Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 7 June 2023

Jo Hajj ke dauran mein fisq baate na karen to wo (gunaaho se) is terhan (paak saaf ho kar) palatta hai jaise is din tha jab usay is ki maa ne jana tha



Bsmillahirrahmannirrahim

Hadith:  Jo Hajj ke dauran mein fisq baate na karen to wo (gunaaho se) is terhan (paak saaf ho kar) palatta hai jaise is din tha jab usay is ki maa ne jana tha
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Jis ne is ghar (Bait Allah) ka Hajj kiya aur is dauran mein koi shehwani baat ki na fisq (Kabira gunah ka irtikaab) kiya, wo (gunaaho se) is terhan (paak saaf ho kar) palatta hai jaise is din tha jab usay is ki maa ne jana tha
---
حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے ، رسول اللہ  ﷺ  نے فرمایا :’’ جس نے اس گھر ( بیت اللہ ) کا حج کیا اور اس دوران میں کوئی شہوانی بات کی نہ فسق ( کبیرہ گناہ کا ارتکاب ) کیا ، وہ ( گناہوں سے ) اس طرح ( پاک صاف ہو کر ) پلٹتا ہے جیسے اس دن تھا جب اسے اس کی ماں نے جنا تھا
----
The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam said: 'Whoever performs pilgrimage to this House, and does not Yarfuth (utter any obscenity or commit sin), will go back as (on the day) his Mother bore him.
----
Sunan Nasai#2628-Sahih
https://www.instagram.com/dailyazkas?r=nametag
https://pin.it/1x8lI7l
https://www.youtube.com/DailyAzkars


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...