Bismillahirrahmannirrahim
Hadith: Jis Hajj ke dauran Buland aawaz se Talbiya padhi jaye wo Hajj Afzal hai
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam se poocha gaya kaunsa Hajj Afzal hai? Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jis mein buland aawaz se Talbiya padha jaye aur qurbani ke janwaron ka khoon bahaya jaye.
----
لبيك اللهم لبيك لبيك لا شريك لك لبيك إن الحمد والنعمة لك والملك، لا شريك لك لبيك
----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سےپوچھاگیا:كونسا حج افضل ہے؟آپ صلی اللہ علیہ وسلم نےفرمایا:جس میں بلند آواز سے تلبیہ پڑھا جائے اور قربانی کے جانوروں کا خون بہایا جائے۔
----
The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam was asked: Which Hajj is best? He Sallallahu Alaihi wasallam said: In which Talbiya is recited loudly and the blood of sacrificial animals is shed.
----
Al-Silsila-tus-Sahiha#1547
https://www.instagram.com/dailyazkas?r=nametag
https://pin.it/1x8lI7l
https://www.youtube.com/DailyAzkars
No comments:
Post a Comment