Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday, 7 June 2023

Hajj karne wala dhikhalawa aur shoharat ka dhikhawa na karen



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Hajj karne wala dhikhalawa aur shoharat ka dhikhawa na karen
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne Ek purine kajawe aur ek aise (mamooli) chadar ourd kar Hajj aada kiya jis ki qeemat chaar darham thi, chaar darham ke barabar bhi nah thi aur farmaya : Eh Allah! Hajj (ke farz ki adaigi maqsood) hai, dhikhalawa aur shoharat (maqsood) nahi.
----
نبی ﷺ نے ایک پرانے کجاوے پر اور ایک ایسی ( معمولی ) چادر اوڑھ کر حج ادا کیا جس کی قیمت چار درہم تھی ، چار درہم کے برابر بھی نہ تھی ۔ اور فرمایا :’’ اے اللہ ! حج ( کے فرض کی ادائیگی مقصود ) ہے ، دکھلاوا اور شہرت ( مقصود ) نہیں ۔‘‘
----
“The Prophet (ﷺ) performed Hajj on an old saddle, wearing a cloak that was worth four Dirham or less. Then he said: ‘O Allah, a Hajj in which there is no showing off nor reputation sought.’”
----
Sunan Ibn e Majah#2890-Sahih
https://www.instagram.com/dailyazkas?r=nametag
https://pin.it/1x8lI7l
https://www.youtube.com/DailyAzkars


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...