Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday, 7 June 2023

La hawla wa la Quwata illa Billah Jannat ke darwaze mein se ek darwaza hai



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: La hawla wa la Quwata illa Billah Jannat ke darwaze mein se ek darwaza hai
-------
Qais bin Saad bin Abadah RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke unke waalid ne inhen Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki khidmat ke liye bheja Qais RadiAllahu Anhu kehte hain ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam mere pass se guzre, mein Namaz padh chuka tha. Aap Sallallahu Alaihi wasallam apne pav se mujhe zarb lagai, aur farmaya kya mein tumhe Jannat ke darwazon mein se kisi darwaze ke barre mein na batlao

لاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ

La hawla wa la Quwwata illa billah
----
Allah ki madad ke bagair gunah se bachne ki taqat aur Neki karne ki quwwat nahi
------
قیس بن سعد بن عبادہ  رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ ان کے والد نے انہیں نبی  صلی اللہ علیہ وسلم کی خدمت کے لئے بھیجا قیس  رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ نبی  صلی اللہ علیہ وسلم میرے پاس سے گزرے ،میں نماز پڑھ چکا تھا۔ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے اپنے پاؤں سے مجھے ضرب لگائی ،اور فرمایا: کیا میں تمہیں جنت کے دروازوں میں سے کسی دروازے کے بارے میں نہ بتاؤں

لَا حَوْلَ وَلَا قُوَّةَ إِلَّا بِاللهِ
----
الله کی مدد کے بغیر گناہ سے بچنے کی طاقت اور نیکی کرنے کی قوت نہیں
---
It is narrated on the authority of Qais ibn Sa'd ibn 'Abadah that his father sent him to serve the Prophet Sallallahu Alaihi wasallam Qais RadiAllahu Anhu said: The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam struck me with his foot and said: Shall I not tell you about one of the gates of Paradise

لَا حَوْلَ وَلَا قُوَّةَ إِلَّا بِاللهِ
La hawla wa la Quwata illa Billah

There is no might and no power but that of Allah.
------
Al-Silsila-tus-Sahiha#2785
https://youtube.com/shorts/ULX0sBIJ650?feature=share


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...