7l
https://www.youtube.com/DailyAzkars


 

Hajj karne wala dhikhalawa aur shoharat ka dhikhawa na karen



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Hajj karne wala dhikhalawa aur shoharat ka dhikhawa na karen
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne Ek purine kajawe aur ek aise (mamooli) chadar ourd kar Hajj aada kiya jis ki qeemat chaar darham thi, chaar darham ke barabar bhi nah thi aur farmaya : Eh Allah! Hajj (ke farz ki adaigi maqsood) hai, dhikhalawa aur shoharat (maqsood) nahi.
----
نبی ﷺ نے ایک پرانے کجاوے پر اور ایک ایسی ( معمولی ) چادر اوڑھ کر حج ادا کیا جس کی قیمت چار درہم تھی ، چار درہم کے برابر بھی نہ تھی ۔ اور فرمایا :’’ اے اللہ ! حج ( کے فرض کی ادائیگی مقصود ) ہے ، دکھلاوا اور شہرت ( مقصود ) نہیں ۔‘‘
----
“The Prophet (ﷺ) performed Hajj on an old saddle, wearing a cloak that was worth four Dirham or less. Then he said: ‘O Allah, a Hajj in which there is no showing off nor reputation sought.’”
----
Sunan Ibn e Majah#2890-Sahih
https://www.instagram.com/dailyazkas?r=nametag
https://pin.it/1x8lI7l
https://www.youtube.com/DailyAzkars


 

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...